Profit ku kasay mantain kiya jay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit ku kasay mantain kiya jay?
    assalamualaikum friends!!

    dear pehli bat to ye hy k apko forrex trading krny k liy fully knowledge hona chahye
    dosri bat profit ko mantain krny k liye hamain trading kam krni chahye or lalach nai krna chahye
    greed or emotions profit ko maintain nai hony dety so be careful

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Traders ke aik type iss tarah ke hoti hai jin kay pas trading ka acha knowledge aur experience majood b hota hai aur woh iss ka faida utha kar trading karty hain aur profitable b rehty hain.

    Lakin inn mai say kafi traders kay sath yeh masla hota hai ke woh apni trading ka profit maintain nai rakh sakty hain . kion ke woh apni trading mai money management ke ka istaimal bilkul b nai karty hain. Aur khabi kkabi traders yeh b kar daite hain ke woh apni din ke mahnat ya kafi dino ke mehnat aik he trade mai waste kar daite hain. Iss aik trade mai woh lalich ke waja say ziada lot size select kar kay care free type ke trade open kar daite hain aur apni sari mehnat waste b kar daite hain aur trading b profitable nai rehti hai.

    Iss liye profit maintain karnay ke liye achi money management aur disciplined trading must hai
    • #3 Collapse

      g han bhai ap ny sahi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu es main hmain apny profit ko earn karny k liye hmain apni learning par focus karna chahye or jub hmara knowledge increase hota hai tab he hum apni trading ko profitable bna skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main earning kar skty hain es liye hmain chahye k apni trading main acha profit hasil karny k liye emotion par contraol rakhna chahye q k jub hum apny emotions ko contraol nahi kar paty hain tu hum se galtian hony k cahnces hoty hain es k ilwa forex main kbhi bhi greedy mood na rakhen q k lalach se apko kuj bhi nahi milta hai q k forex bhi hard work ko maintain karta hai
      • #4 Collapse

        Trading me hamari pehli koshish to ye honi chaye key jesy jesy hamy profit hota hay ham us ko withdraw kar leya karen, profit ko maintain rakny key ley be expernice ka hona zarori hay, some time hamari trades profit me hoti hey aur ham market ki movement se ye andza laga lety hey key hay aur be profit ho sakta hay to esy me profit ko maintain rakny key ley trailing stop option ko use karna sab se best hay, trailing stop order laga kar ham profit ko loss hony se bacha sakty hey, apny earn key gey profit ki safety be bahot zarori hay.
        • #5 Collapse

          Profit Ko Kesy Maintain Kiya jaay?

          Most traders jo trading say loss kay baad chorty hain unka yehi kehna hota hai kay wo profit to bana lety thy lekin unkay liey profit ko maintain karna mushkil tha aur jiski wajha say unhon nay ess buisness ko chor diya hai. Magar aap apne aap ko aikk acha trader bnana chahety hain to apko aik acha plan toyaar karna hoga aur apney liey kuch rules bnaana hongy jin par amal kar kay aap trading kar sakty hain aur kamyaab ho sakty hain. Maslan:
          1. Hamesha trading plan par amal karin
          2. Overtrading na karin
          3. Stop Loss ka istemaal karin
          4. Zarorat sy zaida risk na lain
          5. Apne capital ko mehfooz rakhin
          6. Trading ko hamesha as a business karin

          Jab aap enn batin par amal karin gay aur kuch mazeed apney rules bnaain jin ke aapko zaroorat ho to aap un par lazmi amal karin. Kun kay jab aap rules bnaaty hain to saari cheezin mind ma rakh kar bnaaty hain. Aur phir jab aap ye daikhn kay market aab aapko loss day ge to kabi rules ko na chorin balkay us loss ko mazeed hony say bachaain jis kay baad aapko loss kam aur profit zaida hoga aur aap apney profit ko maintain rakh paain gy.
          • #6 Collapse

            salam dear members forex aik bht he acha bussiness hy ar yeh bht he profit bhi dy sakta hy magr some log zada profit ky chakr me apna he loss kr bethty hy is liye kbhi bhi lalach nhi krna chaheye ar hamesha trading ky rules ko follow krna chaheye ar aik bar jo stop loss set kr lia usy change mt kry ar zada risk bhi nhi lyna chaheye agr acha profit mil raha ho to ly lyna chaheye ar zada lalach nhi krna chaheye is sy pehly wala profit bhi loss me ja sakta hy
            • #7 Collapse

              Dear agar ap ne ais forum par kaam kia hai aor ap ko aus par bonus mila hai trading k liay to ap ne aus par trading kar k profit bana lia hai to aus ko maintain karny k liay agar ap aisy kaam kary gay to ap ko ais mai loss kam ho ga.

              Money Management k Sath Kaam
              dear agar apne ais market mai se profit bana lia hai aor ap ye chaty hai k ap ne jo profit banaya hai aus ko maintain rakhy to aus k liay ap ko ais mai lot ka khas khyal rakhna chaye ta k ap ko ais mai agar loss ho to kam ho aor ais mai ap ka account safe rahy.

