student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Student kay liye forex trading kay faiday b hai bohot hai lakin iss kay sath sat hiss kay kuch nuqsan be han. Jin ke waja say students ke studies kafi had tak mutasir ho sakti hai.
    Students kay liye bsest baat yahi hai ke woh apni studies per pehlay tawajo dain . studies in ke pehli tarjee honi chaye . forex trading mai kamyabi hasil karnay ke liye bohot ziada time aur commitment chiye hai jo regular studies kay sath shaid itne ziada mumkin nai hoti han .
    Lakin ager finaicial majboori ho tu forex trading ko part time karnay mai koi b harj nai hai . iss trah kay student forex trading ko part time mai learn kar kay part time mai kam karn tu apny fee aur pocket money forex trading say hasil kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear aap nay boht achi baat ki hai bahi aap kisi ko bhi forex ka mashwara deena chahty hai taky wo aapni study ky saath saath ais kaam ko bhi achy say kar saky to dear ya boht asan kam hai kisi bhi student ky liye ais forum main posting kar ky wo acha khasa knowledge lay sakta hai aor phir market main trade ka time humary pakistan ky hisaab sy 3 bajy shaam ky baad he speed mai aata hai aor ziyada tar entry lee bhi ainhee time main lee jati hai to wo demo practice kar sakta hai raat 10 bajy tak aor basic knowledge ky liye ager din main 15 mint bhi wo forum posting ko deeta hia to wo acha kaam kar sakta hai aor us ki study bhi bilkul distrub nai hoo gee aor apna trading plaan her trader apny time aor account ky hissaab sy khud banata hai wo pratice sy khud he trader seekh jata hai
      • #18 Collapse

        dear agar to bohat he acha or samajh dar student ha to agar ap usko invite karo gay to wo ap say bohat he happy hoga kiyon kay4 forex mein study distrrb nahi hoti kiyon kay students jo hoty hein un kay pass jo extra time hota ha jesy kay doston kay sath bethna or koi game khelna jesa to usko farig time he kha jata ha agar wo apny us time ko trading mein achi tarha lga dein
        to bohat he achi earning hasil kar sakty hein or study kay sath sath apny study kay expense utha sakty hein or easy bohat he acha parh bhe sakty hein or apni pocket money ko forex say hasil kar sakty hein agar student daily apny 3 hour markey kay sath work kareen to month mein achi earning hasil kar sakty hein or us earning kay sath sath ek acha forex business ka knowledge bhe jis say agay ja kar agar koi job na bhe mily to is mein work kar kay apny life ko agay barhaya ja sakta ha
         
        • #19 Collapse

          Asalam o alikum dear ap n both acha question kea ha forex trading students kar sakty han is main koi masla ni ha par un ka cnic hona lazmi ha
          Is k alawa uny forex trading main successful hony k ley knowledge or experience hasil karna ho ga is k ley demo account main trading karni ho ta k wo maximum knowledge or experience hasil kar lan or forex trading ko samj lan
          Is k alawa uny rat o rat ameer bany ki try ni karni chae ha slow slow or low risk k sath trading karny ta k uny loss na or easily trading kar k earning kar sakeny uny apny emotion or greedy pe control karna ho ga jab tak emotions or greedy pe control ni karny gy to successful ni ho sakty han
          Forex trading sab k ley ha Jo bi karna chahta ha kar sakta ha students hon ya young men hon ya women is k alawa older men or women bi kar sakty han koi limit ni ha
          • #20 Collapse

            Forex trading main traders kay liye sab say zayda important aur mushkil cheez investment hoti hay. aur maximum students kay pas investment itni nahi hoti kay wo forex trading main investment ker saken. Ye forum aik aisi jaga hay jahan per trader thora sa time invest ker kay aik choti c investment bonus ki mad main hasil ker kay trading ker saktay hain. que kay student ko study kay liye bhi time nikalna parta hay is liye wo ager 24 hourse main sirft 2 hours kay liye bhi forex main short term trader ker len aur scalping ker len to wo apna daily ka acha khasa kharach nikal saktay hian. wo itni pocket money hasil kertay rahen gay jitni un ko zarorat hay bs ager wo lot size small use ker kay greed say bach kay daily ki 5 say 10 trade len m5 ya m15 kay chart per to umeed hay wo aik achi pocker money hasil ker saktay hian.
            • #21 Collapse

