Jaiza: Different Types Of Banking Services
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Different Types Of Banking Services
    Banking Services
    Banks mukhtalif kisam ke sahooliyaat dety hain jo kay unkay mojooda customer ko apney saath jury rakny aur ney customers ko apni taraf kehnchny kay liey wo sahooliyaat de jaati hain. Mukhtalif banks tarha tarha ke schemes aur services sy customers apni taraf madu karty hain aur apna financial circuit chalaty hain.

    Types Of Accounts|Services:
    Mainly banks 4 tarha ke accounts provide karty hain. Jin main mukhtalif services hoti hain.
    1. Individual Banking
    2. Business Banking
    3. Digital Banking
    4. Loans


    1. Individual Banking:
    Individual banking main mukhtalif services muhaiya ke jaati hain maslan:
    Savings Accounts
    Checking Accounts
    Debit|Credit Cards
    Insurance


    2. Buisness Banking:
    Buisness owners kay liey banks different services provide karty hain jesa kay:
    Buisness Loans
    Cash Management
    Debit|Credit Cards
    Savings Accounts


    3. Digital Banking:
    Digital banking say aap computers tablets ya apny smart phone say banking services hasil kar sakty hain:
    Check Deposits
    eStatements
    Pay Bills
    Text Alerts


    4. Loans:
    Banks tarha tarha kay loans bhe apko mohiya karty hain jin say ap faida uthaa sakty hain:
    Personal Loans
    Business Loans
    Home Equity Loans


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Banking Services jo forex trading ma use hoti hain

    dear forex members trading ma fund deposit aor withdrawal ky leay apko banking services sy wasta prta hai apko banking services ka malum hona chyr ky kon si service trusted registered aor easy hai aor j8s ki transaction easy access aor kam fees wali hai dear members ajkal bht sari services hain ebanking ky name sy jo scam hain aor logo ky sath fruad krti hain

    apko dear members funds deposit aor withdraw ky leay confirm trusted aor registered electronic banking system use krna chye ma apko yahan py btaon ga kon kon sy systems easy hain withdraw ky leay aor trusted hain

    1. SKRILL
    2. POSTEPAY
    3.EPAYMENTS
    4. NETELLER
    5. UNIONPAY
    6. WECHAT
    7.POSTPAY
    8. MAESTRO
    9. NARDEA
    10. SOFORTBANKING
    11. GRIOPAY
    12. EPAY.BG
    13. DK dankoet
    14. cartasi

    yeh sub insta forex broker sy registered aor trust Ebanks hain jo apko insta ky financial withdraw deposit fund option ma milty hain isky elawa local country banks sy bhi fund deposit withdraw ho skty hain
    debitcards creditcards sy bhi transaction hoti hain lkn fees bht mehngi hai minimum 6doller usd.

    • #3 Collapse

      Banking Service Deposit Withdraw and investment

      Bhai forex trading ma raqum humen rupees sy doller ma convert kr ky invest krna hoti hai jis ky leay humen source ya exchange chye hoti hai
      Trading aik online business hai jo electronic money sy run krta hai is ma hard currencies ko electronic currencies ma chang krny ky leay hmen e-banking source ya medium ki zarurat hoti hai jis ky leay humen apny internet py verified account related ebank ka bnana hota hai
      Is ky leay humen pta hona chye kon sa bank susta hai easy hai aor ahtemad wala hai jis ma hamary sath fruad ka koi khtra nhi hai is ky leay humen dosro ki ray brokers ky sath linked banks ko use krna chue ab trading ma sub sy trustedaor susta jo system aor easy system hai wo skrill hai ma skrill ko he sub members ko recommend kron ga ky wo sub yehi system use kren aor is sy transaction kren deposit withdraw is sy he len waisy to aor bhi bht sy source hain
      Neteller hai paypal hai sub he beet hain lkn sub sy best skrill hai is leay ap skrill he use kren to best hai
      • #4 Collapse

        Dear ap ne jo banking k bary mai batya hai kafi zayda informative hai kun k ais k bary mai atna zayda kisi ko ni pta hota jaisy hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko ye thora bahot pata hona chaye kun k ais market mai jab bhi kisi country k intrest rate kam ya zayda hoty hai to aus se aus pair par kafi zayda faraq parta hai aor ap ko ye bhi pata ho ga k ais market mai jo central bank hai agar aun mai koi news aaisi aa jaye jis se kisi currency par faraq par raha ho to aus mai ap ko pata hai kafi zayda moment hoti hai ais liay hum ko banking system k bary mai kam az kam atna pata ho k humri trading mai thori bahot help ho jaye aor hum ais mai achy se kaam kar saky.
        • #5 Collapse

          Banks forex trading mein bohot importance rakhtay hain. Banks ki waja se currency market mein volatility create hoti ha aur banks k mutual transactions se currencies ki prices change hoti hain. Banks financial institutions ka hissa hain aur banks ki major types mein investment banks, insurance companies, finance companies aur fund managers shamil hain. Banks ko profit cash ki creation aur cash flow se hota ha. Banks depositors aur lenders dono hotay hain, depositors ki madad se paisa bank mein ata ha aur ye paisa banks lending aur business activities mein lagatay hain.
          • #6 Collapse

            my dear friends ager him logo en banks sy withdrawal laty ha to him logo ko bhot fida hota ha or him log acha profit hasil kr skty ha jis ka him logo ko bhot fida hota ha or him logo ko commission bi nhi dana hoti ha forex ma
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              assalamu alaikum bhai aapne bilkul thik baat ki hai mai aap ki baat hai bilkul agri karta hoon Agar Hum Log Apne paise nikalwane Chahte Hai To Hum Logon Ko In Bangkok ko istemal karna chaya Phir Hum logo ko Commission bhi bahut kam Deni padegi
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Different Types Of Banking Services

                forex aik real business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex bohat sy mumalik ky banks ky sat attach hain in ke bohat types hain forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain hum is mai part time ya full time trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Different Types Of Banking Services

                  forex aik out off class business hain hum is mai kam kar ky acha profit gain kar sakty hain is mai banking services ke muktalf iqsam forex aik world wide business hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum gar mai bath kar forex mai kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Different Types Of Banking Services

                    bhai ap ny boht achi informtion di hai about banks es liye hmain har bank k bary main malomat rakhni chahye q k es business main banks ka boht hath hota hai q k es ki market main jitni moving hoti hai os main baks aham qardar ada karty hain tu hmain banks se related har news ko bhi mind main rakhna chahye or jub ap market ko smjh kar trading karty hain tu ap apni trading ko profitble bna skty hain q k forex ka jitna bhi ap k pass knowledge hoga otna he ap kamyb ho skty hain es liye hmain zayda se zyda trading ki leraning karni chahye q k jitni apki leraning achi hogi otna he ap es business ko smannhy main asani ho gi or ap kamyb bhi tab he hongy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Different Types Of Banking Services

                      bhai ap ny boht acha knowledge hmary astah shre kiya hai bank k hawaly se jis main ap ny bank ka es business main kitna ham kardar hai os ko explain kiya hai jis main har trha ki information k sath btya gya hai jis ka hum jesun ko boht faida hoga q k forex forum main hmain boht se experts tradors ka information milny main asani hoti hai or hum dekhty hain k wo kitna olm rakhty hain pher yahn se hums ikhty hain es liye hmain bank se related har news ko bhi madh e nazar rakh kar trading karni chahye q k yah wo news hoti hain jin ka market par boht asar parhta hai q k maret main voltality banks ki wjah se he hoti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X