Risk lainy se hi kamyabi ka rasta khulta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk lainy se hi kamyabi ka rasta khulta hy
    ​Dear forum members risk lainy se hi kamyabi ka rasta khulta hy ager ap is bat ko apny mind main rakh lain to ap zaror kamyab hon ge, forex trading aik highly risky buisness hy ye haqeqat hy bahut se log forex main loss kha ker himmat har ga aur forex ko shod dia, lkn kamyab wohi hoty hn jo himmat ni harty, ager hum apny daily ki life ko daikhin to hum her waqt loss main hi rehty hn, electricity jo ke her ghar main moujod hy ye bh risky hi hy, jum hum road per travel kerty hn to ye bh risk hi hy, at the end main yahi kahon ga ke insan 24 hour risk main hi rehta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ki bat sahi hy insan har waqt risk mein he hy bina risk k to life mein koi kam ni hy kiyon k hamesha risk k bad he succee milti hy to forex har kam sy km riski hy lekin risk to forex trading mein bhi hy aur risk to uthana he parta hy kiyon k bina risk k koi profit ni milta
    Removed by moderator.
    • #3 Collapse

      Bahi risk s kamyabi tu milti hai laken nuksan ka kahtra bi hota hai is lia risk soch samaj kr lain agr ap ka pass knowledge or experince gai or tab ap risk lata hain tu ap ko fida ho sakta hai agr tukka laga kr risk lata hain tu loss ka chances zyda hon gain is lia ahtyat s kam karain
      • #4 Collapse

        Yes brother baat to aapki theak hi hai hamen kamyabi k liye kch na kch risk to lena hi parta hai agar ham risk na len to ham iss kaam men earnings bhi ni le sakte hain but aik baat ko main batata challun k aap jab bhi forex men koi trade open kren to aapko lazmi hai k aap apne account ki mony management kr kr len agar aap mony mangmmanag ni krte hain to aap kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain isliye aapko mony management krna bahot zaruri hai qk agar aapka loss bhi ho jata hai to aap uss loss ko kissi had tak recover krne k qabil ho jao
        • #5 Collapse

          Risk k baary me agar bat ki jay to kuch logon ny iska mtlb hinulta sajha hua he, risk jesy koi laanat ho ya bimari he, risk ka maqsad aor mtlb samajhna zaruri he ,jb tk risk ka mtlb samajh nai ay ga is k mota'alliq hmari raay manfi hi rahy gi, risk lena chahiy is me koi mozayqa nai hr ye koi buri bat bhi he magr situation k motabiq situation dekh kr.jb halaat ijazat dy rahy hon to risk zarur len magr sari jaanch parrtaal kr k .
          • #6 Collapse

            Dear aap ki bast bukal thek hay main aap ki bast sa itafaq karta hoon k instaforex aak bhot he risky bussniss hay risky hona ki waja ya hay k ya aak international bussniss hay aur sab ka sab vertuial hay aap ko iss bussniss main success hasil karna k laya aap ko international event international politic per nazar rakhni pher ti hay kyun k yahan per jo invest keya jata hay wo zayada tar aasay pair per hota hay jin ki movment dollers k sath hoti hay ya dollers ki value k ulat hoti hay iss laya jab tak aap ko dollers ki movement ka pata nahi chalay ga aap ki trade highly risk main ho gi
            • #7 Collapse

              G han forex trading main risk zaroor hy aur yeh bat bi theek hy k jab tak ap forex trading main risk ni lo gy to ap ko is business main profit ni aay ga per aikbat jo k bahut ziada ahm hy k ap risk lo zaroor per istra risk ni lo k ap bilkul bi andhy ho k trading shuru kr lo kuch annaylsis kro aur kuch doosro sy raay lo ta k ap ko kuch confirmation zaroor ho hr jab ap is conditions main risk lo gy to yeh aik positive cheez ho gi jo ap ko forex trading main aagy ly jay gi
              • #8 Collapse

                yes dear is mai koi shak nai hay k hamari kamyabi risk say he start hoti hay risk say agar ham jitna dar k bhagaingay aur is say jaan chraingay yeh utna he hamaray peechay bhagay ga is liye ham sab ki apk sath raye hay k jub ham yeh sajhain k ham earning k kabil hain to hamain is business main aur har kisam k business main risk laina he chaye q k ho sakta hay k yeh rish hamari life ko he change kar day so aisa aik baar deceion zaroor laina chaye.
                • #9 Collapse

