trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    trading k liye experience or education dono zaroori he he q k education hmara character si krti he or us se hm achi trading kr pate he or trading experience b boht zaroori he pehle hme trading seekhni chahiye ksi or se phr hm ek experienced tradder bn skte he thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear i think ap education k bary mein keh rhyy hein forex ek large or world wide business ha is liye forex mein work krny k liye ap k pass acha experience or education 2no ka hona zrori ha q k forex mein agar ap work krna chahty hein to ap ko achi English or acha knowledge bhe hona boohat he zarori ha q k market k bary mein agar ap k bohat he achi trha pta hoga ga to ap is mein kamyab work kr skaty hein or then ap is mein unlimited earning hasil kr sakty hein or forex aysa business ha jis mein ap life time work kr sakty hein q k ye world business ha or kabhi na khtm hony wala trusted so is mein acha work life change kr sakta ha
      • #18 Collapse

        Yahan Par market Mein working karne ke liye yahan se capital generate karne ke liye aapke paas perfect education or aapke paas perfect knowledge, Naraz Nahi Hai Jaise Jaise market Mein working increase hoti Jayegi aapke paas information for yahan se capita be increased Hota Jayega Aap Yahan Par easily working kar sakte hain aur Market ko samajh sakte hain ke Kaise movement hoti hai
        • #19 Collapse

          Slam dear forex forum brothers . i hope u will be good . jaisa ap na sawal kiya hy k education must hy ya experions. To i think is K liye apko zyada sa zyada experions or technique honi chaheye. Us k bad ap k pass knowledge lazmi hona chaheye. Kuch pakistan main forex forum wo b hain jo k itny zyada educator ni hain mattlab k itna zyada un k pass knowledge ni hota but wo b trading mai masha allah bht expert hoty hain. Q k un k pass technique r confidence r experions hota hy. SO, taleem sa zyada main experions ko tarjeeh dyta hoon. Wesy with out education to koi kam possible ni hota. But wo kam experions r confidence sa ho jata hy . but i think is main experions r confidence ki zroorat education sa zyada hoti hy.
          • #20 Collapse

            Brother trading kay liye experience bahi zaroori hay education bhi aap kissi aik chez kay baghair bhi trade nahin ker saktay

            Education.
            brother forex main sab say important cheez hay learning yaani forex kay baaray main seekhna forex ki taleem haasil kerna kay forex trading kya ay is main trade kesay kiya jaaye trading kay liye konsi techniques or tools use hotay hain trading main profit haasil kernay ki tricks kya hain yeh sab seekna aap kay lye bohat zyaada zaroori hay.


            Experience.
            bhai yeh baat to sab nay hi sunni hogi kay tajurbay ka koi nemo badal nahin hay bhai aap jo bhi ker lain jitni kitaabay rat lain jab tak aap kay paas trading experience nahin ho na aap kuch nahin ker saktay hain ager kissi nay proper learning na bhi ki ho lekin uss ka trading experience ho to aisa banda market ko zyaada behtar judge ker leta hay or experience DEMO say bhi haasil kiyaa jaa sakta hay lekin REAL account ka experience or cheez hay.
            • #21 Collapse

              Dono bhot zeada zaroei hoti hy forex ki edjucation our experience jba tak ham nai bna lyty hy tab tak ham is bisness my kamyab nai ho paty. Shai trha sy is my earning krny k liya is my ham ko taime lgta hy kuch taime tak ham is ko jb sahi smjh jaty hy experience ho jata hy to is my earning bhot hoti hy bina experience k is bisness my ham ko kuch bhi nai milta hy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #22 Collapse

                bhai forex trading main kamyb hony k liye apko trading ka expiernce zeyda zarori hai or ap trading ko leran bhi ta kar skty hain jub ap likhna parhna janty hain baki apki eduction mattr nahi karti hai es se hum yah kah skty hain k hmara expiernce he hmary liyez eyad zarori hai q k jub hmain trading ka expiernce hota hai tu hum apni trading ko achi trah se analsye kar k kar skty hain risk ko manage kar skty hain or loss k factors ko avoide kar skty hain aghr tu hmary apss trading ka expiernce nahi hai tu hmari trading main aik tu hmain boht se mushklalat ka smna karna parhta hai dosra hmain loss bhi boht hota hai forex trading main achi eraning k liye expiernce ka hona zayada zarori hai jis se hum kamayb ho skty hain
                • #23 Collapse

                  Dear achi aur profitable trading key ley Forex ki education be zarori hoti hay aur trading ka expernice be zarori hota hay es ki waja ye hay key kabi be without Forex knowledge key traders ko acha expernice hasil nahi ho sakta, Forex key different topics esy hey jes ki study karna bahot zarori hay, Forex education me tools se le kar strategies aur news ko samjna ye sab bahot hi zarori hey jab key es education ko test karna be trading me zarori hay jes ko ham trading expernice ka hi name dety hey, kamyabi key ley education aur expernice zarori hey.
                  • #24 Collapse

                    Re: trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?