              Assalam o Alaikum bro. ap ny boht e acha point raise kia hay. Students k liye forex business boht e achi opportunity hai. Mery khayal main students ko is main lazmi hissa laina chahiye. is sy behtar koi bhi option nai hai students k liye..Especially poor students k liye boht achi choice hay forex forum. Boht sy poor students is ki waja sy apny ghar k expense bear kar skty hain. un k ghar waly un ki study main support nai karty aur un ka future ruin ho jata hay. agar un ko aisi opportunity avail ho to wo lazmi is main hissa lain gy aur is main performance bhi dikhayen gy. doosra ye k agar un k time table ki baat ki jaye to baat ye hay k un k liye ziada dushwari nai hay. students daily ki just 50 post kar dain to enough hay monthly wo 200 sy 400 $ earn kar skty hain which is a reasonable amount to invest in forex trading. is bonus sy wo agar daily k 5 dollars bhi earn kar lain to wo kaafi had tak apny masly hal kar skty hain. wo apni study bhi continue kar skty hain sath sath ghar walon pe bojh bhi nai aur un ko bhi support kar skty hain. un k liye achi part time job k tor pe ye cheez use ho skti hay.
              • #22 Collapse

                mery friend main us favor mian to pheli baat hai k nahe hooon k forex students us ko join karein koin k us say un ki study disturb hoo ge us main pher bhe agar apnay expenditures purey kernay k leay students kerna chahty hain to pher un ko us main aik plan bnana ho ga iak time table bnanana ho ga k kis time forex kerni hai our kis time un ko study kerni hai lekin aik baat ka kheal rakhna hai k students ko us main forex ki taleem bhe lena ho ge pher he wo us main double mehnat karein gay to pher he us main wo us ko siekh pain gay or us main un ko ache income ho gee jes say wo apni zaroriat pure ker pain gay forex aik risky business hai us main ager risk ko km rakha jeay to pher he hum log us main aik successful trader ban sagty hain our ager hum us main mehant nahe kerean gay to pehr humeri study bhe jeay future bhe jeay ga our hum na to forex ker pian gay our na he ache earning ker pain gay
                • #23 Collapse

                  Re: student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?

                  New traders Jab reading menu Hote Hai Tu Bahut Si mistakes karte hain Jaisa Ke Jab new trailers March Ke Khet Mein trading karne Lagte Hain 2019 ko jaldi jaldi profit Banane Ke Chakkar Mein loss ho jata hai isliye unko Samajh Kar trading Karni chahiye
                  • #24 Collapse

                    Re: student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?

                    Ji bhai jan ap nay bohat hi acha sawal kia hay Forex trading aik online profitable business hay jo this time poori world main maqbool ho chuka hay aor lakhon log isay join kar kay achi khasi earning kar rahay hain lakin is say achi earning karna aor profit hasil karna itna asan nahi hay jitna log samajh rahay hain is main bohat ziada mehnat ki zarorat hain Forex trading main ziada hardworking isi condition main faida mand hoti hay jab Forex ko full learning aor knowledge hasil karnay kay bad start kia jay students kay liay Forex waqia hi aik acha business hay aor aik part time job bhi hay jo in ko studies main honay alay akhrajat main kafi help bhi day sakti hay lakin is kay liay sab say bara masla time ka hota hay Forex main kafi time darkar hota hay students ko first of all apnay time ko dekhna chahiay aor phir time kay mutabiq hi trading plan karni chahiay trade laganay kay bad take profit and stop loss ka use lazmi karna chahiay
                    • #25 Collapse

                      Re: student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?

                      bhai jan pahli bat tu yah hai k forex trading students k liye boht he best oppertnuity smjhi jati hai q k jub wo trading ki traf aty hain tu wo time ko boht acha mange kar skty hain aik other job karny waly person ko time mange karny main mushkil hoti hai laken students ko time mange karny main asani hoti hai q k students dopeher ko gher ajaty hain jo k rest karny k bad bhi forex ko time de skty hain tu apko chahye k aghr ap students ko forex ki traf lana chahty hain tu ap la skty hain or apko forex intriduction k liye yahi kafi hai k ap un ko btaen k yah aik aysa bsuiness hai jo k apko gher bethy he kam karny ki ijaazat deta hai or ap gher bethy he eraning bna lety hain
                      • #26 Collapse

                        Re: student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?