              Stop Loss Use Karna

              Dear agar ap ne market mai koi trade lagai hai to ap ko chaye k ap apni sari trades k sath stop loss lagye aus se ye ho ga k ap ko agar faida hota hai to ap stop loss ko entry point par laga lia kary aor agar loss hota hai to market ap ka stop loss hit kar dy gi ais se ap ka hi faida hai account wash se bach jaye ga.
              • #8 Collapse

                trading planning
                market mein trading start karne se pahle aapko market ka ternd maloom hona chahiye aap apni strategy banao indicators ki bhi help ly leni chahiye
                trading management
                trading start karne se pahle proper management karna bahut zaroori hai isme first step app ki lot size hai lot size ko minimum rakho
                proper take profit aor stop loss according to support and resistance
                take profit or stop loss lagana bahut hai zaroori hota hai agar apne ne profit ko maintain rakhna hai aur apne account ko wash hone se bachana hai to
                emotional control
                trading ke dauran emotional control bahut zaroori hai jab tak aap ko market ki complete understanding nahi ho jati aap trade open nahi karo market ko fever mein aane ke baad trade open karne chahiye
                • #9 Collapse

                  Assalamu alaikum bhai Forex Mein jitne Jyada mehanat Karte Hain Hum Log Itna Ziada profit bana sakte hai isliye Hum logo ko Jyada Se Jyada mat karna chahiye aur hum logo ko Apne experience ko istemal karte trad Lagani chahiye Phir Hum Log ka acha profit banana sakte hai
                  • #10 Collapse

                    g han profit eran kary k liye hmain en baton par amal karna chahye q k jub hmain trading karni hoti hai tu es main risk ka factor boht zeyda hota hai or jub hum risk ko kam karty howe trading karty hain tu os k liye hmain knowledge leraning ki boht zarort hoti hai or es ks ath he hum achi trading kar skty hain q k account or manoey mangemnt karni boht zarori hai forex aik riksy business hai or yah bat har koi janata hai es liye sub ko chahye k apni trading main grred ko avoide kary howe trading karni chahhaye ta k hum apny profot ko mantain rakhty howe trading kar skty hain or acha proft eran kar skty hain or trdaing main profit ko maintain akrny ka yah best advice hai
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                      assalamualaikum friends!!

                      dear pehli bat to ye hy k apko forrex trading krny k liy fully knowledge hona chahye
                      dosri bat profit ko mantain krny k liye hamain trading kam krni chahye or lalach nai krna chahye
                      greed or emotions profit ko maintain nai hony dety so be careful

                      Profit ko maintain karne ke liye money management bahut jyada important hai Sone ke bahut Sare traders Forex trading profit Bana Lete Ho lekin Woh Forex trading long term tax successful nahi hote Kyunki wo proper money management nahi karte Forex trading main successful trading karne ke liye aur successful trader banne ke liye money management karna bahut jyada Jaroori hai isliye money management karna 20 rule seeking
                      • #12 Collapse

                        profit bnany ky leya him logo ko zayada sy zayada mhant krni hoti ha him log jtni zyada mhnat kre gye him logo ko forex ma itna hi zyada profit mily ga is leya him logo ko zyada sy zayada mhnat krni chaya
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit ku kasay mantain kiya jay?

                          g han dear profit earn karnyh kay liye acha balance backup ka hona bohat he zarori ha or ap kay pass acha experience or knowledge hona bohat he zarori is liye hard work or acha experience or jitna acha ap trading kareen gay itna he acha profit earn kar sakty hein or profit ko mantain rakhny kay liye apko market mein wait kar kay work karna bohat he zarori ha or us kay liye lapny andar chupi howi lalich ko door karna bohat he zarori ha is liye jitna is liye jjitna ap hard work karo gy itni he achi earning kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein is liye profit ko hasil karny kay liye
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit ku kasay mantain kiya jay?

                            dear forex markeet say milnay walay lose ko jis tarha say barray tareekay say manage krtay huvay ham usay recover krtay hain same isi tarha say he agar hamko kuch earn hota hay to hamko usay khushi khushi say jaldi say withdraw nai krwa laina chaye balk hamko aik khaas plan k sath sath usay withdraw krwatay rehna is liye lazmi samjha jata hay k haamra withdraw say zaruriat bhi poosri hoty rahain aur hamara account bhi sath sath strong hota rahay aur agar earning milnay pay ham apnay account say withdraw lay laitay hain to next main hamko lose honay pay mushkil bhi ban sakty hain is liye better yahi hay k ham apnay profit ko manage krtay huvay is say mazeed achi earning k liye bhi use krtay rehna must hay yahi hamari samjhdaari hay aur isi say hamari kamyaabi k rastay open hotay jatay hain aur forex amrkeet main yahi kuch earning krnay ki plan bhi hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit ku kasay mantain kiya jay?

                              Forex trading business me profit ko maintain rakny key ley app ko chaye key app trading tool ki help hasil karo agar app trading key useful tools ko use nahi karo gey to apny profit ko maintain rakny me app kabi be kamyab nahi ho sako gey, 1 single trade me agar 10$ ka profit ho jata hay to ye order hamari ghir majoodgi me be close hona chaye es key ley take profit tool ka use zarori hay esi tarha se ham apny profit ko maintain rakny me kamyab ho sakty hey aur esi tarha agar hamara order loss me chala jaye to zeyda loss be hamary trade me nahi hona chaye es key ley hamary order ko stop loss tool use karny ki waja se ye automatically close hona zarori hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X