jaiza: Fundamental news ky leay perfect economic calendar kon sa hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: Fundamental news ky leay perfect economic calendar kon sa hai?
    dear members fundamental news data aor updates ky leay kon sa calendar perfect hai jis sy ap apni trading ky leay updates lety hain mery hisab sy to investing.com ka economic calendar bht best hai is ma high medium aor low impact wali nees ka bhi humen pta chlta hai ap is ky bary ma kya kahen gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ais mai ye hai k ap agar news par kaam karna chaty hai to ap ko online bahot sari sites mil jati hai jaha par ap econimics calender dekh sakty hai waha se ap ko ye pata chal jata hai k kon si news aa rahe hai aor kis time aa rahe hai agar ap ne news par hi sirf kaam karna hai to kuch sites hai jo ap ko notification send kar deti hai jab koi bari news aany wali ho ais liay agar ap wo aleart active kar dety hai to ais se ap ki koi news miss ni ho gi aor jaha tak baat hai achy calender ki to dear sab aik hi jaisy hai sab par ap ko aik hi jaisi info milti hai aor sab sites par aik hi calender aa raha hota hai ye ap ne khud andaza lagana hota hai k ab news kaisi aati hai aor ap ne aus par kaisy trade lagani hai aor news k time par apne kitna risk lena hai.
    • #3 Collapse

      bhai agar aap ko news chahiye jo technology ke related ho or current situations us me apko easily mil jaen to you should go to propakistani.pk
      us me apko har cheez jo aap jan'na chahte hen mil jaegi.
      • #4 Collapse

        Trading calendars internet par bohot si websites par available hain, jesay investing.com, dailyfx.com, fxstreet.com. Websites ka koi masla nahi ha because tamam calendar provide karnay wali websites par same data hota ha aur taqreeban same time mein hi update hota ha. Lekin chunay, har website dusray se mukhtalif hoti ha (data same hota ha lekin layout different hota ha), to traders ko kisi aik website par news update hasil karni chahiye, jis website par wo easily access kar sakain aur website tools jesay local time, past data etc ko asaani se use kar sakain.
        • #5 Collapse

          Economic News Calender

          Economic news ko follow karna bht zaroori hota hai kunka forex market main currency ke value us mulk kay economic halaat par munhasir hoti hai. Agar kise mulk ki economy mazboot ho rahi hai to uski currency bhe strong hoti hai aur vice versa jab economy kamzor hoti hai to phir currency bhe devalue hoti hai. To es hawaaly say dekha jay to jiss mulk ke currency par trading karna ho us kay baary main jitne zaida malomaat akhti ke jaay ugna he acha aur trading main utna he faida hai.
          Economic calender takreeban aapko har forex related websites par nazar aata hai aur kise bhe site say aap follow lar sakty hain. Ess kay elaawa aaj kal bht see applications aa gai hain jo aapko important news aur economic activities kay baary main notify karti hain. To agar aap bhooly bhe huy hon to ess ke wajha say aap daily notifications hasil karty hain aur apko reminder ho jata hai. Lehaza main apko applications use karny ka mashwra dun ga.
          • #6 Collapse

            Dear Fundamental news events key ley perfect aur best economic calendar online be ham find kar sakty hey jo be Forex ka economic calendar ho ga wo perfect hi ho ga sab se best yahi hay key agar ham instaforex ki website me jaye gey to hamy economic calendar mil sakta hay jes me different economic event news timing key sath hoti hey, ham asani se esi news economic calendar me find kar sakty hey jo key kesi currency par high impact karti ho, esi news se ham market trend direction ka andaza laga kar acha profit earn kar sakty hey.
            • #7 Collapse

              Internet per financial newas kay liye kafi sary online calendars majood han jin ka traders faida utha sakty hain.
              Har broker ke website per b financial calendar majood hota hai jo real time mai update ho raha hota hai , trader apny apny brokers ke websites per iss trah say calendars ko daikh sakty hain.
              Iss kay elwa b bohot sari websites hain jin per forex financial calendars available hoty hain. In mai investing .com aur forexfacotry shamil hain , yeh dono bohot he achi websites hain aur in per trading ke techcnial analysis kay sath sath forums b majood hain jin mai traders aps mai trading ke discussion b kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                Bhai AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayl ma AP bilkol thek bath KR rhy ho ager him log zayada mhnat krty ha or news ko focus krty ha to him logo ko bhot hi fida ho phir him kamyab ho skty ha or profit bi hasil KR skty ha mhnat ky sath
                • #9 Collapse

                  Fundamental analysis ko dekhne ke liye ispe working karne ke liye aap sabse Pehle kiske economic calendar ko watch Kare iska economic calendar aapko market ka ek achha wala Idea provide karta hai kya aap nahi Main Kaise kaam karna hai isme aap nahi kaise kaise movement ko watch karna hai aur uske sabse artist pe investment karni hai and long time ke liye
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: Fundamental news ky leay perfect economic calendar kon sa hai?

                    forex aik online business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuche be hasial nahi ho ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: Fundamental news ky leay perfect economic calendar kon sa hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mindhunter786 پيغام ديکھيے
                      dear members fundamental news data aor updates ky leay kon sa calendar perfect hai jis sy ap apni trading ky leay updates lety hain mery hisab sy to investing.com ka economic calendar bht best hai is ma high medium aor low impact wali nees ka bhi humen pta chlta hai ap is ky bary ma kya kahen gay
                      Dear friend forex trading main humy analysis karny hon gy is main technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis karny hon gy ta k hum ache trading kar sakeny or maximum profit hasil kar sakty han
                      Forex trading main fundamental analysis means news calinder ata ha different sites hoti han jin sy hum calinder aram sy dakh sakty han or un ka status dakh sakty han or us k mutabiq trading kar sakty han
                      Jab hum ache analysis kar k trading karny gy to humy ziada sy ziada profit earn kar sakty han is k ley humy knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k hum kamyab ho sakeny or apni life ko behtar bana sakty han or apni life main kamyab ho sakty han

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X