                        students ko chahea k sb sy phly is k bary infomation ly or phr demo acount ma is ko try kary . phy bar bar is ki pratice kary or . bht ziada mehnt kary. pory confidence sy kam kary. or ziada profit k lia greedy na ho . forex trading k lia achi stratigy bnay. forex trading ko achi trhn sy learn kary or phr kam kary
                        • #27 Collapse

                          Re: student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?

                          Students kay liye forex trading income ka aik acha zariya hai. Jo students apni studies ka kharcha khud kerna chahtay hai or bojh apni family pay nahi daalna chahtay unhain forex ko as a part time job zaroor seekhna or kerna chaiye. jo students forex trading kerna ya seekhna chahtay hain unhain apnay time ko kisi time table pay ker laina chaiye takay din kay kisi aik waqt mai wo jitna extra time trading ko day saktey hain wo dey or baaki time sirf apni study ko he dain. Agar student 24 hours mai aik ya 2 ghantay bhi forex trading kay liye rakhain tab bhi kaafi hai iss tarah unki studies bhi mutaasir nahi hongi or unhain forex trading mai bhi asaani rahey gi .Forex trading aik part time income kay liye bohat acha acha business hai
                          • #28 Collapse

                            Re: student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                            assalamualaikum dear!!!
                            hamary buhat sy
                            [FONT="]​student[/FONT] bhai trading krty hain main ye pochna chahta hun k agr main kisi student ko forex trading ka introduction dun or wo stard kry on ko kya planing cxhahye jissy oski study disturb na hoo???
                            Dear friend forex trading main students bi kam kar sakty han par uny bi proper learning or practice karni ho ge warna loss kar sakty han is ley humy apny new trader means students ko ache tahra learning or practice karwa k start karwana chae ha ta k students bi forex trading sy ache earning kar sakeny or maximum knowledge or experience hasil karny jtna ziada knowledge or experience hasil kar k trading karny gy to utni behtar trading kar sakeny gy students ko chae ha pehly maximum learning pe tawaja dan jab forex trading ko samj jany to phr real account main trading karny warna na karny or seekty raheny
                            • #29 Collapse

                              Re: student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?

                              forex ap jiss bhi student ko sekhain tu ap ko phir 3 bjy ky bad class deni chahey aur sab sy pehly forex ky bary main us ko baisc batain btain aur uss ky bad forex main jitny bhi rules hain wo smajhain aur phir candle stick patrend ky bary main do har canlde ki reading krwao iss say us ko baisc baton ka pata chal saky ga aur uss ky bad sb sy ziada zrori chez uss ko supply aur demand ky bary main btao kyon ky forex main sab sy ziaad zrori iss chez ko samjhna hota hai ky market main ab kis chez ki ziadaa demand hai aur kis chez ki ziada supply hai ager demand ziada hai tu buy karna ho ga aur ager supply ziada hai tu ap ko sell karna ho ga ess lea ap ko forex ky bary main un tmam achy aur weak pont say bhi agah akrna chaheay forex main jitna zaida profit ho sakta hai utna eh loss bhi ho skata hai es lea sab batin clear kar ky phir he usy real main join krwain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: student ko kya plan kar k forex trading karni chahye ?

                                ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya forex ek aisa business hai jo Puri duniya mein lakhon karodon log kar rahe hain aur isase fayda utha rahe hain isko Koi bhi umra ka aur koi bhi insan kar sakta hai agar aap student hai to aapko bhi ismein kamyabi hasil karne ke liye ismein time spend karna hoga isliye jyada se jyada time spend karenge experiences karenge to hi aap kamyab honge agar aapke pass investment nahin hai to aap form per kam karke ek accha bonus hasil kar sakte hain aur uske sath ek acchi aur jyada profit hasil kar sakte hain isiliye ek student bataiye kya ismein jyada se jyada knowledge ko grahan Karen ismein jyada se jyada mehnat Karendemo account per kam Karen ismein jyada se jyada mehnat Kare tu Hi vo ek achcha aur successful trader Ban sakega aur ismein profit hasil kar sakega

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X