Trading me emotions ko kesy manage kia jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me emotions ko kesy manage kia jaye?
    Trade open hony key sath traders key emotions be active ho jaty hey esy me traders ko ye clear nahi hota key us ko profit ho ga ya loss aur yahi major factor hay key traders emotions karny lagty hey jes ka effect us key trading par ho sakta hay, mera sawal ye hay ham trading me apny emotions ko kesy manage kar key apni trading ko batter kar sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main jis jis factor se hmain los hota hai osko hmain apni tading main involve nahi karna chahye q k jub hum whi kam khud karty hain tu eska hmain yakini loss hota hai tu es bat se vaoide karty howe trading karen or rahi bat emotiosns ko control karny ki tu es k liye hmain chahye k hum apni trading main kuj bhi negtive soch na sochen or kbhi bhi fear main trading na karen jiitna ho sky otna he confident k sath order lgaen ta k apka dar ap k loss ka bais na bany tu es k liye hmain khud he es ko aange karna chahye k hmain trading main loss nahi profit lena hai or es k liye hmain he sub kuj karna hota hai koi dosra nahi karta
    • #3 Collapse

      Dear emotional trader k liye bus ek hi hal hy k ya to wo trad chor dy ya phir emotions chor dy jub ek trader lot open karta hy to usy yaqeen hona chahiye lekin jo emotions per mushtamil trad hoti hy wo he hamesha loss karwati hy to mere khyal mein to emotions ko manage karny ka koi tareeqa ni hy kiyon k jub koi expert trader bhi loss mein trad katta hy to is ki waja bhi emotions he hoty hein
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        Forex trading main emotions ko manage kerny ka sab sy best tareeqa yeah hai ky ap jab bhi kisi pair main trade open kerain tou pehly achi terha analysis ker lain aur achi planning ky sath both stop loss aur take profit select ker ky lot size ko small amount main select ker ky agar ap trade open kerty hain tou due to small lot size apko open trade main profit hasil ho raha ho ya loss ho raha ho tou woh itna slow hoga ky ap emotional hony sy bach jaen gy tou quick profit ya loss increase hony per hota hai ky ap emotional ho ker koi mistake ker dety hain phir profit ky chances bahot kam ho jaty hain tou main factor emotions ko control kerna hai ky ap just stop loss aur take profit select ker ky meta trader ko close ker dain aur time to time market ko visit kerty rehain ky jab stop loss ya take profit hit ho chuka ho tab new trade open ker sakain warns all the time market ko observe kerny sy ap profit hony per bhi aur loss hony per bhi emotional ho jaty hain aur koi na koi aesi mistake ker dety hain ky phir loss hi hota hai aur profit bus aik khawab hi ban ker reh jata hai
        • #5 Collapse

          Emotional control trading main.!


          d
          ear members trading ma emotions ko control krny ky leay necessary steps nechy discuss kr raha hun
          1.
          Market analysis
          2. Trade management
          3. Emotional control with avoid agreed aor sabar krna
          4. Expert opinion aor market sentiments

          dear members in steps ko mind ma rakh ky trading kren to apko automatically emotional control hasil ho ga waja yeh hai ky
          jub ap market ko technically aor fundamentally analysis kr lety hain to humen confidence hota hai aor sabar bhi ajata hai market ma wait bht krna prta hai
          jub ap market ma apni trade ko support aor resistance ky hisab sy manage kr lety hain lot size take profit stop loss lga lety hain to apko befikari ho jati hai ky ab koi tension nhi hai is sy emotional control hasil hota hai
          isky elawa agr ap kisi expert opinion ko study krty hain to bhi apko ahtemad hasil ho jata hai
          market ky sentiments ka bhi emotional control ma role ho skta hai ky maximum log kya soch rahy hain market ky bary ma.
          • #6 Collapse

            forex trading main jub hum apny emotions ko control nahi rakhty hain tu ayse situaion main hmain loss hony k cahnces zeyda hoty hain or wo kesy hoty hain hum apny emotions main a kar kuj na kuj galti kar dety hain tu hmain apny emotion par har sorat main qabo rakhna chahye q k forex aik asya business hai jsi main hmari zara se laparwahi se hmary account ko tabah kar skat hai tu es bat ka khas khyal rakhen or fresh mind k sath trading karen q k ju ap fresh mind k sath trading karty hain tu apki trading main koi bhi galti k chances nahi hoty hain or ap es main achi trah se apna order set kar dety hain tu apny emotion ko control rakh kar apna order lgaen
            • #7 Collapse

              Trading Main Emotions Ka Control
              Trading main jab aap apne real account par trading kar rahy hoty hain to aik aik lamhe ma apko apney account ke situation nazar aa rahi hoti hai. Aur jab real investment aapne ke hoti hai to us main emotions ko control karna mushkil ho jaata hai. Aur phir un emotions ke wajha say ghalat faisly ho jaaty hain jo kay loss ka sabab banty hain. Trafing karty wakat 4 cheezon par amal kar kay apny emotions par kafi had tak control kia ja sakta hai.


              1. Proper Trading Plan:
              Trading kay doran jazbaat par kabu rakhny ka best zariya ye hai kay apk kay pass proper trading plan ho aur us par aap sakhti sy amal karen. Aur koi bhe kam us plan sy bahir na karen.

              2.Loss Ya Profit Wali Trades ko Bar Bar Na Dekhain:
              Aapki jitne bhe open trades hoty hain jab aap baar baar unko dekhty hain to aapka mind apny plan say hatt jata hai jis ke wajha sy ghlt decisions hoty hain. So bar bar open trades ko na dekhin.

              3.Sabka Trades Ko Bhool Jaain:
              Trading main honey wali pichle cheezon ko dobara say apne mind main na laain. Pichla loss ya profit kise dosri wajha sy hua hota ha aur wo cheez new situation maim kabi bhe apply na karen.

