Trading k ley forex ka knowledge zarori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k ley forex ka knowledge zarori hai
    Dear friends waisay tu kisi bhi bussines k start sy pehly uska knowledge bahout zarori hai lekin forex q k kam wakt mein ziada profit dainy wala bussines hai so himien issko start karny sy pehly lazmi sekhna chahiey aur iski ziada sy ziada paractice karni chahiey demo acount par ta k real mein asani ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Hn Dosto agr ap Forex ma trading krna chaty hy or chaty hy k ap zyda sy zyda profit hsal kr k bry trader ban jao to ap ko ps forex k bry ma Acha knowledge hona chy ap ko pta hona chy k trading kesy krty hy kiun agr ap ko trading k bry ma ni pta ho ga to ap ko loss he ho ga profit hona mushkil hy es ly Forex trading k ly knowledge bht importance rkhta hy
    • #3 Collapse

      Forex ka knowledge usi time apky pass akhta hoga jab aap kuch seekhna start karen gy. Aise kise aik demo account par kaam karny sy forex ka knowledge nahe akhta hoga apkay pass . Learning ka tareeka dhoondin aur market ke cheezin ko samjhain phir apko pata chaly ga kay forex hai kia aur kesy kaam kia jata ha.
      • #4 Collapse

        G AP sub NY sahi kaha k humary liya trading Sy pahly forex ka knowledge bohat hi zarori Hy is sy hum acha bonus bi hasil krty Hy or yaha pr senior person sy knowledge bi hasil krty hy
        • #5 Collapse

          Yes Koi nahi forex ka istamal karty hey forex ka knowledge zayda zaroori hey .instaforex ka demo account bana lay Un say tranding karna trade open karna seko tu ye apkliya behtar hoga
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa earning hasil karni ha to per hum ko forex ka knowledge no ha chaheya q ka ager hamara pass forex ka knowledge nhi hota ha or hum trade start karda to per hum ko loss ho ga es leya hum ko first of all forex ka knowledge lana hoge per us ka bad hum ko insta forex ma trade open karni hoge.............
            • #7 Collapse

              Ji forex ak risky business hy is main se earning krne k lie is ka knowledge hona bht zaroori hy kisi bhi kaam k start main us kaam ka experience bht zaroori hota hy tak us business main humain loss na ho isi tarhan forex trading k lie b knowledge must hy ta k hum is main se acha profit le skain or apni earning increase kr skain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
                Dear friends waisay tu kisi bhi bussines k start sy pehly uska knowledge bahout zarori hai lekin forex q k kam wakt mein ziada profit dainy wala bussines hai so himien issko start karny sy pehly lazmi sekhna chahiey aur iski ziada sy ziada paractice karni chahiey demo acount par ta k real mein asani ho
                Asalam u alikum

                Ji bhai aap ny saahi kha k trading krrny k ly forex ki knowledge hona bohat zayada zarori hi ager aapko kaisi bhi kaam ka apko knowledge nahi hoga aap us main kamyabi hasil nahi ker skty aur forex ka knowledge hasil kerny k ly forex pak aik bohat achi aur monasib jaga hai
                • #9 Collapse

                  jo b kaaam start kiya jy tu us main lazmi hain k apk pas knowledge zarori ho jaaab tak apk pas forex ki knowledge nhe hogi forex main kabi b kamyab nhe ho skte hain forex karne k liye forex ka knowledge zarori hai forex ki knowledge hasil karne k liye humhain bhot mehnat karnei hogi and din rat forex ki learning karni hogi bina learn k forex main hum apni money loss kar skte hain
                  • #10 Collapse

                    ge bilkul forex business mein trading ke liye forex ke barey mein knowlegde ka hona bohat hi zaroori hey ager ap ko forex business ke barey mein knowledge nahi ho ga tu ap forex min kabhi bhi trading nahi kar pao gey or ager ap trading kartey bhi ho tu ap ko loss ke bohat zeyda chance hey forex business ke bare mein ap ka knowledge jitna acha ho ga utna hi ach ap forex business mein profit earn kar pao gey
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      dear friends, forex aisa business hay jis main kamyabi sirf knowledge ki base par milti hay aur knowledge ki waja say hi profit earn hota hay...so forex ko join kartay hi hamain learning pa zayada zayada say focus karna chaheay aur jo knowledge hasel ho usay demo account par check karna chaheay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X