Bullish divergence
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish divergence
    Down trend kay baad jab market mein kisi price ki double bottom banti hain tou hum dekhtay hain
    price nechay jati hai tou indicator ko bhi nechay jana chahyea lakin indicator jab nechay nahin jata tou iss ka matlab hai kay indicator bullish ho gaya hai aur market kay reverse honay kay chances hain aur doosri condition yeh hai kay jab market itna zayada nechay nahin jata lakin indicator zayada neechay challa jata hai tou bhi market kay reverse honay kay chances hotay hain aur agar humain iss time pe koi doji ya spinning candle mil jati hai tou market ki bullish divergence ki confirmation ho jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    app ki baat say main agree kerti hoon but sister ager app us k sath ager screen shot lay k samjh ditean to pher kafi acha hota humean us mian samjhnay main ya new members jo ye strategy first time pak forum pay read ker rahay hain un ko samjhna y main asani rhete mean koshsh kerti hoon k us ko sath main pic bhe up load ker sagoun ta k us ki sab ko achy say samjh aa jeay k bullish ya bearish kisi RSI stochastic indicator k sath kia hoti hai
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 22-09-2018, 03:12 PM.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      G exactly, apne sahi explanation de hai aur market main apni trading ko kamyaab bnana ha agar to es tarha ke zaroore aur useful malomaat hamko seekhna bhe honge aur unpar amal bhe karna hoga. Jab koi kaam aap sewkhty hain aur us ma master ho jaaty hain. To us par amal kar kay us ko achi tarha sy execute kar kay market sy faida hadil kiya ja sakta ha.

      اب آن لائن

      Working...
      X