Forex is for Long term traders or short term traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex is for Long term traders or short term traders
    ASLAMUALEKUM fellow members ap ke khayal main long term traders zayada profitable hoty hain ya shortterm intraday traders????
    mara personally observation hai jo loog long term trading karty hain wo bar bar spread pay nahe karty us ke elawa long term main koe institution bhe long term time frame ko controll nahe kar sakta iss lea long term pattern zayada successful hoty hain banisbat short term ke ap ko ek bar trade cost pay karne party hai baar bar spread pay nahe karna parta long term less stressful hai ap ko kam time dana parta ho market ko
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apki observation aur apka point of view bilkul drust hai bahe. Magr ye aik naturally trading type apki hoti hai jis par ap kaam kar sakty hain. Maslan kuch log zaida wait ni kar sakty hain ya phir unki grip hoti ha wo short term trading main hoti ha essi tarhaa kuch long scalping ya short term trading nahe seekh sakty hain wo sirf long term karty hain. To ye cheez apki apni learning aur interst par hoti hai.
    • #3 Collapse

      dear short trem trade to only expert trader he ker sektay hain aur mare khyal main wo b ziada earn ni ker patay is main loss ziada hota hay is lie short term trade he best hay kuin k long time frame main market ko semjna asan hay aur long term trader he ziada achi earning ker sektay hain.
      • #4 Collapse

        Brother hum forex trading main long term or short term trade kartay hain, long term trade kay liay good capital ki zaroorat hoti hay jes say good earning possible hoti hay but es kayliay bohat zaida wait karna hota hay and short term kay liay humain careful ho kar low profit accept karna hota hay.
        • #5 Collapse

          Zaruri nehi ky yahan per sirf short term traders ya long term traders hi success hasil kerty hain forex trading both short and long term traders ky liay successful ho sakti hai isliay zaruri nehi ky apky accounts main bahot zyada amount ho ky ap long term ky liay trade open ker ky hi forex sy profit hasil ker sakty hain log tou daily basis per bhi profit withdraw kerwaty hain
          • #6 Collapse

            Forex trading both long and short term traders ky liay profitable hai agar apky account main balance bari amount main hai tou long term trading main apko zyada earning hasil ho sakti hai but agar small amount main balance hai tab bhi ap scalping ker ky achi earning ker sakty hain zaruri nehi ky ap long term ky liay hi trade open kerain short term main bhi earning hasil hoti hai
            • #7 Collapse

              baat ye hai k long term trade hi asal trade hai or yahi asal business ki nisahani hai.or issi mai risk kam hota hai or prifit zayada.choti trade wo log krty hain jin ka pas ya to sarmaya kam hota hai ya wo iss market mai new hotay hain .abi achay trader nai hotay jo sahi trader hin wo long term trade pttern hi follow krty hai or 1 trade se hi pore month ka ya year ka profit nikaltay hain.
              • #8 Collapse

                main to dost forex ko short term trade krta hoon isi wja say mujhey us main kafi loss ho geaya hai abhe main souch raha hoon k dialy our weekly time frame main currencies or commodities k analysis kai karo our pher he us ko trade kai karo our lot size jo ho wo .10 say zeada ki na lagoun pher he us main acha profit earn ker paoun ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Long term traders apne trades ko lambe samay tak hold karte hain aur market trends aur fundamentals par focus karte hain. Fayda long term traders ko market ke macro trends aur sustained price movements se hota hai, lekin nuksan ho sakta hai agar market volatility ya unexpected events ke kaaran prices jaldi change ho jaate hain. Short term traders chote time frames par trades karte hain aur price fluctuations aur technical indicators par focus karte hain. Fayda short term traders ko market ke immediate price movements se hota hai, lekin nuksan ho sakta hai agar market volatility ya fake breakouts ke kaaran trades galat ho jaate hain. Dono strategies ke fayde aur nuksan market conditions, trader ki skills aur risk tolerance par depend karte hain. Har trader ko apne trading style aur goals ke according decide karna chahiye ki woh long term trading ya short term trading karein.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X