forex trading kay liye net speed achi ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading kay liye net speed achi ho
    assalamualaikum dear!!
    friends forex trading main markeet tezi sy moving krti hy is kiye hamain kisi time bhi profit ya loss a sakta hy mery khayal main net speed achi honi chahy ta k ham time py hi odre lagain or bar waqat oder closs kren

    not .. apki raiy darkar hy??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han agar internet speed slow ho ya kesi waja se slow ho jaye to trades open karny me be problem ho sakta hay aur jo trades ham ne open key hoty hey us ko close karny me bahot hi zeyda problem hoti hay, internet speed slow hony ki waja koch be ho hamari koshish ye honi chaye key ham teez internet hi use karen es se forex market me trading karny me asani ho jati hay, aur hamy trades ko close ya trades open karny me koi masla nahi ho ga, agar internet speed slow ho to market price me jo teezi se changing ati hey ham wo be miss kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      My dear friend ager him logo ky net speed sae ha to hi him log forex trading ma saw sy Kam krty ha is leya him logo ko sub sy phly achy waly package krna ho ga jis ki speed kafi achi honi Chaya phir hi him logo ko Zayada fida ho ga
      • #4 Collapse

        Dear ye to zarori ni hai k ap k pass net high speed ho ais mai ye hai k agar ap k pass normal speed wala net bhi hai to ap ais mai kaam kar sakty hai kun k ap ne agar dekha ho to jo mt4 hai ais mai data bahot hi kam use hota hai aor agar ap k pass normal net ki speed bhi aa rahe ho to ap ka trading wala kaam chal jata hai ais mai ye hai k agar ap k pass speed ka masla bhi ho to ais mai ap k tp aor sl lagy hoty hai wo ap k auto par close ho jaty hai aor ais k ilwa ais mai ye hai k ais mai ap pending order laga skaty hai jis se ap ko net wala masla ni aata aor market jaisy hi waha jati hai to ap ka order autha leti hai aor ap ko profit dy jati hai ais liay ais mai ye zarori ni hai k ap high speed net use kary normal par bhi kaam ho jata hai.
        • #5 Collapse

          sallam dosto kia hall hian app sab ka . forex trading k ley app ko achi net ke zarorat nahe hian forex traidng k ley app k pass ek normal net hian tu wo app k ley kafi hain or app ko ek normal net speed si be kaam ho saktha hian . yi zaroree nahe hian k is ley app k pass ek achi net ho
          • #6 Collapse

            dear forex trading members Assalamualaikum bhai jan trading ky leay high speed Internet aor achi device hona zarori hai agr apky pas slow cpu ho ga to apko phr bhi problem ho gi is leay apka pas achi device high speed Internet hona zarori hai
            1. apko requote ka option nhi ata agr apka net fast ho to server response bhi fast hota hai jiski waja sy yrade open close instant ho jati hai.
            2. apko market ki fast move update milti rehti hai agr net slow ho to apky pas software update late ay gi aor mistake ky chances zeyada hoty hain aor apka mt4 hang ho jata hai agr new time py apka net slow ho to.
            3. slow net ho to apka mt4 mt5 login problem ati hai late login hota hai aor ap ko kafi loss ho skta hai is waja sy.
            • #7 Collapse

              Yahan Par working karne ke liye aapke paas Jyada Se Jyada achha wala mobile hona chahiye aapke paas Jyada Se Jyada achha wala internet hona chahiye Jitna data speed ke sath internet Moga of market ko baat karne Main Itna achha Itna maza aayega isliye aapko chahiye ki market ko acche se thik level Tak samajhte J
              • #8 Collapse

                Forex trading kay liye traders ziada tar MT 4 ya phir MT 5 trading terminal ka istaimal karty hain. Maire kahyal say in dono he trading terminal ko bohot ziada internet speed ke zaroort nai hoti hai aur bari aam se speed per b yeh achy chal jatay hain kion ke in ko bohot ziada baray data size ke zaroort nai hoti hai.
                Sirf yeh hai ke internet ke connectivity achi honi chaiye aur net ko bar bar disconnect nai hona chaiye kion ke ager yeh masla ho ga tu traders ko real time mai update b nai mil sakin ge aur trading per iss kay buray asarat ayien gaay.
                Matalb yeh ke internet ke speed jaise b ho chal jiye ge lakin internet ke connectivity ka issue nai hona chaiye .
                • #9 Collapse