              4.Trading Sy Pehly Daily Routine Check:
              Trading sy pehly apni daily routine bnaain kay jitne bhe kal kay decisions apne ny liey agar un main kuch baki reh gya ya ghalti ho gai to usko repeat na karen.
              Last edited by ; 30-09-2018, 05:37 AM.
              • #8 Collapse

                Forex trading mein trader ki strategy se ziyada trader ki soch ya psyche ka ziyada asar hota ha. Agar aik trader kay pas bari achi strategy ha magar us ko apnay emotions par control nahi ha to strategy fail ho sakti ha. Manfi jazbaat jesay ghussa, lalach, badla, overconfidence jesi cheezon par jab tak aik trader ko control nahi hoga, us waqt tak wo successful trading nahi kar sakta. In cheezon ko control kiya ja sakta ha, jesay trade se pehlay aik mukammal aur brief plan banana, jis mein trade kay start se end tak ki tamam baton ko check kiya gaya ho aur phir us plan par sakhti se amal karna, sath mein daily, weekly aur monthly target set karna, jo achieve ho jain to overtrading na ho.
                • #9 Collapse

                  assalamu alaikum bhai Mere Khayal Mein Hum logo ko Apne emotion ko control Mein Rakhna chahiye Kyunki Agar Hum Log Apne emotion ko control mein nahi Rakhenge Hum Logo Ko loss Hoga Aur Hum Log nuksaan Le Jayengeun isliye Hum Logon Ko Jyada Se Jyada mihnat Karni chahiye tha ke hum Logon Ko loss na ho
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Trade open hony key sath traders key emotions be active ho jaty hey esy me traders ko ye clear nahi hota key us ko profit ho ga ya loss aur yahi major factor hay key traders emotions karny lagty hey jes ka effect us key trading par ho sakta hay, mera sawal ye hay ham trading me apny emotions ko kesy manage kar key apni trading ko batter kar sakty hey?
                    Trading Mein emotions ko control karne ka sabse Aasan Tarika Gayi Hai Ke no score Apne Man Se Nikalte ya Phir Ye samjhe Chaos Forex trading ka Ek Pal Hai Aur Agar traders hardworking se kaam Karenge to bolo score aaram se avoid kar lenge aur unko trading karte huye Koi emotional problem bhi nahi hogi Kyunki unko Apne analysis aur planning pe pura trust hoga
                    • #11 Collapse

                      dear aap ny boht achi baat ki hai aor ye aik hakeekat hai ky emotions ka boht ziyada dakhal hoota hia kisi bhi trade main emotion ko control karna mushkil kaam hai aksaar hum sab kehty bhi hai aor sunty bhi hai ky prctice karien aisi tara main dar hakeekat hum emotions ko control karnay ki prctice bhi karty hai emotions ko control karny ki kosshis to kar skaty hia likin khatam nahin kiya ja sakta hia mary khayal main humin apna koi bhi order open karny ky baad achy sy market analysis kar leena chahyee phir us ky bad stop loss and take profit set kar ky market ko choor deena chahyee tab he hum achi trade kar sakty hai otherwise ager hum musalsal market deekhien gy to ghalt decision lay lain gy
                      • #12 Collapse

                        him logo ko forex ma emotion py mokaml control krna chaya jis ka him logo ko bhot sara fida hota ha jis ki waja sy him log acha profit hasil kr skty ha emotion ki wja sy him logo ko loss bi ho skta ha is leya is py control krna chaya
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Dear jaisy ap ne suna ho ga "Practice make a man Perfect" to aisy hi ap ko practice karni pary gi to ap emtional ni ho gay kun k jab ap ais market k samny bethty hai aor time koi trade ni ban rahe hoti aor ap aus time market mai enter ho jaty hai to wo ap emotion ko control ni kar sakty ais liay agar ap ye chaty hai k ap emotion ko control kary to aus mai ye hai k ap market par analsyis karny ki adat daly aor jab ap ye dekhy k market mai trade ban rahe hai aor ais ki entry lagany mai 2,3 hour hai to aus time ap wait kary ta k ap ki practice ho jaye ais tarha ap apny emotion par control karna sekh jaye gay aor aus k baad ap ko jitna bhi wait karna para ap aus mai wait kary gay aor acha profit banye gay ais market mai se.
                          • #14 Collapse

                            Forex trading ki high profit ki waja se bohot se traders is ki taraf attract hotay hain lekin bohot kam traders is se desired results hasil kar patay hain, almost 90%+ traders trading mein fail ho kar trading ko hamesha k liye quit kar detay hain. Trading mein nakami ki sab se bai waja traders ka apnay emotions par control na hona ha. Bohot se traders bohot achi analysis kar k trade open kar detay hain lekin jab trade profit mein hoti ha to us ko time par close nahi kartay balkay ziyada pips gain karnay k liye trade ko continue rakhtay hain, jis se ultimately market reversal par un ko loss ho jata ha. Emotions ko manage karnay ka sab se acha method profit ka ek limit rakh k trading karna ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me emotions ko kesy manage kia jaye?

                              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main jb ham trading krty han to hmary emotions b sath sath active hoty jaty han ham profit or loss k sath hi emotional hoty han or ye emotions hmary liay nuqsan dy hoty han hamy jb loss hota hy to ham emotional ho kr market ki wapsi ka intzar kiay bagar jaldi sy trade close kr dyty han ta k zyada loss na ho jb k zyada tar asa hota hy k market wapis ho jati hy isi tra jb profit ho raha hota hy to ham jaldi sy trade close kr dyty han ta k loss m na chli jaiy hamy apny emotions ko control kar k trading karni chaiy jo k ham lalich na kr k hi control kr skty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X