loss ko recover karnay ka aicha idea kya hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko recover karnay ka aicha idea kya hai ?
    assalamualaikum dear friends!!
    sab log yaha echi erning krna chahty hain koi bhi nai chahta k hamy loss ho agr khuda na kry kloss hota hy to
    koi esa idia den jis sy loss ko recover kiya ja saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear me samjta hon key loss agar ham ne recover karna ho to es key ley hamy apni trading planing aur strategies me changing karna ho gi, agar hamari strategies aur planing same hi ho gi to ham kabi be apny loss ko recover nahi kar saken gey, loss ko recover karty time hamy profit earn karny ka bilkul be nahi sochna chaye jo loss howa ho usi ka sochna chaye, aur kam se kam profit opportunity ko be miss nahi karna chaye, loss ko recover karny ley hedge trading key sath scalping trading be zeda karna ho gi aur pending orders ko use me lana be zarori hay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
      assalamualaikum dear friends!!
      sab log yaha echi erning krna chahty hain koi bhi nai chahta k hamy loss ho agr khuda na kry kloss hota hy to
      koi esa idia den jis sy loss ko recover kiya ja saky
      Mery bahi loss ka ho jaana forex main aik normal cheez hai kunkay aapki routine bani hoti hai kay aap daily trading karty hain aur daily ke basis par aap loss bhe karty hain aur profit bhe kamaty hain. Aap ko aise trading strategy parr kaam karna hota hai jisma aapko loss thora ho aur profit zaiyda ho. Lekin phir bhee market kabhi bhe kuch bhe move lay sakti hai jiske wajha say aapko loss ho jaata hai to uss say bachny kay liey aapko pehly say he aise options ko dekhna chahey kay agar loss ho jaata hai to usko recover kesy karna hai. Loss ko recover karney kay ly ye baat zehan ma rakhni chahey kay kabi bari lot ka use na krin. Wo aapko mazeed loss he day sakta hai aur mazeed apkay liey preahani ka baais ban sakta hai.
      • #4 Collapse

        sallam dosto kia hall hain app ka . agar app chahty hain k forex trade main app logo ko lose nahe ho tu is k lay app ko chaye k pehly forex trading k demo par koye achi streatgy bana app ko demo par apply k k achi tara chack kar agar app ko os streategy si profit hotha hain to app ko reall par trade kari or app logo ko lose be nahe hoga
        • #5 Collapse

          Dear agar hum ne ais market mai loss kia hai to aus ko recover karny k liay hum ko plan bana k kaam karna chaye k hum ne ais mai kitna loss kia hai aor aus ko recover karny mai kitna time lagy ga aor aus k baad hum ne aus k hisab se kaam karna hai agar hum ais mai aisy hi kaam karty hai to mazeed loss karty hai ya hum loss recover karny k liay zayda lot lagaty hai to aus mai ye hai k humra agar loss hota hai to kafi zayda ho jata hia ais liay hum ko chaye k hum agar ais mai loss recover karna chaty hai to aus k liay aik plan banye aor aus k hisab se hi kaam kary tab hi hum ko aismai fadia hota hai ais se ye hai k hum ne agar ais mai kaam karna hai to aus k liay soch samjh k qadam authana parta hai tab ja k kamyabi milti hai.
          • #6 Collapse

            ap khud ko calm rakhein aor apko chahiye positive kar kar ap apney mind main yeh soch lein kay ap ney loss ko recover karna hai aor a loss ko recover karne main kamyab ho jayen gein.
            • #7 Collapse

              ​ hedging strategy best hey loss recovery ke liye
              Assalamu Alaikum dear Forex trading fellows Forex trading main loss recovery ke liye multiple strategies Hain lekin sabse best strategy hedging strategy hai isme aapko market main in rehna hota hai Forex trading Jab market of ki favour mein hoto profit wali trade close kar do aur loss wali trade ko chalte rehne do jub woh be profit mai aa jaye to usko close kar do Is tarah se of loss recover kar sakte ho Kyunki market zigzag move karti hai market ko analyse karne ke liye technical or fundamental data important hai market main sentiment ko importance deni chahiye
              • #8 Collapse