                  Forex trading kay liye bohot fast net to nahi, albata continuous aur non stop internet ka hona lazmi ha. Forex trading kay online ya mt4 terminal par charts slow internet par bhi load ho jatay hain lekin agar indicators etc ko apply kiya jaye ga to slow internet ki waja se wo sahi waqt par synchronized nahi hongy aur analysis ghalat ho sakta ha.
                  Dusra, agar order open kiya aur slow internet ki waja se terminal open nahi ho raha ya order market ki situation kay mutabiq close ya modify nahi jo raha to trader ko bohot loss ho sakta ha. Traders ko har dummbadalti hui market situation se bhi bakhabar rehna hota ha, jo slow internet se mumkin nahi, is liye kam az kam 1 Mbps tak ki non stop speed honi lazmi ha.
                  • #10 Collapse

                    g han bhai apki bat shai hai forex trading main hmain foran se market ko ffollow karna hota hai jesa k hum sub jaty hain k market main achanak se changing a jati hai or jub hum apni trade main lait ho jaty hain tu hmary profit main kafi pips gir jaty hain jis ki wajh yah hoti hai k hmari net speed ki wjah se hoti hai or hum trade lgany main der kar dety hain es liye apni trade ko time par lgany k liye net ki spped achi honi chahye ab tu pakistan main signals ki bhi problems hoti hai or sub se best yah hal hota hai k jub bhi apko trade lgani ho tu apko room se bahar naikal ana chahye q k hmary bahar kholi jagah main signal achy milty hain es liye time waste karny se bahtr hai k pahly he ap wahan par a jaen jahan apko signals strong strenght main ho ta k apko loss hony ki koi bhi wjah na ho
                    • #11 Collapse

                      Forex market buzzfeed ke sath movement karti hui main Nazar Aati hai ye kabhi bhi kisi bhi set direction change bhi kar sakti hai Jaise Jaise main capital Jyada Se Jyada invest Hota Jayega Ishq karne ki speed running karne ki conditions are increased ho jayegi hame time to time kiske sath working increase karte rehna chahiye iska analysis Nikalte Hi Rehna chahiye Jab Bhi Hum Par Koi Bhi Nahi Jati Hai Thomas news ki help se market Mein kaafi Jyada capital invest kar sakte hai
                      • #12 Collapse

                        my dear brother forex ky leya net speed ki koi zarort nhi hoti ha kau him log mobile py bi trading kr skty ha laken him logo ko is ka kam ana chaya phir hi him log achi earning kr skty ha or acha kam kr skty ha
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Walikum salam dear aam halat me agr net slow chaly to hamain kafi mushkilat ka samna krna parta ha so forex field me agr net slow ho to ye hamary liye nuqsan ka baes bhi ban sakta ha sometimes net slow hony ki waja se hamara order he ni lagta ya trade agr lagi hui ho or wo loss me ja rahi ho to slow net ki waja se order close krty huvy kafi time lag jata ha jis ki waja se hamara nuqsan or barh jata ha so forex proper work k liye aik stable net connection ka hona bohat zruri ha
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                            assalamualaikum dear!!
                            friends forex trading main markeet tezi sy moving krti hy is kiye hamain kisi time bhi profit ya loss a sakta hy mery khayal main net speed achi honi chahy ta k ham time py hi odre lagain or bar waqat oder closs kren

                            not .. apki raiy darkar hy??
                            Walaikum assalam bhaijaan for executing mein Rakhi Sawant ka Hona Zaroori Hota Hai Kyunki Agar game net ki speed achi nahi honge toh aap acche tarike se market Gaya bronco check nahi kar Payenge Jiski wajah se aapko loss ho sakta hai ya Agar aapka net aap ko dikha raha hai to aap ko withdrawal karne mein bahut jyada dikkat hoti hai aur aapki Nazro Me Hai ke aap apne liye ek acche NET ka intezaam Kare Agar Forex trading kaise karna chahte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                              assalamualaikum dear!!
                              friends forex trading main markeet tezi sy moving krti hy is kiye hamain kisi time bhi profit ya loss a sakta hy mery khayal main net speed achi honi chahy ta k ham time py hi odre lagain or bar waqat oder closs kren

                              not .. apki raiy darkar hy??
                              Walaikum assalam ji Bhaijaan Forex trading Ek bahut achha lekin agar aap isko proper timing par nahi karte toh aap boys ka fayda Nahi Hota Jisko proper timing karne ke liye aapko Ek acche internet Ki Zaroorat Hoti Hai Jaoge aapko market kyu Matka acche tarike se deta hai agar aap ki net ki speed achchi nahi hogi toh aapko market ki Matka acche tarike se pata nahi chalega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X