                  Iss bat main koi shak nahiin ke risk leny se hi kamyabi k rasty khulty hain lekin risk leny k liy hmary pass backward main b kuch hona chahiy k hmen loss hoo tu ham khod ko manage krsken wo log jo apna sab kuch risk p lga dty hain wo galat krty hain hmen apni strategy bnani chahiye or apny pesoon k hisab se risk lena chahiy taaky hmen bad main pchtana na prhy
                  • #10 Collapse

                    Dear forex trader mistakes are proofe that you are trying jab ap risk nahi pen gy to ap luch hasil nahi lar sakty to agy barhny k liay ap ko rish lena chahiay aik kaam ko karmy ka jab ap dil nhi kren gy agr dar jaen gy k nuqsan hoga to ap wo kam start krnay sy pehly hi usy khatm kr daty hn Bahi risk s kamyabi tu milti hai laken nuksan ka kahtra bi hota hai is lia risk soch samaj kr lain agr ap ka pass knowledge or experince gai or tab ap risk lata hain tu ap ko fida ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Risk lene se he is business main profit hota hai. Or risk humain analysis ki strength k mutabik lena hota hai ta k humain loss kum or profit ziyada ho yani k hamara risk reward acha hona chahye or on the other hand her profitable business main risk to hota he hai.
                      • #12 Collapse

                        Assalam o alaikum....kuch log hotey hain k joo kehtey hain k risk nae lena chahye risk leney syy nuksaan e hota hy but ma kehti hn or mera tajarba hy k insaan jbb tk risk nae leta tb tk voo kbi be success gain ni krr sakta q ky risk leney syy insan ma bht confidence paida hoota hy or kaam krney ka bht e tajarbaa hota hy or iss baat ka be pta chalta hy k ma kiss kabil hn or ma kitni cc koshish kr k success gain kr sakta hn....is liye mery too yee e khiyal hy k risk lena chahye iss sy insan ma self confidence built hota hy
                        • #13 Collapse

                          Forex members risk lena say kamyabi hoti hai Ye hum per depand krta hai k hu kitna risk letay hai forex trading main risk nhi lo gay to success kesay milay gip trading main yad rakhain k pehly loss pher profit hai loss bhi trading ka hisa hai bigloss hony say bchnay kliy stop loss zaror laga in risk utna lain jis main hum save rahain
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                            ​Dear forum members risk lainy se hi kamyabi ka rasta khulta hy ager ap is bat ko apny mind main rakh lain to ap zaror kamyab hon ge, forex trading aik highly risky buisness hy ye haqeqat hy bahut se log forex main loss kha ker himmat har ga aur forex ko shod dia, lkn kamyab wohi hoty hn jo himmat ni harty, ager hum apny daily ki life ko daikhin to hum her waqt loss main hi rehty hn, electricity jo ke her ghar main moujod hy ye bh risky hi hy, jum hum road per travel kerty hn to ye bh risk hi hy, at the end main yahi kahon ga ke insan 24 hour risk main hi rehta hy
                            dekhy agr ap real m risk nhi lein gey to ap ku trading krna nhi aye ga aur ap real m zyada profit earn krna nhi seekhey gey is lliye ap ku real m bee thora boht risk lena chhye jis se ap ki success door nhi hu gi....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear kehte hain risk lene se kamiyabi mil skti hai lekin risk b aik limit ka ho tu jab tak ap es mai seekh aur smjh k kamnhn kaor gy ap ko idea nhn ho ga es liye ap ko mehnat tu kari he ho tii tab he ap acha faida hasil karo gy warn apa kabi b acha faida hasil nhn kar sako gy soo ap ko mehnat kari hai aur acha earn karna hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X