Forex men basic se advance tak apko aik hi baat batai jati hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex men basic se advance tak apko aik hi baat batai jati hai
    Dear jahan tak main ne note kia hai hamen forex men basic se le kr advance tak sirf aik hi baat batai jati hai aur wo hai money management and risk to reward agar hamari trades men mony management ni hai to ham kabhi bhi trading men successful ni ho sakte hain isliye hamen mony management krna bahot hi zaruri hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dekhin dear bro forex main kai factors involve hoty hn jo hamary skills ko improve kerty hn aur ini factors ki waja se hamara knowledge bh increase hota hy, ye bat thk hy ke money management ki zarorat ap ko whole time rehty hy aur ye cheez zarory bh hy lkn is ke ilawa bh kai aur cheezin hn jo start se ly ker end tak ap ko zarory hn
    • #3 Collapse

      Forex trading when sikhne wali Jo Sabse Badi baat hai aap ko sabse Jyada Yehi takeedki Jati Hai Ke sabse Jyada value of money management risk award se aapki trading progress bahut acchi Ho aapki trading money management Ke zariye trading behtr hoti hay
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        ofcourse hum money management par amal kar kay hi successfull trading kar saktay hain or money management kay bad second cheez jo important ha wo ha risk to reward ratio jo kay hamara 1.5 times se lay kar 2 times tak hona chahiey hamaray risk par kuch traders aisay hotay hain jin ka wining ratio 80% hota ha par wo loss me hotay hain kuch traders aisay hotay hain jin ka wining ratio 50% hota ha par wo forex se acha khasa profit earn kar rehay hotay hain forex market se consistent kay sath yeh sub kuch money management par hi depend karta ha kay ap kitna strong money management select kartay hain
        • #5 Collapse

          dear friends, forex trading main money management ka bahut hi important role hota hay....money management ka matlab hota hay loss k risk ko kam say kam rakhna...aur jen traders ka loss ka risk kam hota hay un ko loss aa bhi jata hay to woh kam hota hay aur usay easily recover keya ja sakta hay esleay aisay traders hamesha kamyab hotay hain.
          • #6 Collapse

            Bhai is k baary me agar men bat kroon to sirf itna kahoon ga k hmari present running trdes aor in future trdes unka sara daro madar hmari money management pr hota ge, aor ye management aik time pe hony wala kam nai he balky ye musalsal aik jido johd he k apna balance barhaty raho aor loss ko kam krty raho agarna money management ka mtlb hi samajh nai ay ga, ye permanent kiy jany wali practice he,
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Forex trading main money management aik important tool hy trading main ,to yeh cheez shuru main is liy betai jati hy k yeh cheez forex trading main badic cheez hy is k bina ap forex trading main kamyab ni ho sakty kio k agar ap ka account balance 100 dollars ho aur ap gold p trading kr rahy hon wo bi.07 k hisab sy to ap ko phr nuqsan to ho ga to is liy money management ko lazmi daikha kro

              اب آن لائن

              Working...
              X