Kia Profit ko withdraw karna money management hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Profit ko withdraw karna money management hay?
    some time ham profit ko withdraw nahi karty aur trading continue karty hey aur some time hamara ye profit loss be ho jata hay agar ham profit hony key bad es ko withdraw kar leya karen gey to kia es ko ham money management keh sakty hey?

    jaha tak mera expernice hay profit withdraw karny key ley hi hota hay account balance ko increase karny ki soch hamari bilkul be ghalat hay jo profit ham ne earn kia hota hay wo be loss ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kia Profit Withdraw Karwana Money Management Hai?

    Nahi profit ko withdraw karwany ko ham kise bhe tarha say money management nahi keh sakty hain. Profit ko nikalwaa lena ya na nikalwana ye aik bilkul different cheez hai. Jab ham money management ke baat karty hain to us main ye cheez hoti hai kay aap nay Apne account ka kitna capital risk lena hai aur kitna margin apne pass safe rakhna ha. Money management puerly aap apny account ke management ko kehty hain. Agar aap profit nikalwaa lety hain ya nahi nikalwaaty wo dono same cheezin hain aur ye money management par bilkul bhe asar andaaz nahi hoti hai. Agar aapka bonus 500 dollar hai aur aapko 100 profit bua hai. To total apky pass 600 dollar ka account hoga aur agar aap trading us par karin gy to 600 dollar k hisaab sy karen gy aur 600 $ k hisaab say money management karen gy. Aur jab 100 $ profit nikalwa liya to phir 500 $ kay hisaab say apney account par trading kariin gy. To money management esko kehty hain aur es ka profit say koi lena dena nahi ha.

    • #3 Collapse

      My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya ma AP is ko bi kha skty ha laken ya nhi ha money management kau kuy jib him log trading krty ha to is waqat apni money ko manage krta hota ha Jo ky money management khlata ha is leya AP ki bath su bilul agree nhi krta ho
      • #4 Collapse

        Profit ko withdraw karnay ko hum money management nahi keh saktay kyun kay management us paisay ki hoti ha, jo invest hua ho aur jis se trading ki jati ho. Han, agar profit ko mukammal ya kuch hissa, wapas account mein invest kiya jaye to ye behtareen money management hoti ha kyun kay account ka capital jitna ziyada hoga, utna profit ka potential bhi ziyada hoga, aur loss ki surat mein loss recover karnay ki position bhi behtar hoti ha. Expert aur achay traders ki hamesha ye strategy hoti ha kay wo 100% profit withdraw nahi kartay balkay kuch hissa reinvest kar detay hain. Isi waja se wo aam traders ki nisbat loss ka kam samna kartay hain.
        • #5 Collapse

          Dear jab ais market mai ap ne kaam karna hota hai to aus se phly ap aik plan banaty hai k ais mai ap ye decide karty hai k ap ne lot kitni use karni hai aor ap k pass kitna balance maintain karna hai jab ap ye sab kuch sochty hai to aus k baad ap ais market mai jab kaam karty hai to ap ko ais mai ye hai k kaam karty hoye agar profit hota hai to ap ne sab se phly ais mai se atna paisa niklwana hai jitna ap ne ais market mai invest kia hota hai aor aus k baad ap ais market mai se paisa jo kamaty hai wo ap ais mai hi rakh k account bara kar sakty hai ta k ap ka account bara ho aor ap aus par lot bari laga saky ais mai ap ko thora time lagana parta hai aus k baad ap ka account bara hota hai.
          • #6 Collapse

            my dear friend ap ny bhot hi acha question poucha ha mary khayal ma ager him logo ko forex ma sy acha profit hasil krna ha to phir is ko withdrawal krwana ha to phir is ky leya ha logo ko forex ma investment krni hoti ha is ky bad him logo ko acha profit mitla ha or phir him log apni mhant ky sath acha profit hasil kr skty ha forex ma sy apni experience ko istmal kr ky kamyabi hasil kr skty ha froex ma
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              bhai forex trading se earn kiya howa profot aghr hum withdraw kraw lety hain es dar se k aghr hum apni agli trade open karty hain or os tarde se hmain loss ho jay ga tu yah hmary liye option hota hai k um aphly apna profot withdaw krawen or os k bad trading karen or mery expiernce k mutabik hmary har loss se bachny ki islah hmari maoney manemngt main shamil hoti hai or main esko maoney manegmnent he kahunga or forex trading main jub profot eran kiya jata hai tu best yahi hota hai k osko withdraw krawen q k aghr ap ayse he trading continue karty hain tu hmain hmara jo profot hta hai osko loss ho jata hai or jo proft milta hai wo bhi trade k sath wase ho jaata hai tu apny profot ki safety k liye hmain withdraw karwna chahye os k bad agli trade lgani chahye
              • #8 Collapse

                Money manigemint apni money ko save rakhna hy lot siz ko ayk maksos had tak countrol my rakahna hy ns ya hoti hy money manigmint our jo ham krty hy k ham har taime apna profit mikalty hy to ham ko ehsa ai krna chiya balky hamy chiya k ham apni money ko account my bho hthora rakhy taky account bra ho sgy hamara our ham sahi trha sy kam kr sgy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Assalam O Alaikum bhai mjhai lgta hai k hai k humain account mein paison ke ak limit rakhne chhahiyai us se oper profit hoya jai to usko hum withdraw krwa lain aur baqi k paisay tradind k liye chor dain aur usse trade krain aur agr in case loss hota hai to jo paisay withdraw krwa k save kiay thai unse phr se apne trade shuru ke ja sktee hai isse se profile loss nhe hoge hmare
                  • #10 Collapse

                    Profit with draw ka money management ke sath koi talaq nai ha agar ap ne apna money safe karna ha to ap billet bagher bhe kar sakte hen ye ap ke expereance pe depend karta ha ke agar soch ye ho ke men ne money withdrawa lete hen ke acount mn se loss ho sakta ha to ye ghalat ha money managemnt ise kehte hen ke ap ne ek target ke mutabik profit hasal karen aor ose safe rakhe withdraw kara ke ya spne account mn.
                    • #11 Collapse

                      Dear me samjta hon key profit ko withdraw karna aur money management me bahot hi zeyda difference hay, profit traders apni marzi se withdraw to kar sakty hey magar account me mony management ki agar bat ho to money management ye nahi key ham jo profit earn kar lety hey us ko ham withdraw kar len, market me risk ko samjna aur trading account me apny capital ko risk ya loss se mehfooz rakny ki strategy ko money management kaha jata hay, jo profit traders earn kar lety hey es ki safety be zarori hoti hay es ko nikalwa lena be acha hay.
                      • #12 Collapse

                        bhai jahan tak mera khyal hai main bhi withdraw k amal ko money mangemnt kahunga q k es se hum aik trah se hum apny profit ko save rakhty hain boht se trador jub profit ka withdrw lety hain or withdraw abhi pending main hota hai tu apni trade open kr dety hain or jo profit hota hai withdrwa main wo bhi waste ho jata hai or trading se bhi loss ho jata hai es liye sub se pahly tu hmain aysa karna nahi chhahye q k yah risky hai or agr hum es bat ka khyal rakhty howe trading kren tu hum apny profit ko mnage kar skty hain jo hmay liye zeyda zariri hota hai
                        • #13 Collapse

                          dear apko pta ha kl forum py wo log work krty hein jo khud ki investment nahi kar paty is liye forex mein agar ap forum py work krty hein to ap ko jitna bhe profit hoga usko withdraw krwa sakty hein or wo ap ka profit hota ha is liye usko withdraw krwana money management hota ha is liye agar ap usko agay barhana chahty hein mtlb ap k pass account ka total balance he ka ho mtlb ap ki equity kam ho to ap profit ko bhe sath mila sakty hein ta k ap ka balance backup barh saky or ap account ko wash honay sy bach sakeen is liye forex mein hamesha ap ko money managment k sath he work krna zarori ha then he ap acha work kr sakty hein or kamyab earning kr sakty hein so hard work to get success easy in forex apna total investment bonus sy uper jitna bhe balance ho usko ap withdraw krwa lein to behtar ha thanks
                          • #14 Collapse

                            dear aap nay boht achi baat ki hai aor ye aik hakeekat hai ky trade main humin kabi loss hoota hai aor kabi profit hoota hia aor ye to main nahi keh sakta ky profit ko withdraw karwana money management hai ky nahi likin aitna zaroor kehan chahty hooon ky market main her wakt loss ka khatara rehta hia ais liye humin chahyee ky hum saath saath kuch na kuch profit withdrawal zaroor karwaien kion ky ais sy bhi aap ka trading confidence barhata hai aor sari money ko risk py lagana bhi koi achi baat nahin hai jitna aap money market main phansa leetay hai to us main aap ko loss hoony ka khatra bhi rehta hia aik baar kisi trade ka pha jana phir us sy niklna aitan assan nahin hoota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia Profit ko withdraw karna money management hay?

                              Us barey main mera ye opinion hae our main ye kahoun ga k ager app profit earn kerty hain our us ko withdraw nahe kerty hian to pher ye aik ache baat hai money management main to nahe ata hai lekin us say app ka account grown kernay say app ka account risk free hota jata hai our Psychologicaly app ko us main tension free ho jaty hain us main ager app ko loss hota hai to app ko bonus to safe rheta hai our app ki investment ki hoti hai to ap ko aik edge mil jata hai k koi trade loss main jati bhe hai to pher app us main tension nahe lety hain k account main jo app ki apni investment hai wo safe hai our us k leay app ko 100 dollar profit main hain to pher 100 loss tak to app kiisi bhe risky trade ko hold rakh sagty hain our pher at the end app ko may be wo trade acha profit bhe day jeay to app ko us ka boht faida hota hai profit ko jaldi withdraw nahe kerna chahy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X