                Sabse Pehle Aap Yeh try Kare Ke aap yaha par nuksaan Na Kare Apne account mein equity acche se Rakhe usko strong Banaye Iske bawajood agar aap Yahan Par nuksaan kar lete hain to aapko chahiye kya aap sabse Pehle score recover Kare Jaise Jaise aap isko recover Karenge aapka account of the original position ki taraf Aana start ho jayega aur aapka account manage ho jayega
                • #9 Collapse

                  Forex me trading me hm hamesha yahi koshish kr rahy hoty hain k hmara loss km ho so achi trading k liye trader k pas acha experience hona chahye dear agr loss ko recover krna ha to mery khiyal me trader ki achi trading k sath sath is k trading li risk reward ratio bhi achi honi chahye jo 1:10 tak ho Sakti ha mean k 1 percent risk pe hamain us ka reward 10 percent mily or Normally trading me hmari ratio 1:2 must honi chahye tabhi hm trading me kamyabi ly sakty hain or apny loss ko recover krny k sath sath apni trading k loss profit pr acho grip ly sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Assalamu alaikum bhai forex market Mein loss ko recover karna bahut Aasan kaam haiske liye Hum logo ko kam se kam Nahin Aata karna Hoti Hai jitni Jyada Hum Log Mohabbat Karte Hai Itna hai jaldi Hum Log Apne love story cover kar sakte hain isliye Agar aapko loss ho gaya hai to aap Jyada Se Jyada mat karo jaldi aap Carlos recover ho
                    • #11 Collapse

                      Aapka Paisa Hamara Sathiya Ke Log Yahan Par nuksaan toh kar lete hain lekin nuksaan ko recover kaise kare. Co recover karne ka sabse accha best method hai kya market Mein analysis nikale market prediction Ka Pata Lagaye market prediction Ka Pata Lag Jata Hai To Hum iski direction Oscar predictions ke sabse market me invest kar sakte hain Hamare Paas investment Hogi Hamare yaha par karne ke chances increase ho jayenge Hume market Mein kaam karna bahut pasand ho jayega
                      • #12 Collapse

                        my dear friends ager ap ko loss howa ha to phir ap hemat na haro bilky dobra sy mhnat kro kau ky jjtni zayada ap mhnat kro gye ap ko itna hi zayada profit ho ha or ap ka loss recover ho jae ga or ap ko bhot kam kam bi krna pry ga
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          dear loss to ek part ha business ka agar to ap is mein acha work chahty hein or loss ko recover krna chahty hein to ap forex mein har time acha experience k liye forex mein focus kareen por loss hony k bad meie bhe is mein mehnat ko jari rakheen then ap is mein bohat he acha profit earn kr sakty hein or apny kiye gye loss ko bhe recover kr sakty hein or is liye hard work k sath ap is mein loss ko recover k sath apna profit bhe bohat he acha earn kr skaty hein is liye hard work to get recover loss in forex trading
                          • #14 Collapse

                            dear forex member her trader jab market main time guzarata jao to wo market ky supp0rt and resistance points ko samjhny lag jata hia aor jessa ky aap ny kaha ky her trader chahta hai ky wo market main loss kam sy kaam kary to mary khayl main start main lot size minimum rakhien taky aap ki trade main kam sy kam involve hoo aor aap ko achy trading result kay liye ye karna chahyee ky ager aap ny koi trade entry lie hai aor ager market aap ky analysis ky khilaaf chali jatai hai to us ko close kar ky doosri trade open kar lain trend ko follow karty hooey aor ais ky liye aap ko h1 and h4 ky chart ko follow karna chahyee account wash karny sy acha hai thoory loss main trade ko close kar ky agy chalna behtar hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading business mein profit aur loss hy aur forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han agr profit ho tu loss bhi ho sakta hy aur profit achi learning knewledge se hota hy aur agr loss ho tu kise mistake se hota hy aur forex trading business mein hum loss ko recover kar saktay han aur loss ko cover karne k liye hum trading ki planning achi karni cahaiye aur apni strategy ko dekhna cahaiye agr planning aur strategy achi ho gi tu hum apne loss ko recover kar saktay han planning mein ye dekhna cahaiye k hum ko lot size ko ziada use nhi karna cahaiye aur mony management ka kahyal rakh kar trading karain agr loss ko cover karne k liye ziada lot size use karain gay tu account bhi wash ho sakta hy is liye planning se money management kar k market ko dekh kar trading karain gay tu loss ko recover kar saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X