Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear aap nay acha swall kiya hai ager hum kamyabi chahtey hai to pehly to humin proper way main trading seekhny ki zaroorat hia tab he hum ais main kuch kar sakth hai aor aksar deekha gaya hai ky her new trader ratoo tat ameer banna chahta hai aor jab wo naihien ban pata to wo ais ko choor daita hai to dear ais ky liye humin pehly hard work karana parta hia phir aisi planing karna hooti hia jis sy hum loss ko kam kam level tak ley jayein aor jitna hum slowly aor kam lot size ky saath saath chalien gy utna humin acha experience bhi hasil hoo ga aor achi earning bhi ais ky saath saath hum fearless trade bhi kar sakien gy start main humien bilkul barra risk nahin leena chahyee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex business me kamyabi ka raaz traders ki es business ko learn karny me hardworking ko samjta hon, hardworking ko key of success be kaha ja sakta hay, hamari ye hardworking jo key ham es business me expert banny key ley karty hey future me hamary ley helpful ho sakta hay, traders ki mehnat kabi be zaya nahi jati, success 1 ya 2 din me nahi mil sakti es key ley traders ko din rat 1 karna ho ga apni es mehnat key base par wo successful be ho sakty hey aur expert traders be ban sakty hey, es business me kamyabi ka raaz mehnat key ellawa aur koch be nahi hay.
      • #18 Collapse

        Forex main kamyaabi ka raaz bhae usi main hai k us main aik to koi short cut nahe hia mujhey to apni trading life jo 2 sy 4 month ho gai hai us main koi nahe mila hai our na he lagta hai k koi us main hai to pher pechy kamyaabi ka raaz isi baat main rhe jata hia k us main hum mehnat krean our hard work ker k forex ko siekhain gay to pher he us say hum acha profit earn ker paen gay koen k knowledge main power hoti hai our pher us ki base pay jo experience milta hia wo ap ko our zeada kamyaab kerta hai
        • #19 Collapse

          Forex aik sada say business hai us main dost kamyaabi ka raaz isi main hai k us main app hard work karein koink hard worker he us main kamyaab hoty hian our ager app kahean k app 1000 ya 2000 usd k account open ker k us main trading shuro ker dain gay our us main app ko daily acha profit ana shuro ho jeay ga koin k ye to simple kisi bhe currency ko buy ya sell kerna hai to pher us main app khuch bhe acha earn nahe ker pain gay aik din apna account wash ker dain gay to dosto forex main learning k bad earning karen gay to pher ye app k leay boht he acha business hai
          • #20 Collapse

            dear forex mein kamyab earning k liye bohat c cheezon ka khayal rakhna zarori ha jesy k market k bary mein apka acha knowledge k market kya ha kiyon ha or is mein kis wja sy or kesy work kar sakty hein or us k bad market k bary mein read karfna bohat he zarori ha jesy k market mein work karny k liye tools or achy broker jesy k insta forex world best broker ha or us k bad demo account mein achi tarha sy practice or forex learning k liye forum ki help bhe zarori ha jesy k hum is pakistan forex forum sy hasil kar raheen hein or is sab k bad jab acha experience or knowledge hasil ho jaye ga us k bad ap k pass acha balance bacup hona bohat he zarori ha kiyon k kam balance ho to ap market mein achi trading nahi kar sakty is liye acha work apki life change kar sakta ha or forex best work ha
            • #21 Collapse

              joo ab tak mein ne forex mein abhi taak kaam kia hai to mera yeh he mind kehta hai k yeh sb ak mund gaame hai jis mein apko luck bhee chhayai aur is k sath patience is key to success hai jo bhhe traders kamyab howaai haain is field mein unsse agr pcha jaisa to unka aur mera bhe yeh he jawab hoga k patience he kaam bn skta haai
              • #22 Collapse

                Forex my kamyabi ka raz bs yahi hy k is my ham hard work kry mhnat kry our apny ao ko sahi rakhy is kam my hamy chiya k is my bhot zeada mhnat k sath har taime rahy khod ka experience zeada krty rahy taky ham ko is my bhot zeada faida bhi our our ham loss wali trade nai balky prodir wali trade lagye
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?

                  har kam men kamyab honey kay kuch na kuch tarekay hotey hen har kaygr sahi tor per jo us key karney ka tareka ha agr us taraha kia jaye to woh krne waly ko sahi nafa milta ha aur loss say bach jata ha agr us kam ko agr us kam ko sahi tareky sy na kia jaye to to woh kam krny waly ko nafy ki bjaye nuksan ka samna krna parta hato forex bhi baqi karobar ki tarha yeh bhi aik business hato is sey nafs ksmsny ky kuch usool henjis taraha k forex market men un dinon men trade krna jin dinon men forex market move kr rahi nafey ki taraf aur forex market men check and balence per sakhti km ho aor forex market men kam krny wala baqaidgi ka mozahra kry aor trade men jald bazi na karey men in usolon ko madd e nazar rakh kr kam krny wala sahi nafa kma sakta ha to pata chala forex market men wohi kamyab ho ga jo is market forex market ky tamam tar usoolon ko madde nazar rakh kr kam kary ga
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?

