App kay khayal mai Forex trader kay pas minimum kitne educations hone chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    App kay khayal mai Forex trader kay pas minimum kitne educations hone chaiye?
    Forex trading join karny ke liye education aur degree ke restriction tu nai hai . lakin iss mai kamybi kay liye education ke zaroort lazmi parhti hai. Ziada tar log yeh samjhty hain ke forex trading ki market aur iss mai kaam karnay ke trareqa kar ko samjhnay ke liye trader ka kam say kam graduate hona lazmi hai tab he woh forex trading ke concepts ko achi trah say samjh sakta hai.

    Maira app sab friend say sawal yahi hai ke app ke khayal mai trader ke education ka kam say kam level kitna hona chaiye? Kia Forex traing ke liye master ya graduate level he ke education ho tu tab he iss ke samjh ate ha ya phir matric aur intermediate level kay log b iss mai kamyabi hasil kar sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear market ko understand karny ki agar bat ki jaye to market ko samjny key ley news ki importance sab se zeyda hoti hay aur news ko ham tab hi understand kar sakty hey aur trading ka koi idea le sakty hey jab ham educated hon gey, kam education rakny waly traders kabi be news ki importance ko samaj nahi sakty hey esy traders jo news ko importance nahi dety ya news ko understand nahi kar sakty esy traders es business me zeyda kamyabi hasil nahi kar sakty, forex ki education be zarori hoti hay aur accounts education waly traders zeyda behtar tareeqy se es business ko samaj sakty hey.
    • #3 Collapse

      Forex trading join karny ke liye education aur degree ke restriction tu nai hai . lakin iss mai kamybi kay liye education ke zaroort lazmi parhti hai. Ziada tar log yeh samjhty hain ke forex trading ki market aur iss mai kaam karnay ke trareqa kar ko samjhnay ke liye trader ka kam say kam graduate hona lazmi hai tab he woh forex trading ke concepts ko achi trah say samjh sakta hai. .......
      :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
      • #4 Collapse

        dear forex trading membermembers forex trading ka online business strat krny ky lealeay apki education kam az kam FA ho to bht best hai apko english smjhna aor likhna ata ho ta ky ap trading ka analysis english ma read kr sko english mma market ka technical aor fundamental data gather kr sko forex trading ka basic knowledge to apko Pakistan forex forum sy mil jata hai jis ky leay apko forum ko time dena prta hai lkn market ka daily analysis krny ky leay aoko indicators ka use apko krna hota hai aor economic calendar ko read krna hota hai aor update rehna hota hai.
        • #5 Collapse

          bilkul g forex trading members qualifid hona zrori he. lekin men smajti hn k is k lia agr FA ho to r is c zyada to jitni b education ho best he' but mera khyal he k agr koi most inteligent bnda metric pas b join kr le to koi muzaiqa nahe shrt ye he k wo is men completly intrest rkhta ho aur crrunt affairs ka kowledge ho news calender sb read krta ho to i think kamyabi us c b door nai mutatafiq hn to like zror kijea ga
          • #6 Collapse

            786=Assalam-u-Alaikum , Respected Readers Forex Trading aor Forex Forum se Munsalik (attach) huvay mughy qareeban 2 Month huay han apni Zaat se andaza karron to mere kheyal se Forex ke Mukammal system men se jitna men ne jana to iss men sirf Metatrader 4 ya 5 hee nahen kafee aor Mawad maslan English men Forex News, Charts Reading, Ecnomic Calander, and aor kafee dosree cheezen English men hotee han to in ko samanghney keliay F A taleem kam az kam ho han yeh ho sakta ha koey Middle Level ka Member ho aor uss ne English Speaking ka course kiya ho ho to kam kar sakta ha wagarna intehaeey mazboot English par Controll ka hamil Qabil tareen Matrick pass ya kam az kam F A aor zeada se zeada ki to koey had nahen jitna Zeada Educated Person ho ga uttna hee behtar ha iss ke ilawa agar koey Middle ya neechay ha to Age 25 year se zeada ho to English speaking course ke saath interational Knowledge aor Current Affairs par Behtrren Study ho to kar sakta ha
            • #7 Collapse

              Normally to forex trading kay liey koi talewm ya degree ke zaroorat nahi hoti hai. Magar Mery khyal ma to forex trading kay liey aapko kam az kam english samjhna aani chahey. Uski wajha ye hai kay forex kay baary main jitne bhe malomaat apko milte hai wo saari english main hoti hai aur us malomaat ko agar aap read na kar sakin ya aany wali news kay bary ma apko pata naho aur na hee aap analysis kar sakin to phir forex trading aap kayliey karna mushkil hota hai. Wesy to aap agar forex kay highly qualified hon to phir zaida bhetar trader bila shuba bann sakty hain aur ess main apko mukhtalif companies ya site par jobs ke availability bhe nazar aati hai. To education ka hona forex main plus point hai magar ye koi shart nahi kay lazmi aapko educated he hona chahey.
              • #8 Collapse

                assalamualaikum umeed krta hun ap kheriyat sy hun gy!!!
                brother mery khayal main education zayada zarori nai hy hy ha albattah english ati ho or market ky trend ka or utar charhao ka pata hona chahye or education sy zyada expeirce kA hona zayada zarori hy agr ap ki education hy or apka expeirce nai hy to ap buri tarah loss ka samna kr sakty hain jab ky expeirce ho to loss ky chance buhat kam hoty hain
                • #9 Collapse

                  assalamu alaikum bhai Mere Pyar Mein Forex trading ke liye qualification ki jarurat Nahi Hoti Hai Hum Log kitniZyada main aap karte hain Hum Logo Ko Itna hi jyada profit Milta hai isliye Hum logo ko Jyada Se Jyada mat karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    Forex trading join karny ke liye education aur degree ke restriction tu nai hai . lakin iss mai kamybi kay liye education ke zaroort lazmi parhti hai. Ziada tar log yeh samjhty hain ke forex trading ki market aur iss mai kaam karnay ke trareqa kar ko samjhnay ke liye trader ka kam say kam graduate hona lazmi hai tab he woh forex trading ke concepts ko achi trah say samjh sakta hai.

