Dear singnal humain trading k bare main help karte hain k kab market buy main hay aur kab sell main hay aur in signals ki madad se hum tradae lgate hain lekin jaha tak meri information hay humin ye signals buy nai karne cahiay aur na in par 100%trust karna cahiay balke humain khud apne mind se trading karni cahiay wo sab se best hay humain apne liay signals khud bnane cahiay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим