Robot Trading krni chahye ya nai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot Trading krni chahye ya nai?
    assalamualaikum
    dear member main ny ye pochna tha k rebot trading loss ka koi da to nai hy robot sy trading krni chahye ya nai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir mery khyal se hume apne khud se ager traidng kr sakty hain hai to hume acha profit bi ho sakta hai or robot se bset bi ha or hume loss bi ni ho ga is liye k nesws k time to robot ko pata ni hota ha k ab nesw ha or robot nesw me profit kr sakta hai mery khyal se to robot loss hi krta hai ap ko sir or sirf maunly trading best hai
    ALWAYS BE HAPPY
    • #3 Collapse

      My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya robort trading copy trading ka dosra name ha jib him log kiss ki trading ko copy krty ha to wo copy trading ho gye
      • #4 Collapse

        Robot trading ka expernice be traders ko hona chaye magar me samjta hon key traders ko manual trading key ley robot trading sab se behter hay agar robot trading etna kamyab hota to har trader ki yahi koshish hoti key wo apni investment robot trading me kary magar es ka result etna acha nahi ho ga esi waja se big investors manual trading hi karty hey aur koshish karty hey key apna profit increase kary, robot trading key bary me suna to me ne be yahi hay key ye bahot hi profitable hoty hey magar es me trading ka expernice mujy kabi nahi howa hay.
        • #5 Collapse

          Rebort trading mara kahyal mai tu nahi krni chaya kiun ka rebort trading ka fida koi nahi hai is s ap experience gain nahi kr sakta rebort trading hai kia pata hai ap ak rebort buy krta ho trading krna ka lia or wo ki trading khud b khud open and close krta hai rebort ko market s buy krna parta hai ap ko kafi dollar dana parta hain tu is lia mai is ka kahlaf hon kiun ka agr ap rebort trading karain gain tu ap khud trading mai bilkul blank hon gain na ap ko kabi experience gain kr saka gain na ap knowledge gain karain gain na ap ko kabi market ka bara ma maloom ho ga agr ap khud ak professional or best trader banna chata hain tu please ap rebort trading s dor rahain kiun ka best trader banna ka lia ap ko knowledge gain krna prta hai experience bohot zyda hona chaya stretagies ka bara mai maloom hona chaya or market ki knowledge hona chaya tab ja kr ap ak best trader bana gain rebort s door rahin agr best trader bannana hai tu warna sari life kisi ka mutaj rahin gain trading mai
          • #6 Collapse

            Robot Trading Karni Chahey Ya Nahi?

            Robot trading kay liey aapko kuch karny ke zaroorat nahi hoti ha. Robot aik computer program hota hai jis main aise programming ke gai hoti hai kay us say trading automatically ke jaati hai. Robot ma program mukhtalif tarha say kia gaya hota hai aur mukhtalif strategies use hoti hai. Kise bhe strategy wala apni marzi ka robot aap kahin say bhe purchase kar sakty hain. Robot trading ap kis wajha say karty hain?
            1. Ya to aapko trading karna nahi aati ha
            2. Ya phir aapkay pass trading ka time nahi hota ha

            Ye 2 main wajha hain jin ke wajha say trading ke jaati hai. Magar aapko ye pata hona chahey kay robot aik sirf computer program hai aur usko ye nahi pata k market kis wajha say move kar rahi hai. Lehaza aapkk khud manually trading karna seekhna chahey kun kay robot trading hamesha risk pe hoti hai kay market ki situation hamesha aik jesi nahi rehti.
            • #7 Collapse

              Robot trading ya automated trading kafi sari baton per depend karte hain.

              1. Sab sa pehli baat tu yeh hai ke robot trading karnay say traders ko trading ka knowledge aur expernce hasil nai hota hai jis ke waja say khud woh khabi b acha trader nai ban sakta hai.
              2. ISs kay sath sath market mai trading kay liye jo robots use ho rahy hain woh itne profitable nai ha aur kam he traders ko inn say profit hasil hota hai.
              3. Robot software sale karny waly user ko kafi dafa dhoka daite hain ke iss say bohot ziada earning ho ge lakin iss trah ka kuch b nai hai aur ziada tar robots kam he profit earn kar sakty hain.

              Iss liye maire khayal say traders kay best practice yahi hai ke woh robot trading na Karin aur apni manual trading per tawajo dain tu iss ka ziada advantage mil sakta ha.
              • #8 Collapse

                Dear ais market mai ap ne dekha ho ga k ais mai kafi log aisy hai jin ko ais market mai kaam karna ni aata aor wo ais market mai kaam kar k apna loss karty hai phli baat to ye hai k aun ko tab tak real account par kaam ni karna chyae jab tak aun ko ais market mai kaam karna ni ata aor jab wo ais market mai kaam sekh lety hai to aus k baad aun ko ais market mai kaam karna aa jata hai to wo apny analysis par kaam kary aor jaha tak baat hai robort ki agar ap k pass time ni hai ya ap ko ais market mai kaam karna ni aata to ap ais mai robort use kary aor aus par lot ka khas khyal rakhy ta k ap ko ais mai loss agar ho to aus se ap ka account wash na ho aor ap aus par asani se kaam kar sako.
                • #9 Collapse

                  Robot trading traders karni chaye ya nahi ye traders ki zarorat par depend karta hay, agar life time es business me trading karni ho to manual trading par hi depend karna ho ga aur traders ko robot trading bilkul be nahi karni chaye es se traders key expernice me be kami a sakti hay aur agar life ki other masrofyaat ki waja se market ko analysis karny me koi problem ho to traders ko robot trading bilkul be karni chaye otherwise traders ko market khud hi analysis karny ki koshish aur manual trading karny par depend karna chaye.
                  • #10 Collapse

                    Waalikumsalam. No dear mery khyal se to robots me boht si problems hain jis waja se hamen Robots se trading nai krni caye bl k manually trading hi behtar hai is me b dear hmen Stop loss or Take profit use krna chahye.
                    • #11 Collapse

                      haan jee bhae robot trading bhe humean loss diti hai us ki reason ye hia k hum khud apny robot ki setting kerty hian our pher wo us k mutbik work kerta hai koi din nahe hota hai ya koi khas time robot k loss ka tab he ho sagta hai jab koi bhe high result wali news ho kisi bhe interest rate set hona ho mean kisi bhe currency ka data hoon our app nay robot ko high risk pay lgaeaya ho ga to pher chand seconds main app ka account wash ho jeay ga isi leay meri to advice ho ge k app manual trading he kaerin us main ager app ko loss hota bhe hai to app kafi khuch siekh lety hian our pher us say app ko future trading main kafi help milay ge our ap ache earning ker pain gay
                      • #12 Collapse

                        forex trading main rebbort trading aik aysa mtehod hai jis main boht se trador trading karty hain or rebbort trading main trading karny ak main perpose yah hota hai k un k apss time nahi hota hai or wo chahty hain k hum apni trading ko pahly he set kar k trading karen or rebort trading k liye hmain apny account ki setting main rebbort option select karna hota hai jis ka main perpose yahi hota hai k hum pahly apni trading ko set kar dety hain or es umeed par trading karty hain k aghr tu maret es point oar ay tu hmara order khud he open ho jay or hota bhi ayse he hai or yah wo tradors hoty hain wo apni trdaing k liye time nahi nikla paty hain or aik andazy k tehat main trdaing ko ly kar chlty hain jub k trdaing main aghr hum rebbort trading karty haiun tu es main still hmain kbhi profit nahi milta hai hmain loss zeyda hota hai or es main risk bhi zeyda hota hai es liye hmain apni trading main reboort trading nahi karni chahye
                        • #13 Collapse

                          Dear forex trading ma robot trading ka faida ni forex trading ma ager ap success gain krna chahta ha tu ap ko manual trading pr tawajuuh dena chaya aur iss ma ap ko knowledge ka b moqa milta ha jis se ap bht knowledge haasil kr skta ha aur ap ko trade k bara ma bht experience gain hota ha jis se ap bht sa profit haasil kr skta ha lekn agr ap robot trading krta ha tu us ma ap ko knowledge ni gain hota
                          • #14 Collapse

                            dear trading robot auto trading k liye hota ha or roboot k sath ap kabhi bhe kabhi bhe 100% profit nahi earn kr sakty or bohat sy log robot sell krtay hein or unki tareeefon k pul bandaty hein lekin robot math ko use kr kay chalta ha or math k sath agar market ek taraf news py moved ho jati ha to ap ka sara ka sara balance loss mein tabdeel ho jata ha is liye robot ko use krnay sy behtar ha k ap forex mein khud ka experience hasil kreen or phir ap easy acha work kr sakty hein or robot sy achi trading kr k life time earning kr sakty hein is liye robot trading ko chore kr khud ki achi earning apki life change kr sakti ha so hard work to get success easy in forex or trading experience k sath ap bohat he acha work kr sakty ho or robot to auto lot lgata rehta ha jab k ap ka balance kam hoga to ap ko fast losss ho sakta ha is liye robot trading achi trading nahi ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear aap nay acha swaal kiya hai ky robot trading karni chahyee ky nahin dear pehly to mera robot trading ky experience nahin hai aor doosri baat ye ky karni chahyee ky nahin to dear ye bilkul weesha he hai ky jesy aap dosroon ky signals ko follow karna aisi tarah robot trading main bhi automatic aap ki trade open and close hoo jati hai aor ager robot ko properly use kiya jaye to ye profitable hay likin dear ais tarah aap ko khud trade karna nahin aati aor aap doosroon ky muhtaj hoo kar rah jaty hia aor aap market main khud sy koi decision nahin lay sakty aor nahin he aap ky pass practical experience aata hia aor nahin he aap ki knowledge main izaafa hoota hia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X