                    mery opinion main dear dono he boht he important hain us ki reason hai jes ko main app k samnay explain kerta hoon k trading main dono chezin koin zarori hain
                    Education : jesay k brother ager main doctor ban raha hoon ya koi bhe technical education hasil kerta hoon to pher us ki education mujhey 3 saal ka diploma lena parta hai jes main sirf meri study hoti hai pher jab main koi bhe job start kerta hoon to pher mujhey aik ya 1.5 years ka experience deaya jata hai pher us k bad main khud akilay us system pay kaam ker sagta hoon to isi leay forex main phelay us ki education to her trader ko hasil kerna zarori hai pher he wo us main achy our kamyaab trader ban sagty hain jab taleem ache hooo gee
                    Experience : jab app koin bhe education jeasy k forex ki lay lety hian to pher sath main dosto app ko us main experience bhe zarori lena hota hia jes main app ko demo main kaam kerna ho ga koin k demo aik ache place hai jes main new members kaam ker k experience hasil kerty hian our ye her trader k leay zarori hai pher he ap forex main aik complete trader our successful ban pain gay
                    • #25 Collapse

                      Re: trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                      assalamualaikum dear!!
                      friends main ye pochna chahta hun best forex trading k liye expeirce zayada zarori hy ya aducation ​????
                      Jitna Zyada Hamare Paas experience Hoga Hum Log itna hi accha profit bana sakte hain isliye Hum logo ko Apne experience ko Zyada Se Zyada increase karna chahiye please iska Hum logo ko fayda ho sakta hai
                      Removed by Moderator.
                      • #26 Collapse

                        Re: trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?

                        bhai sab se pehle to aapko forex trading okay hawaly se mukamal understanding hona chahye us okay bad dusry quantity consistent with jo sab se aehm cheez hai wo hai experience ager ap yeh enterprise bina experience k start kro ge to loss ok siwa kuch hath ni aye ga us k lie zaruri hai k ap pehle demo account per practice kren
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?

                          Dear na to ap bagher eduction ka trading kar sakty hai aur na hai ap bagher experience as lay trader ka pass ya dno hona zaori hai agher kasi trader ka pass kowledge hai aur us nay trading main practice nai ki to wo trader bai trading nai kar sakta aur agher kasi trader ka experience hai to wo bai knowledge ka bagher kamyab nai ho sakta lakn jas trader ka pass forex ka knowledge ho ga to wo trader hi experience hasl kary ga kayo ka trading skill eduction say he improve hoti hai aur zyda practice say as lay don ka hona boht zaori hai knowledge ka bagher bai ap kuch nai kar sakty aur experience ka bagher bai ap kuch nai kar sakty.
                          • #28 Collapse

                            Re: trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?

                            Brother iss ka easy jawab tu yehi hai ke buying and selling ke training aur trading revel in dono ka Hona he apni apni jagha important hai aur motel dono kay baghir traders ka kam nai chal sakta hai. Sab say pehlay tu investors ka y pas trading ka acha information aur training honi lazmi hai jis ke base according to investors mazeed trading enjoy benefit kar sakty hain.

                            Sirf revel in ya sirf schooling ke base consistent with buyers kamyabi hasil nai kar sakty hain aur traders kay liye laazmi hai ke in kay pas schooling + experience dono he majood hon tab he woh achi trading kar sakin gaay.
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?

                              Forex Knowledge :

                              Trading kay liye forex knowledge boht hi ahm hay. que kay trader ko forex shoro kernay say pehlay forex ka ibtadai ilam hona boht zarori hay. aur us kay bad trader ko us ibtadai ilam ki practice kerni chahye.
                              Jab trader is pehlay marhalay say guzar jaye to us ko forex ka agay ka ilam (advance knowledge) hasil kerna chahye jo kay trading kay liye chart kay analysis aur trading strategy kay baray main ho ga.

                              Experience :

                              Jab trader oper bayan kiaye gay dono kam ker lay ga to us ko chahye kay wo demo account main trading shoro keray aur jo kuch us nay seekha ya practice kia hota hay us ko istamaal ker kay demo trading main experience hasil keray. aur kuch month main wo experienced ho jaye ga.
                              Is kay bad us ko live trading shoro kerni chahye aur us main apna experience istamaal karay. is trah say aik trader banta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: trading k liye expeirce zorori hy ya aducation ?

                                Forex aik online business jis ma trading ki jati ha difference currencies, metals etc, yeh Worldwide business ha jis ko karany k lye sab se forex ki education ka hona bohat hi zaruri ha q k is ko seekhay bagair ham forex ko samjh hi nai skatay hian to forex ko learning karna boaht hi important hai is lye forex ki proper education hasil karna bohat zaruri ha
                                aur dosri baat experience ha jis k bagair ap forex business ma bilkul bhi survive ni kar skatay hian is lye jitna ap ka tajrabha ziadah ho ga ap utnay hi expert trader houn gay aur ap is se ziadah profit hasil kar saktay hain to dono bohat hi zaruri hain education k sath experience hasil karn bhi lazmi ha is bagair ap forex ma kamyab ni ho saktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X