Jaiza : Fundamental analysis or Technical analysis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Fundamental analysis or Technical analysis
    g dear members aaj may aap ko do qisam kay analysis kay baaray may bataata hoo

    1)- Fundamental Analysis

    respected members fundamental analysis basically us analysis ko kaha jaata hay jo kay news kay uper kiyaa jaata hay yaani kissi bhi news ko read ker kay or uss news kay output ya uss ki statement per andaaza lagaaya jaata hay kay ab next movement kiyaa hogi for example jesa kay oil hay ab iss ki production increase kernay ki ager news aati hay it means oil ki prices down jaaye gi or ager production maintain rekhi jaati hay ya kem hoti hay to oil mazeed expensive hoga fundamental analysis her qism kay analysis may say sab say ziyaada accurate or important hota hay or kissi bhi achay trader ki 75 percent strategy fundamental analysis per dependent hoti hay

    2)- Technical Analysis

    respected members second type hay technichal analysis iss analysis may simply ham basic tools or techniques ko use ker kay market may support or resistance point nikaala jaata hay market ka trend bhi find out kiya jaa sakta hay iss per bhi trading ki jaa sakti hay lekin yeh mostly fail bhi ho jaate hay technichal analysis may Elliot Wave , Head and Shoulders pattern or Flag pattern waghera shamil hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai ap ny boht achi post ki hai or kafi informative bhi hai jis main hum asani se learn kar skty hain or analyses ko achi trah se read kar skty hain es liye forex main yah donu annalyses zeyda use kiye jaty hain es liye en ka knowledge hona boht zarori hai or en ko use karna bhi ata ho es liye forex trading main en ki ahmiyat bhi boht zarori hai es liye forex main
    Fundamental analyses:
    yah analyses wo hoty hain jo ksisi bhi molk ki siyasi , iqtasadi .or molki halaat ko madhe nazar rakhty howe trading ki jati hai kiuen k yah factors kissi currency ki mazboti or kamzori ka bais banti hain..
    Technical analayses:
    yah aik farame work hota hai jis main tradors prize ki harkat ka jaiza lety hain es main sub se pahly chart ko dekhna hota hai k mazi qareeb main price kis level par thi or ab kis level par hai or es main jo market dekhi jati hai wo up down or side main chek ki jati hai
    • #3 Collapse

      Fundamental Aur Technical Analysis

      Fundamental aur technical analysis ka apas ma aik relation hai jo kay wesy normally to aapko nazar nahi aata magar aap ghoor karin to uska aapko pata chalta hai kay kis tarha sy ye apas main jury huy hain.
      Fundamental Analysis main ye jaiza lieya jaata hai kay jis currency par aap ny trade karni ha uskay mulk ke kia progress chal rahi ha aur uski economy kahan par ha. Aap ye daikhty hain kay aany waly dino main kon kon c news aany waali hain jo kay ess currency ko affect kar sakti hain.
      Technical Analysis main aap currency ke sabka price par andaza lagaty hain kay aany waly dino main kiya hony waala hai. Aur past ma kis kis jagha par kahan kahan support or resistance rahi hai aur kis jagha par aapko market ma order lagana chahey.
      Jo inn dono main relation ha wo ye hai kay news kay aany kay baad market ka trend set hota hai aur phir trend technicals ko follow karta hai aur jahan support ya resistance hoti hai to us kay lehaaz say aagy chalta hai. Lehaza dono analysis bht zaida zaroori hain.
      • #4 Collapse

        Yes dear ais market par hum jab kaam karty hai to hum ko ais mai analysis karny party hai jis k liay hum aik tareeka use karty hai aus mai ab hum paar depend karta hai k hum kon sa tareeka use karty hai kun k agar hum ais mai technical par kaam karty hai to hum ko sirf thora sa time lagana parta hai aor agar fundamental par kaam karna hai to aus mai kafi mehnat karni parti hai.

        Technical Analysis
        Dear agar ap technical trader hai to ap ko pata ho ga k ais mai hum jab trading karty hai to aus k liay hum ko chart study karna hota hai aus mai ye hai k chart par diffrent pattern banty hai jin ko hum dekh k trade lagaty hai aor ais mai hum sath indicator bhi use kar lety hai help k liay.
        Click image for larger version

Name:	EURUSD D1.png
Views:	1
Size:	61.6 کلوبائٹ
ID:	12319028

        Fundamental Analysis

        Dear agar hum fundamental par kaam karty hai to aus mai hum ko chart study karny ki zarort ni hoti aus mai ye hai k hum ko jis currency par kaam karna ho aus country k halat parh lety hai aor aus par hum trade laga lety hai aus mai ye hai k hum ko pata chal jata hai k ab ais ne strong hona hai ya weak aus k hisab se hum trade laga lety hai.
        • #5 Collapse

