forex me planing kitni ahmeyat ki hamil hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me planing kitni ahmeyat ki hamil hai
    salam friends,

    forex me planing kitni ahmeyat ki hamil hai
    je han dosto forex trading me planing bht he zada important hoti hai q k dekhen agar humne kise imtehan me jana hota hai to hum uski tayari salo ya maheno say kr rhe hote hain esi tarha forex trading me bhi hume chahe k hum us ki tayari lazmi karen k humne kis waqt konsi trade lagani hai or market ko hum analyse karen proper tarekay se technical and fundamental analyse lazmi hai esi tarha market me hum reh bhi skte hain or acha earn bhi kr skte hain dosto shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    important element hay trading plan mean aap kay paas achi planning hogi tou aap tabhi achi trading kar saktay ho jab tak aap kisi achay sequence ya plan ko nahe le kar chalo gay aap ko exact entry ka andaza perfect trade time ki planning ka nahe maloom hoga aap achi trade nahe le saktay most important hay trading ko planning kay saath karain aap ki trading best profitable hogi...
    • #3 Collapse

      g han bhai forex trading main planing ki bahut ziada importance hy ,planning se kia hova koi bh kam nakam ni hota ,is liy mairy tamam trader ko advice hy ke wo forex trading main planing lazmi kren ager ap ne forex main success hasil kerny hy to planning se work kren
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        yes dear ap na jo bat ke ha woh real mn bhot e achi ha dear forex market ka ander kam krna ka liya in sari cheezon ka dhyan rakhana bhot e zroroi hota ha dear forex market ka ander kam krna wala doston ko es bat ka bakhobi andaza ha ka forex market ka ander jo bh without planig entry marta ha mostly loss ke kamata ha dear so ap log es cheez ka lazmi dhyana rakhn
        • #5 Collapse

          g bhai apny sahi kaah hy forex main planing ko buhat hi ahmiyat hasily hy planing kr k ham loss ko recover kr sakty hain or loss kam sy kam kr sakty hain agr apki planing achi hy to ap aik achy trader hain forex trading main success hony k liye planing krana buhat hi zarori hy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
            salam friends,

            forex me planing kitni ahmeyat ki hamil hai
            je han dosto forex trading me planing bht he zada important hoti hai q k dekhen agar humne kise imtehan me jana hota hai to hum uski tayari salo ya maheno say kr rhe hote hain esi tarha forex trading me bhi hume chahe k hum us ki tayari lazmi karen k humne kis waqt konsi trade lagani hai or market ko hum analyse karen proper tarekay se technical and fundamental analyse lazmi hai esi tarha market me hum reh bhi skte hain or acha earn bhi kr skte hain dosto shukreya
            Walaikum assalam Bhaijaan agar aap Kisi bhi kaam mein pehle se planning kar lete hain to aapko us kaam ko karne mein Asani ho jati hai aur Forex trading to Ek bahut hai critical business hai isme agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko bahut yaad karna padega market analysis bahut jyada karne padenge Forex newspaper Korean karna hoga aur Market movement ko samajh Na Hoga

            اب آن لائن

            Working...
            X