forx trading islam main halal hy ya haram
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forx trading islam main halal hy ya haram
    assalamualaikum frinds umeed krta hun ap sab kherriyat sy hon gy
    hadees ki roshni main aksar ulama or fuqaha ki ray k mutabiq other cuntrys ki currencies ki kharedo farokhat
    tijarat maian shumar hota hy jo islam main jaiz hy ulama ky mutabiq trading or exchange ki mukammal tor par adaigi hoti hy
    jiis main sood ka dor tak koi tallaq nai hy or khas bat is main profit & loss dono hi hain jo sharan sahi hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi bhot acha bat ki ap nay tamam muslim logo k lia bhot achi information hai jasa nay app nay bolo hai y battt 100% thk kahi hai sood ka is me door doortak kio talak nai hai sood us ko bolty hai jis me sirf profit he ho loss na ho par is may to loss or profit dono hai.................
    :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
    • #3 Collapse

      Well yeh kehna k forex haram ha kehna bahut asan ha lekin ic ka koi khas saboot nai ha jahan tak me samjhta hun forex trading bil kul halal ha ic main kisi kisam ka kpi haram nai agr daikha jaye to yeh aik qisam ki tijarat ha jis main ap chezain khareedtay ho aur baichtay ho yeh thora sa doubt ha k ic main ap k pas chez physically nai ati jis ki vja say kuch log haram kehtay hain lekin daur ki tarqqi k hisab say yeh business ka style badla ha lekin ha wohe chez. So meray nazdek forex bil kul halal ha aur main koi issue nai.
      • #4 Collapse

        Dear Forex trading members Islam Mein Forex trading ka concept Kaise Le sakte hain Uske baare mein kisi ko kuch confirmation nahi hai Forex trading mai loss ratio aur profit ratio equal hai Forex trading 1 risky business hai jis mein aapka Sahara capital be lost Main Chala Ja sakta hai dear Forex trading members aapko Forex trading mai analysis data joke indicators se fundamental news is se technical data candlestick chart patterns time frames ki madad se ikattha karna padta hai Phir jaake aapko profit Hota Hai ya loss hota hai Islam Mein trading concept maujood hai lekin Forex trading ko clear nahi kaha ja Sakta
        • #5 Collapse

          G haan bilkul aapne achi info hamary sath share ki hai aur koi bhe banda esko read kar k satisfied ho jaay ga. Kun kay forex trading asal main to currencies ka buisness hai aur currencies ke tijaarat islam main bilkul jaaiz hai aur jesa kay pehly zamany main dekha jaay to log aik dosry say cheezon kay badly main cheezin exchange karty thy aur apni zaroiriyaat poori karty thy esi tarha phir currencies ka wajood hua ha. Aur currency main aapko apni samjh say kaam karna hota hai jesa kise bhe country ke currency mazboot ho sakti hai ya nahi ye aapne khud faisla karna hota hai. Aur phir us faisly ke bina par aapko faida ta nuqsaan hota hai. Jesa kay aapko pata hota hai kay aaj kal land yani zameen ke value up jaay ge to aap usko kharewdty ho aur jab mehngi hoti ha to bech dety ho lehaza currency ka buisness bhe esi say compare kiya jaa sakta hai.
          • #6 Collapse

            ]forex halal hai k haram:
            hmary islam main wo kam halal hai jis main hmain amhnt karna parhti hai jis k liye hmary hath or damag kam kary wo islam main halal hai jub k haram wo kam hota hai jis main hmain koi bhi mahnt nahi karni parhti or hmain free main income milti rahy tu forex trading aik ausa business hai jis main hum raton ko jagty bhi hain apny qemty wakt ko bhi use karty hain es main hum ghr zarir rahty hain laken es main hmari mahnt lgti hai es k ilwa forex k bary main logun ny aam forex ki guftgu main yah sabit kar diya tha ka forex aik halal buiness hai q k unhun ny aik mofti se fatwa likhwa liya tha k es ko halal kahty howe sabit kar diya tha es liye jis forex ko halal busness smjhen
            • #7 Collapse

              dear yahi to sochny ki bat hay key jes business me profit key sath loss hota ho wo haram kesy ho sakta hay agar Forex hamy apni investment par fix profit deta to ye haram hi hota aur agar ham account me swap ka use karen gey to ye be haram hi ho ga magar profit hony key sath hamy loss be hota hay aur koch month ham musalsal loss be karty hey to me samjta hon key ye business haram nahi hona chaye aur hamy zeyda sochny ki zarorat nahi, islam me business ka karna halal hi hay jes tarha ham other business me investment karty hey esi tarha profit earn karny key ley ham Forex business me be investment profit earn karny key ley kar sakty hey.
              • #8 Collapse

                Forex Commision Islam nahi bahut jyada important sakta hai kuch logo Ke Aana Hai Kya Islam Mein Jaise Nahi Hai Yeh Achcha business nahi hai kuch log Ye kehte hain kya Islam Mein Jaise hai aur boss log isko join kar rahe hai isme Jyada Se Jyada Woh log investment karte hain karte hain isliye capital increase ho jata hai extended wala kaam ban gaya hai
                 
                • #9 Collapse

                  Chun kay forex trading aik karobar ha, aur karobar bhi aisa jis mein nafa nuqsan dono hotay hain, aur kai ulema na fatwa bhi diya ha kay forex trading halal ha, jaiz ha. Aksar log forex trading ko stocks aur bonds se jortay hain jo theek nahi ha. Forex trading stocks, bonds, saving schemes in sab se alag ha. Han, account open kartay waqt Swap Free ko lazmi select karna chahiye, ta'k overnight positions par sood na lagay. Ab daur aisa ha kay sood se bachna namumkin sa ho gaya ha, transactions sari banks se hoti hain, jo sood par kam karti hain, is liye withdraw aur deposit ka to kuch kaha nahi ja sakta, albata forex trading business apnay aap mein aik jaiz, legal aur halal kam ha.
                  • #10 Collapse

                    Yeah forces log kaise hain karte rahenge Forex trading Islam mein jaiz hai ya nargise working karna chahiye Hame working nahi karna chahiye working Karenge toh kar sakte nahi hoga Uske baare mein bhi kuch logo Ka Kehna Islamic Islamic Islamic free Islamic interest free Kaun Banega chahiye generate karna chahiye Kitne Dino me kam Kaise Jayenge generate Hota Jayega busy Hota Jayega
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                      assalamualaikum frinds umeed krta hun ap sab kherriyat sy hon gy
                      hadees ki roshni main aksar ulama or fuqaha ki ray k mutabiq other cuntrys ki currencies ki kharedo farokhat
                      tijarat maian shumar hota hy jo islam main jaiz hy ulama ky mutabiq trading or exchange ki mukammal tor par adaigi hoti hy
                      jiis main sood ka dor tak koi tallaq nai hy or khas bat is main profit & loss dono hi hain jo sharan sahi hy
                      Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapne bahut accha thread start Kiya Hai dekh bhai Agar Hum kiske Halal or haram ko dekhne Jaate Hain Yahan Iske Mukammal aur Sahi 100% Har Jate Hain Main Toh toh aapko Kisi acche se main Balam se is baare mein Mishra karna hoga case Mein Shudh hai ya nahi Iske baare mein Har Koi apni Hriday sakta hai lekin jo acchi rahe hai wo sirf aap ko ek acche Alam Sahi mil sakti hai aur Jo kuch bhi ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Walikum salam dear ap ny bohat achi hadees share ki ha jo k aksar trader k shakook yani ye halal ha ya haram un k liye ye aik achi hadees ha or hamary zehn me forex k related jo galat concept hain wo clear ho gai hain hmy Islam k dairay me rehty hovy wo kam ya wo business krna chahye jo k islam me halal ho to is hadees ku roosay forex me sood ki bajai loss or profit dono hoty hain so is lehaz se forex acha business ha or is k ilava islam k dairay me rehty hovy hmain forex me gambling krny se guraiz krna chahye
                        • #13 Collapse

                          my dear brother him log forex ma jtna zayada kam krty ha or him log jtni zayada mhnat krty ha to him log itna acha profit bna skty ha or itni kamyabi sy tradind kr skty ha ro him log ko itna hi zayada fida hota ha is leya him logo ko experience ma ezafa krna chaya
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Assalamu alaikum bhai Forex trading Hum logo ko swap free trading ka moqa beta hai Jis Se Hum logo ko fayda hota hai aur Islam mein bhi Jaise hai isme Koi Aisa Mila Nahi Hai Hum Log apni behan se ho sakte hain aur kuch nahi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear jaha tak baat hai business ki to islam mai business halal hai aor hum baat karty hai forex market ki agar ap ne ais mai kaam karna hai to ais k rules k hisab se kaam kary mean ap sab se phly ais market k bary mai achy se study kary aor aus k baad ais mai kaam kary ye ni hai k ap ais mai aisy kaam start kar dy aor tukky lagana start kar dy aus mai ye hai k na to ap ne ais market k bary mai study ki hai aor na hi ap ko ais market mai analysis karny aaty hai agar ap ais mai aisy hi kaam start kar dety hai to ais mai ap jowa khelny wala system rakhty hai aik trade laga di bas up jaye gi ya down aye gi ais mai to trading ni hai kun k ais mai hum ko analysis karny hoty hai aor aus k baad trade lagani hoti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X