                    Maira app sab friend say sawal yahi hai ke app ke khayal mai trader ke education ka kam say kam level kitna hona chaiye? Kia Forex traing ke liye master ya graduate level he ke education ho tu tab he iss ke samjh ate ha ya phir matric aur intermediate level kay log b iss mai kamyabi hasil kar sakty hain?
                    Forex trading Karne Wale traders ke pass jitne bhi education Ho usse koi farak nahi padta hai bus traders ke paas trading penology aur information Jyada Se Jyada hone chahiye tha Vivo Forex trading Mein successful ho sakte hain Agar 1 trailer Masters Diya hua hai lekin uske paas Forex trading ki knowledge Nahi Hai To wo Forex trading main successful nahi ho sakta jab tak Woh Forex trading ki knowledge harsal nahi karta
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                      Forex trading join karny ke liye education aur degree ke restriction tu nai hai . lakin iss mai kamybi kay liye education ke zaroort lazmi parhti hai. Ziada tar log yeh samjhty hain ke forex trading ki market aur iss mai kaam karnay ke trareqa kar ko samjhnay ke liye trader ka kam say kam graduate hona lazmi hai tab he woh forex trading ke
                      concepts ko achi trah say samjh sakta hai.

                      Maira app sab friend say sawal yahi hai ke app ke khayal mai trader ke education ka kam say kam level kitna hona chaiye? Kia Forex traing ke liye master ya graduate level he ke education ho tu tab he iss ke samjh ate ha ya phir matric aur intermediate level kay log b iss mai kamyabi hasil kar sakty hain?
                      Forex trader k paas minimum itne education tu zaror hone chaheye k wo forex business ko samaj sake aor eski terminologies ko analysed kar sake yani wo janne k kabil ho k kis tarha trading karne hai aor kis tarha es say earnings karne hai aisa na ho k ik banda aye aor wo kuch janta nahe ho k kis tarha es business ko handle kiya jata hai kis tarha manage karna hai so mai ye kahonga k agar minimum bachelor ho tu ye os bande k leye acha hoga q k eo mazeed learning k kabil hoga
                      Zuhaib9988 Trading journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                        Forex trading join karny ke liye education aur degree ke restriction tu nai hai . lakin iss mai kamybi kay liye education ke zaroort lazmi parhti hai. Ziada tar log yeh samjhty hain ke forex trading ki market aur iss mai kaam karnay ke trareqa kar ko samjhnay ke liye trader ka kam say kam graduate hona lazmi hai tab he woh forex trading ke concepts ko achi trah say samjh sakta hai.

                        Maira app sab friend say sawal yahi hai ke app ke khayal mai trader ke education ka kam say kam level kitna hona chaiye? Kia Forex traing ke liye master ya graduate level he ke education ho tu tab he iss ke samjh ate ha ya phir matric aur intermediate level kay log b iss mai kamyabi hasil kar sakty hain?
                        Assalamualaikum bhaijaan Forex trading Ek Bahut He critical business hai agar aap isme acche tarike se kaam karna chahte hain to aapko Forex trading ki hai education Hasil karna zaroori hai aur koi andar education Forex trading ki knowledge alag hai aur Baki educational hai agar aap Forex Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Forex trading co education English aap ko bahut jyada Jaroori Hoti Hai Kyunki agar aap ko English understanding nahi hogi to aapke analyses complete nahi ho sakte
                        • #13 Collapse

                          Minimum Education :

                          Dear forex trading aik business hay aor jo bnda bhy business koi start lata hay us ko business ka experience aor knowledge hona must hota hay aor forex trading kay liay bhy trader kay pass itna education hona must hay jo kah forex business kay liay must hay qion kah forex business world ka business hay aor is main education ky need must hay aor minimum education ka level matric ka mare khayal say hona must hay aor zyada educated hona trader kay liay moffeed hay aor trader ko forex trading main earning karnay hotay hay aor forex trading main trader ko active rahna hota hay aor international world say relation rakhna hota hay is laiy trader ka education level high hona trader ko zyada faida day ga aor trader ko chhy kah woh forex trading market ko smjhny kay qabil ho education pay dihan day aor forex business kay har aik chez ko smjhnay kay koshish karay aor trader ko forex business main good knowledge aor experience say trading main earning ho gy aor jo trader educated nhy hay woh forex business main successful nhy hoty hain is liay education high hona trader kay liay must hay.
                          • #14 Collapse

                            mary kahayal ma mary pass jtna zayada experience ho ga him log itna zyada or acha profit bna skty ha or experience ky leya him logo ko apny knowledge ma ezafa krna hota ha jo k education ky bjar mumken nhi ha
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear ais market mai ap ne dekha ho ga k 2 tarha k traders hai aik to technical traders hai aor dosra ais mai fundamenatal traders hai jo ais market mai fundamental traders hai aun ko to education ki zarort hai jab k ais market mai jo log technical par kaam karty hai aun ko normal education ki zarort hai kun k ais mai ye hai k ap ko jab ais market mai kaam karna hota hai to ap ko indicators mil jaty hai ya aisi cheazy hai jin ki madad se ap technical par asani se kaam kar sakty hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai ap ne trading sekhni hai to aus k liay education atni zarori ni hai jitni ais mai practice zarori hai ais liay ap ko ais mai kaam sekhna chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X