                    Ji han Forex men kamyabi ka raaz Forex men mukamal knoledge hay Forex ka mutaliq yeh sab kuch janna k Forex men kon kon say risk han aor kahan kahan say trading men mistakes ho sakti han aor kesay kesay in mistakes ko door kar kay successful trading ki ja sakti hay agar yeh sab knowledge na ho ga to forex men kamyabi to door ki bat forex business start kana hi mushkil ho jata hay. Dosra yeh keh jo sakhsh Forex trading Forex market ko mukamil tor par janch kay karay ga woh kabhi nakam nahen ho ga kamyabi kay liay market kay up down ka knoledge hona boht zarori hay warna ghalt trade lag jati hay aor bohat bar loss ho jata hay aor nakami trader ka muqadar ban jati hay lehaza har soort men forex business ki kamyabi is business kay knowledge men hi hay.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?

                      Waqiyaee har kamyab business kay peechy ek raaz chupa hota hy to yaqeenan forex trading main kamyabi hasil karny ka koe khas raaz to zarur ho ga. Forex trading main kamyabi ka simple sa raaz hy aur wo hay "Hardworking with devotion and consistency" Yani lagan aur sabit qadmi kay sath mehnat. Jo trader bhi is asool par amal paira ho jay ga wo zarur kamyab ho jay ga. Sabar, tahammul aur burdbari bhi forex main kamyab hony ke kunji hay. Qanat pasandi aur lalach say pak hona bhi forex trading main lazawal kamyabi hasil karny ke thos daleel hay. Magar in sab say barh kar aisa tool hy jo in sab ke base hay aur wo hay forex kay bary main start karnay say pehly knowledge hasil krna.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?

                        Dear member ap ka swal sahi hy aur ap ki bat bhi sahi hy k har kamiyab trader ki kamiyabi k pichy koi raz hota hy but time spend karna aik bohut bada raz hy forex trading mein hum sub member jo Pakistan forex forum per kam kar rahy hein ye hum apna time spend kar rahy hein to esy sikhty sikhty hum kamiyab ho jaien gy zaror
                        😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?

                          Dear ap ny bot acha question kea hy forex m kamyabi ki bot c wjohat han forex m kamyabi ka koi aik raz ni is m bot c baton ka Khayal rakha jata hy knowledge b trading ka aik ahm pahlo hy knowledge na ho to hmari trading kbi agy ni bahrh skti or na hi hamy profit dyti hy is k alawa experience hy study learning hr Chez forex k liay bot zrori hy experience forex trading ka sb sy ahm pahlo hy jb tk kisi Kam k liay hmary pas experience ni ho ga ham us Kam ko Ni kr skty na hi smj skty han to successfull rahany k liay in sb chezon ko sath ly kr chlna zrori hota hy
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?

                            Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy jasa k hr kam ki kamyabi k pechy koi na koi raz hota hy isi tra forex trading m b kamyabi k pechy koi raz hy forex ki kamyabi k pechy koi aik ni balky bot c wjohat han jasa k anylyses ko study kr k trading krna market ki learning krna forex k mutaliq sara knowledge hasil krna ye sb chezan success m bot ahm kirdar ada krti han experience sb sy ahm wja hy jo k hr kam k liay zrori hota hy experience hasil krny k liay ham demo account bna kr us m practice krty han experience aik asi chez hy jo zaya ni hota life time hmary sath chlta hy to friends in sb chezon ko sath ly kr chlan ta k ap successful hon
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?

                              forex trading main kamyb hony k liye sub se pahly apka knowledge acha hona zarori hai jo k forex se related ho q k jitna apk pass knowledge hoga otna he ap forex main trading tolls ko bhi achi trah sue kar skty hain leraning hmain har point kos mjhny main help karti hai forex trading aik asya buisness hai jis main jitna cha knowledge hoga otnhi he achi apki trading hogi tu haimain chahye k jub hum apni trading ko achi trha se gain karen so k bad apni trading karen tu huma cha profot eran akrs kty hain or hmaisha apni trading main risk k level ko kam set karen small lot k sath trading karen es maina pko aghr profot kam hota hai tu loss bhi kam hota hai jo k aik best hal hota hai apki trading main apk account ko secure karny k liye tu apki kambhi ka raz yahi hai k ap apni trading main risk ko jitna ho sky otna he kam karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex main kamyaabi ka raaz kya hay?

                                Agar ap forex me kamyaab hona chahty hai to ap ko chahiye k ap mehnat kary or ap market ko time dy market ko time deny sy ye hoga k ap ko pata lagy ga k ek din me market ki movement kesy hoti hai.
                                Ap ko ye b pata lag jata hai k Pakistan time k lehhaz sy market ki movement kab fast hoti hai ya kab slow hoti hai is tarha ap ko market me asani ho jati hai or ap ko time mil jata hai k kab trading karni hai.
                                Or sath me ap ko andaza ho jaye ga k market ka trend kesy maloom karna hai or phir trade open karny k liye point kesy dhoondna hai time deny sy ap ko market k analysis ka pata lag jana hai or acha profit hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X