Forex trading ko step by step learn kerain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko step by step learn kerain
    Agar ap aik hi dafa learn ker ky trading start ker dety hain tou learning process complete nehi hota aur apki trading main mistakes hoti rehti hain lekin agar ap step by step learn kerain tou mistakes sy bacha ja sakta hai jesy besic knowledge demo practice higher knkwledge for best analysis etc
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear Forex trading members trading 1 risky business hai Jiski learning bahut important hai step by step learning ke liye sabse Pehle Pakistan Forex forum se basic learning start kare demo account Banaye daily ki practice kare demo account just like real account play kare forum se jo bhi new knowledge gain Ho uska practical karna bahut zaroori hai
    • #3 Collapse

      Agar ham aik hi bat sirf kisi sy thori si training hasil ker ky investment ker ky trade start ker lety hain tou beshak ham ny complete knowledge hi kyun na hasil ker liay ho woh bahot jald ham bhool sakty hain aur ghaltian tou phir hoti hain aur agar thora thora ker ky learning ki jaey tou yeahi best rehta hai ky ghalti ky chances bahot kam hoty hain
      • #4 Collapse

        Forex business ek boht hi critical business hay isko ek din main nahi sikha ja sakta waqt ke sath sath experience aata hai aur hum kis to complete seekhna shuru kar dete hain hame chahiye ke hum apne hone wali mistakes ko dekhe aur unko dobara repeat na hone de yehi forex trading mein hamari kamyabi ka raaz hai..
        THKS
        • #5 Collapse

          Yes dear hamain forex market ko step by step learn karna hiay
          Pehle Hame forex market main said open or close kar nikalne ka pata hona chahiye aur Sali ke Hame pending orders Ka Pata hona chahiye Hame nextstep Mein Hame Pata hona chahiye in basic technical analysis Kaise karne hai on June 3rd start hai Jisne Hame money management ko follow karna chahiye aur chahiye ke saath saath forex market August 3rd
          • #6 Collapse

            Achi advice ki hy ap ny aur forex ko seekhny ka ye behtreen tareeqa hy keun k step by step seekhny sy bahot si baatein cover ho jati hain aur is tarah sy seekhi hui forex trading k liey achi rehti hy jis mein ghaltiyon k chances kam hoty hain
            • #7 Collapse

              g bilkul hm forex ky mutaliq aik he time me nhi jan sakty qk is sy kuch na kuch basic knowledge reh he jata hy hamesha forex ko step by step learn krna chaheye seekhna chaheye qk is sy experience me izafa hota hy ar mistakes ky chances km ho jaty hy me to khud slow slow forex trading ky mutaliq seekh rahi hn ar yahi best hy
              • #8 Collapse

                Forex k elawa bhi agr kisi kaam ko step by step seekha jaye to aik to usay seekhna aasan hota hy aur doosra is tareeqy sey seekha hua deir tak yad rehta hy his sey forex mein traders ko bahot zyiada faida hota hy
                • #9 Collapse

                  Dear brother ap ke baat blkul thk hai koi bhe kam sewkhna ho tu ua steps hota han aur forex ak aisa business hai ka agr ham seekhna ka bagair kran ga tu lose he ho ga us lya agr ap risk ko kam krna chahta han tu forex ko step by step seekhna shuru kr dan demo account hamain bahut madad data hai ak acha forex user bnna ka lya ap daily demo use kran ap ka knowledge level aur skill high ho jaye ga phr ap forex pai jain ahista ahista ap ak acha business man ban jaye ga forex ka istamal ka lya us ka knowledge hona bahut zrori hai
                  • #10 Collapse

                    Ji main apki bat se bilkul agree krta hoon ke jo loog ek hi dafa main sab learn krke trading start krdty hain unki trading itni achy ni hoti issk barakas jo log trading ko waqt dety hain routine ki bina pa achi trha learn krty hain ussk pairs ko achi trha smjhty indicators ka knowldge rkhty hain wo log apni life main achy se trading kr paty hain
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of time forex trading dana hoga per hum ko bohat achi earning hoge warna hum ko loss he hoge ager hum with out experience forex trading start karda es leya we get success step by step es leya hum ko step by step kaam karna hoga ...........
                      • #12 Collapse

                        ji bilkul sahi kaha apny forex trading ko hamain ahista ahista krna chahiye ta ky iske bare mai hamain sahi trha
                        pata chal jaye orr hum iss mai behter trade kren orr learning and skills are ver important for trading
                        • #13 Collapse

                          yes apki bat bilkul theek hey yeh aik business hey aur is par time lagta hey aap yeh na samjhen keh aap aik hi rat mein is mein master ho jayengey aur phr aap is main kamiab hongey nahin aisa nahin hey apko is mein ziada se ziada mehnat karna parti hey aur step by step learn karna parta hey
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Forex Pan easily working karne ke liye hame kis ke rules ko follow karna Hota Hai Isko Hum step by step working ke liye use kar sakte hain sabse Pehle Hum isko learning ke liye use kar sakte hain Jitna Jyada miss planning Karenge uske baad hum yahan se kiske sath earning kar sakte hain Apne account ko long time ke liye kis pe investment bhi kar sakte hain aur usko manage bhi kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear friends, ap forex ki learning ko jetna zayada time dain gay ap ki lamyabi k chances utnay zayada hon gay q kah ap ki learning jetni zayada hogi ap say mistakes nai hon gi but agar kam wakt main hi forex ko learn karnay ki koshish karain gay to ap ko fully learning nai hogi aur ap achay trader nai ban pao gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X