Forex business key ley qualification ketni chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business key ley qualification ketni chaye?
    Forex news ko samjny aur trading ka idea leny key ley kam se kam qualification ki limit kia honi chaye?

    agar traders demo account me zeyda traning kar be lety hey magar wo market condition ko kam qualification ki waja se understand nahi kar sakty to mery khayal me esy traders kabi be future me successful nahi ban sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading aik online business hai es main aghr tu hmari achi qualification hai tu yah boht achi bat hoti hai hmary liye sub kuj asan rahta hai smjhna or sikhna or jin ko bilkul likhna parhna nahi ata hai un k liye msla hos kat hai es liye aghr tu hmari boht achi qualificatin nahi bhi hai tu kam se kam hmara matric tu ho jis k sath hu har bat kos mjh tu saken boht se tardor yah kahty hain k uan parh bhi trading kar skty hain maghr maera nahi khyal k wo wesi trading kar skty hain jesi aik parha likha trador kar skat hai yah k kar rha hai es liye hum es ko smjhen k forex trading k liye qualifiaction zarori hai zeyda nahi tu kam se kam tu ho jsi main hum likh parh saken
    • #3 Collapse

      Forex Trading ky leay taleem
      dear members forex trading ky business ko start krny ky leay humari taleem matric bhi ho to hum yeh trading business kr skty hain lkn isky leay zarori hai ky humen english prhna aor samjhna ata ho forex trading ma english ma he humen analysis krna hota hai market ka
      tumam data english ma hota hai
      yeh aik international business hai aor apko related currency pairs ka countries ky hisab sy fundamental data analyze krna hota hai market ko technically analysis ky leay bhi indicators ko english ma he understood krna hota hai os leay humen english zaror ani chye english learning course kr len to bhi apko kafi faida ho skta hai baki apko trading ka basic knowledge Pakistan forex forum sy mil jata hai
      • #4 Collapse

        Forex ak acha online business hy is business ko karney k liye qualification ki koi limit ni hy but is business ko sochney samjhney k liye zaruri hy k ap ki matric tk qualification ho and ap k pass knowledge and experience hona bht e zaruri hy agr ap ky pass knowledge and experience ho ga to app is business main kafi success be gain kar saktey hain iss business main success gain krney k liye jitni hardwork ki jaye utni e best hy
        • #5 Collapse

          Qualification For Forex Buisness

          Ye baat to sab jaanty hain kay forex market main buisness may liey moi special requirements ya phir koi khas qualification ke zaroorat nahe hoti hai. Aur es kay liey simple aap ko agar smart devices ya computers ya tablets weghra use karney aaty hain to aapko asaani say trading platform par trades lagana aur close karna aa sakta hai. Magar forex trading sirf aur sirf trade open ya close karna nahi hai es main aapko market kay uthaar chrhaao ka pata hona chahey aur ye cheez lazmi pata honi chahey kay kin kin factors ke wajha say market move karti hai. Aur es bina par apni achi earning kar sakty hain.

          Agar aap achy qualified hain to apny forex buisness kay saath aap aur bhe kaam kar sakty hain jo kay aap ko achi earning dety hain aur un main acha future hai.

          Account Manager: Agar forex main ap achi tarha kaam seekhty hain aur kamyaab hoty hain to es base par aap account manager ban sakty hain. Jis main aap ko khud invest nahi karna hota, dosron kay accounts manage kar kay acha munafa kama sakty hain.

          Robot Developer: Jo dosra main kaam ap forex main kar sakty hain wo robots develop karna hai. Agar highly qualified hain aur es kay saath saath forex main kaam ka experience bhe hai to aap robots bana sakty hain jis ka aapko bht zaida faida ha aur aik bright future hai.

