Choti ghalti bary loss ka sabab banti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Choti ghalti bary loss ka sabab banti hai
    Forex trading main ehtiat bahot zaruri hai yahan per ghalti ki koi gunjaesh nehi hoti apny thori si ghalti ki aur bahot bara loss ker dia isliay jab bhi trade open kerain tou koshish kerain ky koi mistake na ho apni investment per bahot ehtiat sy trades open kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul bhai wo kehty hain k katra katra samandar banta hai isi trah choti choti ghalati ghaltan ban jata hai apko yeh samjh lena ho ga k is field mein ap k pas kisi kisam ki ghalati ki gunjaesh ni hai chahe wo ghalati choti ho ya bari apko ghalati ni krna hai tab hi ap kamyab ho skty hain is field mein
    • #3 Collapse

      app ki baat dost theek hai forex mian ager choti mistake bhe ker de jeay to wo app ko kafi bara nuksaan day jati hai jes main app ka jalde ker jana patients ka muzahira na karnay market ki samjh na ana our pher bhe baray lot size ki trade lagana shamil hain to dosto app ko humesha forex ko fresh mind k sath kerna chahy ta k koi bhe choti ya bare ghalti app say na ho
      • #4 Collapse

        Dear aap bukal thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon k forex trading aak aasa bussniss hay jis main galti ki kohi gunjahish nahi hoti hay forex trading aak do or die wala bussniss hay iss main ya tu aap ko profit hota hay ya lose iss laya jab be aap trade open karan pura analysis kar k puri information lay kar trade open karni chay
        • #5 Collapse

          Mistakes hoti hain no problem har jaga insan ney mistake hoti hay magar sometime choti si mistake aap ko barri mistake ya barray risk ki taraf le jati hay esliye humay ignore nai kerna chaiye choti choti mistakes ko improve kerna chahiye jab bhi loss ho mistake ko janiye usko improve karain gay tou next uss loss ko nai dekhen gay esliye hamey chaiye apni mistakes ko remove keya jay apni trading se
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            dear fellows mistakes bhi life ka part hy qk agr insan st galtian na hon to wo to farishta kehlaye lakin hmy apni mistakes sy darna nhi chaheye qk is dar sy hm sy ar zada mistakes hon gi ar hmy pata bhi nhi chaly ga ky kb yeh choti choti mistakes hmary liye bary loss ki wajh bn jayen so plzzz especially trading me aik choti si mistake bhi nhi krni chaheye
            • #7 Collapse

              Hamain trading main choti choti mistakes par control karna chahiye kiu kay bad main yae mistakes big loss ki wja banti hain agar trading main kisi mistake say loss hota hai to sae wqt par uska darust karna hmara farz banta hai aur as a good trader hamain is bat ka khyal rkhna chahiye k ham kis jga mistake kar rhy hain....
              • #8 Collapse

                I think is business mein ghaltian to sab se hoti hein lekin agar hum aik achi money management ke sath trade kar rahey hotey hein to phir hamse ghalti bhi ho jaye to hamen koi bara loss nahin hota hey aur hum apne account ko safe kar saktey hain.
                https://t.me/pump_upp
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  G forex trading business mein aik galti galti hi hoti hy galti koi choti bari nhi hoti ap ne aik galti ki wo choti ho ya bari us se ap ko buht ziada loss ho sakta hy aur forex trading business mein kise bhi kisam ki koi galti nhi karni cahaiye kiok aik galti se sara account balance hi wash ho sakta hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X