Pip ka khulasa
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pip ka khulasa
    Pip aik value hoti hai jo k her currency k ashirya k bad 4 digit hotay hain jb aik point ka ezafa hota ya kami hoti hai tou hum usay aik pip kam ya zaida hoa keh saktay hain jinain 3 qismon main taqseem kia hota hai jisay her trader apni marzi k matabiq use kr lyta hai jis aik pip 10 cent ki hoti hai aur dosray main 1 dollar ki aur tesray main 10 dollar ki hoti hai.trader in main say jo b select krta hai usi hisab say profit ya loss hota hai for example agr trader ny 1 $ pip select ki hoe hai tou usay 1$ ka hi faida ya nuksan ho ga agr aik point kam ya zaida hota hai tu. Agr post achi lagay tou plz like aur comment zror ki jiay. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear fellow
    Ap ny forex trading k baray mein achi malomat share ke hain jub b trading karain tu pip py he dyhan diya jata hy
    • #3 Collapse

      Pip ke Definition ko agar simply main btana chahon to jo sab sy choti change hoti hai kise currency ke value main usko pip kehty hain. Forex main jo currency trading hain wo pips ke soorat main tabeel hoti hai aur trader loss ya profit ko pips main dekhty hain.
      • #4 Collapse

        Forex market main ho sub sy kam movement ho sakti hai usy pip kehty hain jesy hamari earning agar 10 pips hai tou it's mean ky ham ny 1$ lot size ki trade main 10 dollars earning ko hai aur zarur nehi ky market sirf one by one pip hi movement kerty hain kabhi kabhi aur kei pairs main tou market at a time bahot sari pips akatha bhi move ker jati hai
        • #5 Collapse

          app nay theek kaha hia but hum main say khuch traders hoty hain jo k profit ko pips main he count kerty hain oru aik standard pip main mean 40 pips tak ka profit hoa hai ya loss hoa hai our daily ka un ka target hota hai our dosto khuch dost USD main profit ko count kerty hian to income ko kisi bhe soraat main count kia ja sagta hai
          • #6 Collapse

            app nay dost ache information humery sath share ki hai but main to us main pip ki standard lot ko he diekhti hoon us main 10 pips move ko deikh rahi hoti hoon our us k oper apna profit our loss ko calculate ker rahi hoti hoon USD main nahe kerti koin k app ki lot size ka differ aa jata hai
            • #7 Collapse

              Han gee pips value teen tarrah ku hoti ha aik Mini Pip=10 cenet, Big Pip = 1 $ , Standard Pip = 10 $ , aor har value ke pip ke sath loss ya profit bhe ussi hisab se hota ha khabi agar 10 mini pips ki market movement ho to account men sirf 1 $ , aor big Pip par 10 pip = 10 $ , aor standard Pips men 10 Pips ki movement men 100 $ ka loss ya profit hota ha. Lehaza trading men iss baat ka khas kheyal rakhna chahiay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                pip ka matlab hai ksi b currency mai 1 digit ka izafa ya 1 digit ki kami.ager izafa ho example 1.2012 se 1.2013 to hum khtay hai 1 pip ka izafa howa.or ager kam ho 1.2012 se 1.2011 to hum khtay hai 1 pip ki kami hoi.jb trade ki jati hai to pip ki zydti or kami se profit ya loss hota hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X