          • #6 Collapse

            Assalam-u-Alaikum, Janab Members jesa keh hum ne aam tor par sun rakha ha keh Forex Trading Unparh (uneducated) log bhi kar saktey han yeh baat iss had tak to darost ha keh Zehni tor par Normal Aadmi koee bhi ho woh Forex Trading Sekh sakta ha aor Demo Account par bhar poor Practice aor ache Rahnoma ki Rahnumaee se Kafi kuch sekh kar Trading kar sakta ha aor thora bahut profit hasil kar sakta ha lakin Jahan tak baqaeda forex Trader ki baat ha to lazmi aor seedhi baat ha Woh Mushkil ha iss liay mera kheyal ha keh Unqualified Person keliay kafi Mehnat ke baad bhi yah forum Mahz Shoq pora karne ki haad tak hee Madadgar sabit ho sakta ha Keun Keh Forex Trading aek aesa Business ha jiss men Kamyabi keliay ya aek Expert Trader sabit karne keliay Kafi bare (World Wide Knowledge) waseh ilam ke Zarorat ha keun keh Trading hum sirf Technicall Analysis ki buniyad par nahen balkeh Journal Knowledge ki buniyad par kar rahey hotey han aor journal knowladge ka matlab hamen nah sirf Dunya ke Halat-e-Hazra (Words current Affairs) ka pori tarah Adraak ho balkeh kuch nah kuch Forex Trading Network ke hamil Mumalik ki History aor un ka Qomi Mezag bhi patta ho tab hee ja kar Prediction kissi Mulk ki Currency ke bare men keh aaj kal yeh keya karne wali ha Mazboot hogee ya Kamzoor aor iss sarey kuch keliay kuch nah kuch Qulified hona chahiay mere kheyal se Matrick Level kam az kam best ha aor Middle Level bhi chal sakte han agar Mehnat karren aor Sanjeedgi se kam karren keun keh Trading Tools aor Forum Networks Ko Run karne keliay English par aek achey Matrick Pass Level ke Aadmi ko asani hoti ha Tahum aek Aalmi satah (international level) ka Mashahoor Kharab Patti Forex Trader ke barey men main ne kuch Tafseel se jana woh Mukammal tor par Rawayati Taleem se Nabald ha lakin unn Europee logon ko English Language ka Problem nahen hota dosra Zarori Devises Computer, Laptop, Mobile waghera unn ke han zeada Aam istemall hoti han Bachpan se hee Banisbat hare Mumalik ke.Baqee iss system se income hasil karne kaliay Mehnat par muhassir ha jittni lagon, Shoq zeada hoga aor iss Shobay men Muharat keliay jitni Menat zeada karren ge aor time den ge utna jald Manzil ya Target ko hasil karren ge
            • #7 Collapse

              forex 1 bhot acha busnuss hai k lia ap logo ko kise kese ki pharie nai karni chahiya lekan ap log agr phary liky hai to y bat ap k lia bhot zarori hai is lia agr ap logo k pass qualificaion nai hai to ap log bhot jaldi he kam nai kar sakty lekan agr ap log phary likhy to ap log bhot jaldi he is kam ko samj sakty hai
              :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
              • #8 Collapse

                Forex business mai diffrent level hai kaam karny k agar ap normal trading kar rahy hai to ap k pass agar normal education bhi hai to ap ais mai kaam kar sakty hai jaisy ap ne dekha ho ga k normal traders ais market mai technical par trading karty hai kun k aus mai asani se kaam kia ja sakta hai agar ap ye chaty hai k fundamental par kaam kary to aus k liay ap ko education ki zarort hoti hai aor ais k sath sath agar ap market mai koi broker k sath ib wagera lety hai ya ais mai koi aisa kaam karty hai jis se ap k pass knowlege hona chaye jis k liay agar banda parha ho to behtar hota hai ais k ilawa agar ap ne study ki hoi ho to ap koi robort wagera bhi bana k sale kar sakty hai aor ap ais market mai logo ko sekha sakty hai teacher bhi ban sakty hai ais mai ye zarori bhi ni hai k ap higher educated ho tab hi ais mai kaam kar sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal ki hy mery kheyal sy kam sy kam itna to ho k forex ki post ko read kar saky ko smj sasky
                  • #10 Collapse

                    sir mry khyal se hum forex trading krny k liy koi degree ye kisi qualifd ki zarorat ni hai forex trading me apko kmyab hony k liye sirf or sirf hard work or exreince ki zrortat ha jis apk forex me kamyab ho sakty hain forex trading ek best km ha jis ap jaha bi rahy to ap km kar sakty hain or apne job bi kr sakty hain or forex bi kisi bi qulifad ki zarorat ni hai mery khyal se trading me apko forex me hrd work lazmi krna chahye
                    ALWAYS BE HAPPY
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Forex news ko samjny aur trading ka idea leny key ley kam se kam qualification ki limit kia honi chaye?

