Loss ki waja sy jo himat haar jaty hain unhy success kbi nahi milti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja sy jo himat haar jaty hain unhy success kbi nahi milti
    Dear friend app sub ko btana chahta hon k forex trading main loss hona khas ker newbies ko loss hona normal baat hy bhai jaan loss sy lesson seekh k professional trader binany ki koshish kery takeh app ko profit ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul theek kaha ap ne... Loss sirf new traders ko nhi blky sb ko hi ho skta.. Forex me seekhny ka process kbi khtm nhi hota.. Hmesha insan seekhta hi rehta hy.. Lkn jo log loss sy b nhi seekhty unhen filhal demo pe rehny ki zrort hy q k jb tk ap apny losses sy nhi seekho gy tb tk profit bnana boht mushkil hy
    • #3 Collapse

      Yes dear aap ne sahe bat kahi hai kay jo log loss ki waja say himat har jatay hain.
      Un logon ko success kabhi nahi milay..
      Laikin hamain jab bhi forex trading karain or investment agar hamari.. 1000usd dollar hai.
      Aik survival plan hona chiay jis kay mutabiq hamara insta forex bonus account wash nahi hona chiay...
      Means to say kay agar ham money management kay sat one currency pair per stop loss or take profit limit laga kar trading karain or money management kay sat..
      0.50 ki insta lot currency pair per trade karain to 1000usd ka account kahin nahi jata..
      Or hamain experience bhi gain hota rahay ga
      • #4 Collapse

        Bahi jaan baat apne sahi ke gai magar ham sab log sirf mashwara he karty rehty hain aur ye nahe karty ky jin trades par loss ka saamna karna parha un ko daikh lain, unki reason daikh ln ka kia wajha bni loss ki. Magar ham log ye sab kuch nahe karty hain sirf yehi chah rahy hoty hn k kahin na kahin aur kise na kise tareeky sy loss ko recover kia jaay ya profit jald az jald bnaaya jay.
        • #5 Collapse

          loss trading mei new logon ko hotay rehna possible hay kyun kay unkay paas knowledge kam hota hay skills achi nahe hoti so himmat nahe haartay professional traders aap apni best himmat sey bantay ho so achi mehnat kartay rahein one day aap professional trader ban saktay ho himmat harna ghalat hay
          • #6 Collapse

            mery dosto forex main humean loss ki wja say kabhe bhe forex business ko nahe chorna chahy koin k app forex main ager loss ki wja say us ko chorain gay to its mean app sab say barey looser hain app ko forex main mehant kerna ho ge or pher he us main ap ko acha profit milay ga our koi bhe world ka karobar lay lain us main profit our loss to hota he hai to us ka ye matlab nahe k app himat haar k us ko choor dain
            • #7 Collapse

              G haan dear ap thek keh rahay ho loss ki vja say jo trader himmat aur hosla haar jatay hain wo kamyab trader nai nan sktay. Daikha jaye to loss bhi hmain aik tarha ka sabaq he deta ha agr hum apna analysis krain to loss say bahut kuch seekhnay ko milta ha aur un khamiok ko door kr k hum next achi trade kr sktay hain so loss ki vja say kbi bhi himmat nai harni chaheay.
              • #8 Collapse

                Ji absolutely right jo log loss ko dil pe le laitay hain or himat haar jatay hain un logon ko success kbi bi ni milti aisay log dusron ko bhi misguide krtay hain loss humain agay barhna seekhata hy experience seekhata hy k humarari ye ye mistakes hui hain ta k hum ainda mistake na krain humain loss se seekh ker hi agay barhna chahiye or hoslay se kaam laina chahiye aisay ak din hum kamyaab ho jain gay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  apki bat shi h ju forex se loss pr haar maan jate he un ku forex m kbi success nhi milta kio k forex success zyada work krne se hi mitla ha aur himat k sath kaam krte rehna chhye ta k ap ku success mil jye..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X