kam Larning k bad bhi profit nahi milta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kam Larning k bad bhi profit nahi milta
    bhai jo Koch din Larning krty hain kam Larning k bad woh chahty hain k woh earn krin bhai kam Larning bhi dangerous hoti hai is man jb tk full knowledge nahi hoga achi Larning nahi hogi tb tk is man real account man trading krna bohat dangerous hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o Alaikum G bhai ap bilkul theek keh rhy hn. Is liye loss sy bchna hy to jitna ho sky learn kro. Demo use kro.. Me ne boht bry bry traders ko real k sath demo use krty dekha hy jo itny experience k bad bhi demo pe practice krty rehty hn.. So always practice on demo
    • #3 Collapse

      yes dear I am a forex market mein thodi si learning ke baad bhi process Nahi Milta profit Nahi Milta Hame chahiye ke hum forex market mein stable hokar training Kare aur Hame Apne insta Forex bonus account personal volume of a lot size or money management kothalo karte huye trading karni chiay is tara hamain apnay
      Insta forex bonus account per acha experience gain ho ga
      • #4 Collapse

        jesa k bhae forex humean unlimited earning day raha hae to pher us main humean us ki taleem bhe usk mutabik hasil kerna ho ge pher us learning bhe humeri forex k mutabik ho ge our pher he humeri earning bhe up to business level ho ge jab bhe app kum time dain gay app ko learning kum ho ge our profit app ko kum milay ga jab aik kaam ko serious lain ga to acha profit milay ga
        • #5 Collapse

          my dear app nay bilkul theek kaha hai forex man jin traders k pass kum learning hai to us main success un k leay bhe dangerous hai jab tak app logoun k pass forex say related complete ya up to 70 to 80% knowledge our experience nahe ho ga tab tak ap us main kabhe bhe acha profit earn nahe ker pain gay humean us main hard work karen gay to pher he khcuh ache income earn ker pain gay
          • #6 Collapse

            Sir mostly traders ki loss hi yahi waja hoti hay keh wo low learning kay baad real account main trading start kar detay hain, jes ki waja say woo loss kartay hain es liay agar success hasal karna hay to humain first proper learning karna ho gi es kay sath sath demo account main trading ki practice bhee karna ho gi.
            • #7 Collapse

              apki bat sahi h jee kam learning kr k ap zeyada profit hasal nhi kr skte kio k ap ku kam learning se trading krna nhi aye ga is k lye zyada knowledge ka huna zruri h jis se ap asani k sath earning kr sktey hey..
              • #8 Collapse

                forex trading business mein kaamyaab hone k liye learning zaroori hy agr ap forex trading business mein achi learning aur knewledge hasil karain gay tab hi forex trading business mein profit earn kar saktay han agr ap ko learning aur knewledge kam hy tu bhi forex trading business ko karain gay tu is se profit kam aur loss ziada hota hy forex trading business ko real account mein tab karain jab achi learning knewledge ho
                • #9 Collapse

                  dear friends, forex ek aisa business hay jis main knowledge ki base par hi profit earn keya jata hay, but kuch traders thori bahut learning k bad real account par trading start kar detay hain jis ki waja say un ko loss ata hay....so hamain fully learning k bad hi real account par trading karni chaheay us say pehlay hamain demo account par trading karni chaheay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear forex mai jab ap learning karo gy tu ap ko acha idea ho jaye ga k ye business kese ap ko acha faida de skta hai aur ap kese es business ko aur b behtrii se le kar chalo gy lehaza ap ko reward acha gain karne k liye mehnat karni ho gii aur ap jab tak faida haisl nhn karo gy ap ko kch hasil nhnhone wala aur ap acha kam karo gy...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X