Currency ka strong hona aur week hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    han je ye asan si bat hy k jb ap aik pair bnya hy jesy EURO/usd is mai agr ap EURO buy karen gy to i am sure USD sell hoga aur currency bhi bht ehmiyt rakhti hy k dollar ka kya rate chl raha hy us k up n down ka bhi khayal rakhna chahiye aur ye bilkul simple c bat hy k aik sell hota hy dusra buy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      MY dear frands forex trading ka strong hona or week hona us surat me hota hy jab aap dekhty ho k markit me economy rate kam ho raha hy or doller ka rate neechy araha hy lakin jab doller kam hota hy to kaafi logo ko nuksaan bi hota hy sab he currency is sa mutasir hoti ha .
      • #33 Collapse

        currency strong ho te hay tu hum ara rate buy ke tarf jata hay forex trade may agar curence low hote hay tu strong nahi hote tu hum sell ke tarf ate hay forex trade may
        • #34 Collapse

          dear currency ka strong or week hona ek relation hona hai es lie agar ek nichche hota hai toh 2sra uper ki taraf ho jaata hai es es se currency ka week or strong hota hai mere bhai
          • #35 Collapse

            mjy to lgta hai k koi aik currency strong hony sy baki sab corrency b storng hoti or aik k low hony sy baki sab currency b low hoti hain agy aap ki mrzi hai aap log kya krty hain
             
            • #36 Collapse

              mjy lgta hai k jaisy jaisy kaam zyda hota hai currency k keemat utni he zyda bhrti or ghati rehti hai jo ak buht he khush ka kaam hai or mjy ya kaam buht pasnd hai aap logon k ya kaam kaisa lgta hai
               
              • #37 Collapse

                jee bhui jaan yi ik acha sawal hay aur may ap ko batana chahta hu kay forex trading may ager koi currencies high aur low hoti hay to is ka depend us mulk kauy ecconomy per hota hay jis say currencies upps and down hoti hay
                • #38 Collapse

                  me forum pe kafi try kar rah hoon kya new trander ko apni experinec shere kar k achi gudnice de sahkon aor relly me is forum kay thoug mohje ya moka mila hai kia ma ya kamm sakoon see kar sakoo.
                  • #39 Collapse

                    currency ka strong hona or weak hona ap ko news main sa ziada achi information mili ha . jis ko ap fundamental analysis khty han . or yah har news aik dosra sa differenct hoti ha to ao ap ko current affairs sa femiliar rehna hoa ha
                    • #40 Collapse

                      brother g may forex trading may new ho or jaha tk may forrex trading k baaray may janta ho or jub ham eur/usd ko lagatay hay to is may do opetion hoti hay buy or sell k ap in may say kis per traidng kary gay to ap jo b silect karty hay agar ap buy select karttay hay to agar vo up howa to ap profit kama raha hay or agar vo down howa to ap loss may hay or is ka olat hota hay sell may
                      • #41 Collapse

                        currencies ka strong hona ya week hona yh us currency ki country k kam pr hota ha jb kisi mulk ki moishat kamzor hoti ha to us mulk ki currency week ho jati hai
                        • #42 Collapse

                          dear har currency apny or pair k sath hoti ha is lye is k bary mein kuch nahi kha ja sakta jesy k euro /usd or ek taraf jpy /usd to ye apny cureency k hisab sy market up down hoti ha
                          • #43 Collapse

                            Forex trading main jab b koe currency pair strong hotey ha to wo up hotey ha or is kay mokhlif waley currency week ho jatey ha or ya sab kuch movment trading news key wajha say hotey ha . or jis kadar news high impact key ho us kadar movement zayada hotey ha or jis kadar news low impact key ho is kadar market ka move kartey ha .
                            • #44 Collapse

                              mojhy apka ye question bht acha laga ap ne 1 bht acha question kiya hy. brother jab eur/usd down jati hy to eur week ho rha hota hy and usd strong ho rha hota hy,. aik pair btya ha ke EURO/USD is mein ager ap euro ko buy karte hain tou yaqeenan usd sell ho ga r ager usd sell ho ga tou phr euro up he jaye ga is liye is mein yahe hota ha ke aik buy hota ha r aik sell hota ha ap ki baat sahi hai aur bohat sy logo ko nahi pata , main khud new hun to ap ki wajah sy mujhy bhi pata chal gia thanks .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: malikshakeel04 پيغام ديکھيے
                                mere Question ye hai ke jab EUR\USD main jab market down ho rahi hoti hai tu konsi currency strong hoti hai
                                aur asi tarha jab up ho raha hota hai tu konsi currency strong hoti hai aur is ka kese pata chalta hai
                                Dear broits so simple .,jub EUR/USD per ap trade kerte hain to apko maloom huga k buy per eur hai to upar jane se usd weak hujata hai ,.jub neche sll ke taraf move huti hai to EUR strong hujati hai,.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X