          Fundamental analysis par depend karna be best hay aur technical analysis par be magar difference ye hay key economic calendar me agar koi high impact news release ho to technical analysis par depend kar key trade open karny ki ghalti nahi karni chaye agar news samaj me aye aur trade open karny ka idea mily to traders news key mutabeq open kar leny chaye, agar koi khas news economic calendar me na ho to traders ko technical analysis par hi depend karna chaye.
          • #6 Collapse

            g han bhai apki post boht achi or informative bhi hai forex trading main 3 qisam k analysis use kiye jaty hain jis main(1) technical analysis hain (2) fundamental analysis hain or (3) main sentimental analysis hain forex trading main sub se zeyda jo traing k liye analsye use kiya jaata hai wo techynical analysis hain es main basic trading ayse hoti hai k es main charts ko dekhty howe market ka andaza lagay jata hai forex trading main es analysis se hmain apni trading main risk ko kam se kam karty howe profot eran kiya ja skata hai es k ilwa jo second analsysi hai wo fundamentla analysis hain q k es main kisi bhi molk k siyasi moashi or iqtasadi halat ko made nazar rakhty howe tgrading ki jati hai q k kisi bhi molk y ayse halat market par boht asar andaz hoty hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
              g dear members aaj may aap ko do qisam kay analysis kay baaray may bataata hoo

              1)- Fundamental Analysis

              respected members fundamental analysis basically us analysis ko kaha jaata hay jo kay news kay uper kiyaa jaata hay yaani kissi bhi news ko read ker kay or uss news kay output ya uss ki statement per andaaza lagaaya jaata hay kay ab next movement kiyaa hogi for example jesa kay oil hay ab iss ki production increase kernay ki ager news aati hay it means oil ki prices down jaaye gi or ager production maintain rekhi jaati hay ya kem hoti hay to oil mazeed expensive hoga fundamental analysis her qism kay analysis may say sab say ziyaada accurate or important hota hay or kissi bhi achay trader ki 75 percent strategy fundamental analysis per dependent hoti hay

              2)- Technical Analysis

              respected members second type hay technichal analysis iss analysis may simply ham basic tools or techniques ko use ker kay market may support or resistance point nikaala jaata hay market ka trend bhi find out kiya jaa sakta hay iss per bhi trading ki jaa sakti hay lekin yeh mostly fail bhi ho jaate hay technichal analysis may Elliot Wave , Head and Shoulders pattern or Flag pattern waghera shamil hain


              Bilkul sir ap ny kafi achi knowledge share ki hy wesy to aynalise ki 3 iqsam hein lekin ap ny 2 iqsam byan ki hein aur in 2 iqsam ka achy sy khulasa bhi kiya hy mein ap sy agree hon kiyon k fundamental aynalise waqi news per kiya jany wala aynalise he hota hy aur tecnical aynalise basicaly candell sticks aur candell sticks trend line per aynalise ko kehty hein jesa ap ny kaha aur 3 qisam hy sentimental aynalise jis ka khulasa ap ny nahein kiya bad mein kabhi hoga to hoga thanks
              Removed by moderator.
              • #8 Collapse

                Yahan Par working karne ke liye market ko samajhne ke liye isme investment karne ke liye sabse Pehle Hame iska fundamental analysis Ka Pata hona chahiye aur ye bhi dekh lena chahiye ke hum is technical analysis Kaise nikal sakte hain woh technical analysis ki Hum Par direction kya chal rahi hai pura miss me kis jagah se investment kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  assalamu alaikum bhai Mere Khayal Mein technical analysis are the importance height increase ki wajah se hum logon ka bhi accha profit Asar kar sakte hain aur hum Logon Ko Main abhi kaam kar na hoti hai isliye technical analysis Jada important hai forex market mein
                  • #10 Collapse

                    Kam karne ke liye main market Ki Aane wali news economic data confirm Pata hona chahiye aur uske affected by Hame Pata hona chahiye kitne effect Karta Hai market par kiske saath saath Agar Hum technical analysis kovac karte hain Jiske Liye regular marketwatch karna padta hai graph chart creates karne padte hai ye Chahat Se Main Market Mein direction provide Karte Hain Pyaar hum nahi aata Kaise kam karna Hamare regular income yahan se kaise increase ho sakti hai Mari working after long time ke liye movement honi chahiye
                    • #11 Collapse

                      analysis ki forex market ma bhot zayada ihmayat hoti ha him analysis ko istmal krty ha or jab analysis thek or achy hoty ha to him logo ko acha profit imlta ha or him log is ko withdrawal bi krwa skty ha or is sy or profit bi bna sky ha
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                        g dear members aaj may aap ko do qisam kay analysis kay baaray may bataata hoo