                      agar traders demo account me zeyda traning kar be lety hey magar wo market condition ko kam qualification ki waja se understand nahi kar sakty to mery khayal me esy traders kabi be future me successful nahi ban sakty hey.
                      main samjhta hon k forex ko join karne k lie kisi qualification ya kisi khas degree ki zarorat ni hote hai bus ap k pas sharp ind hona zarori hota hai warna is main is tarah k log bhe hote hain jo ka eanr kar rhy hain halan k phd hain aur kuch aise traders bhe hain jo high earning kar rhy haina ur wo bus matric pas hain is main kamyab ap tab eh ho sakte ho jab ap k pas forex trading ka complete knpowledge ho aur ap k pas forex trading ki complete skills hona ur experience ho aur ap k pas sharp mind ho to agar ap ne matric bhe kia howa ho to bhe ap successful forex trader ban sakte ho
                      • #12 Collapse

                        assalamualaikum dear koi bhi Normal Aadmi koee woh Forex Trading Sekh sakta ha aor Demo Account par bhar poor Practice aor ache Rahnoma ki Rahnumaee se Kafi kuch sekh kar Trading kar sakta ha khuwa qualification ho ya na ho aor thora bahut profit hasil kar sakta ha lakin Jahan tak baqaeda forex Trader ki baat ha to lazmi aor seedhi baat ha Woh Mushkil ha iss liay mera kheyal ha keh Unqualified Person keliay kafi Mehnat ke baad bhi yah forum Mahz Shoq pora karne ki haad tak hee Madadgar sabit ho sakta ha Kyun Ke Forex Trading aek aesa Business hy jis men Kamyabi ke liay ya ek Expert Trader sabit karne keliay Kafi bare World Wide Knowledge waseh ilam ke Zarorat ha keun keh Trading hum sirf Technicall Analysis ki buniyad par nahen balkeh Journal Knowledge ki buniyad par kar rahey hain
                        • #13 Collapse

                          forex trading main business karny k liye hmari jo qualification required hai wo kam se kam matric tu ho q k jub hum es buisness ko start karty hain tu es k liye hmary smjhny or likhny oarhny ki salahiyat honi zarori hai es liye hmain hmari qualfication oar depend hota hai k hum kis trah se smjhty hain or aghr hmary apss achi qualification ho tu hum forex ko achi trah se smjh skty hain mery khyal main matric bhi kam quaificatos ho skti hai q k yah aik internationl business hai or es k liye hmari perfomance bhi boht zarori hai es liye hmain chahye k hum apni trading ko best kar k achi earning kar skty hain tu yah sub se acha hota hai k hum parhy likhy hun ta k hum es business ko establish kar skty hain
                          • #14 Collapse

                            Assalamu alaikum bhai Mere Khayal mein qualification key Forex Main Koi Nahi Zaroorat hoti Hum Log Yahan Par experience ki jarurat Hoti Hai Hamare Paas Kitne experience Hoga Hum Log itna hi Zyada profile bana sakte hain isliye Hum Log ko apne experience ko istemal Kare Kaise banana chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              Forex news ko samjny aur trading ka idea leny key ley kam se kam qualification ki limit kia honi chaye?

                              agar traders demo account me zeyda traning kar be lety hey magar wo market condition ko kam qualification ki waja se understand nahi kar sakty to mery khayal me esy traders kabi be future me successful nahi ban sakty hey.
                              Forex trading main thread karne ke liye traders ke paas education bus Itni honi chahiye ke woh English ko bada aur samajh sake lekin for students paper Forex trading Mein kaam karne ke liye Jyada Se Jyada knowledge or experience Forex trading ka hona chahiye to be more successful ho sakte hai aur acche trading Karke Forex trading profit bana sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X