                        1)- Fundamental Analysis

                        respected members fundamental analysis basically us analysis ko kaha jaata hay jo kay news kay uper kiyaa jaata hay yaani kissi bhi news ko read ker kay or uss news kay output ya uss ki statement per andaaza lagaaya jaata hay kay ab next movement kiyaa hogi for example jesa kay oil hay ab iss ki production increase kernay ki ager news aati hay it means oil ki prices down jaaye gi or ager production maintain rekhi jaati hay ya kem hoti hay to oil mazeed expensive hoga fundamental analysis her qism kay analysis may say sab say ziyaada accurate or important hota hay or kissi bhi achay trader ki 75 percent strategy fundamental analysis per dependent hoti hay

                        2)- Technical Analysis

                        respected members second type hay technichal analysis iss analysis may simply ham basic tools or techniques ko use ker kay market may support or resistance point nikaala jaata hay market ka trend bhi find out kiya jaa sakta hay iss per bhi trading ki jaa sakti hay lekin yeh mostly fail bhi ho jaate hay technichal analysis may Elliot Wave , Head and Shoulders pattern or Flag pattern waghera shamil hain
                        Technical analysis analysis Marte Hai traders market news today cabinet hai aur Iske ilawa traders ko technical analysis banane ke liye market trend ko dekhna hota hai aur uske Alawa indicators gobi watch karna Hota Hai Jab Ke fundamental analysis using wo analysis traders Kisi country economic situation or Kisi company ki development and underdevelopment ko dekar banate hain technical analysis for fundamental analysis Dono he bahut profit full Hote Hain
                        • #13 Collapse

                          Forex market kay analysis ke liye fundamental analysis, technical analysis aur sentimental analysis use kiye jate hain. Lakin aksar traders market kay analyses kay liye technical analysis ko he tarjee daite hain aur iss ke base per trading ka decision laite hain. Iss lay elawa jo traders long term trading karty hain woh fundamental analysis ko b tarjee daite hain. Aur fundamental analysis ke base per trading decision laite hain. Lakin trading kay analysis ke liye ager fundamental aur technical analysis dono ko he use Karin tu iss say ziada behtr results milty hain aur trading b profitable ho sakti hai. iss forex analsis kay liye in dono type kay analysis ko he importance daine chaiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Fundamental analysis or Technical analysis

                            dear forex trading main fundamental analysis market ki news hoti hian kah market main jo news ati hian un say market pr kia asr prta ha aor trader ko forex trading market ki statements ko smjhna hota ha aor forex trading market main production maintain ko smjhna hota ha trader ko forex trading main oil ki price ya kisi aor pair ki jo news updates ati hian un ko smjhna prta ha in sb aml ko trading ki strategy smjha jata ha aor is tariqa kar ko fundamental analysis kahty hain aor is main trading main important hota ha kah market main fundamental analysis ko follow kry.
                            technical analysis main market kay basics tools aor techniques ko follow krna ha aor is main trader market kay support aor resistance level ko find krna hota ha aur technical analysis big experience ha is main agr trader expert ha trader ko market main work krna aor market ki price movement ko smjhna easy hota ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Fundamental analysis or Technical analysis

                              Assalamualaikum bhai kaise hain aap Mein Umeed Karti Hoon ok aap khairiyat se Honge bhai aapne fundamental aur technical analysis ke baare mein Pucha hai toh main aapko Yeh batate chalo ke l Analysis
                              fundamental analysis basically us analysis ko kaha jaata hay jo kay news kay uper kiyaa jaata hay yaani kissi bhi news ko read ker kay or uss news kay output ya uss ki statement per andaaza lagaaya jaata hay kay ab next movement kiyaa hogi for example jesa kay oil hay ab iss ki production increase kernay ki ager news aati hay it means oil ki prices down jaaye gi or ager production maintain rekhi jaati hay ya kem hoti hay to oil mazeed expensive hoga fundamental analysis her qism kay analysis may say sab say ziyaada accurate or important hota hay or kissi bhi achay trader ki 75 percent strategy fundamental analysis per dependent hoti hay technichal analysis iss analysis may simply ham basic tools or techniques ko use ker kay market may support or resistance point nikaala jaata hay market ka trend bhi find out kiya jaa sakta hay iss per bhi trading ki jaa sakti hay lekin yeh mostly fail bhi ho jaate hay technichal analysis may Elliot Wave , Head and Shoulders pattern or Flag pattern waghera shamil hain image Karti Hoon ki aap mere is jawab Se Accha baat karenge aur aap ki maloomat mein izafa hua hoga Shukriya Allah Hafiz
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X