Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?
    assalamualaikum dear hamesha sahi knowledge ke sath mein kaam karna jaruri hota hai taky trading ke is business mein usko achi income hoti rahe
    knowledge jitna acha hoga wo utna jayda yaha par kama sakta hai bhai
    ma na to abhi abhi is ko use karna shuru kiya is liye ma na is kam main kuch khaas profit ni kamaya is liye kush khaas loss bhi ni ha ab dekhtay hain k agay agay kiya hota ha k ma is kam ma profit lrta hun hun yaa phr loss hota hy umeed to ya ha k is ma main kabhi bhi nakam ni hon ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear loss trading ka hissa hai aur kabhe aapko loss hoga aur kabhe profit hoga to aap agar ye calculate karna shuru ho jaain gy kay mujhy kitna loss hua to aap kay liey trading karna mushkil ho jaay ga. Trading main sab cheezin advance main plan ke jaati hain. Agar aapko loss hona hai to wo bhee pehly say plan kia jaata hai ka kitna loss hoga aaur kitna loss apka account bardashht kar sakta hai. Jab har aik cheez ki advance ma planning kar li jaay ge to koi bhee aise cheez nahi hoge jiska aapko pata naho kay wo aapko maloom nahi the aur us hawaly say mind pehly he saari cheezin accept karney kay liey tayaar hota hai. Trading main guzry huy din ko daikh kar ney din ma trading karna nuqsaan deh sabit hota hai. To meri aap say request hai kay sirf aur sirf apni trading par dhiyaan dain.
    • #3 Collapse

      Dear agar ham apni overall trading ko analysis karen to loss be bahot howa hota hay aur profit be ham ne bahot zeyda earn kia hota hay, Terminal ki history me ja kar ham apni overall trading account ka jaiza le sakty hey jo loss howa ho us ko ham profit earn kar key us ki recovery kar sakty hey magar ye loss esy time me howa hota hay jab ham learning stage me hoty hey, business ko start karty hi hamy trading ka koi khas expernice na hony ki waja se ham musalsal 4 years tak loss zeyda kar sakty hey magar hamy apny esi loss se apni bahot si mistakes ka knowledge be ho jata hay.
      • #4 Collapse

        my dear sir me to is forex trading me new ho or apka sawl bohat hi acha ha to me ne forex trading me ab loss kiya hai meger itna loss ziyzda ni kia ha mery andzy k mutabik 500,800$ doller loss kiya ho ga or me ne inta profit ni kiya ha jetna loss hoa ha utna profit kyu ni hot ye ab tak mujy samjh ni ai forex trading ki profit kyu km hota ha or loss ziyada hota ha loss sab ko hota ha ya pher hume loss hota ha
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          Dear loss tu har koi karta hai 100 profit koi nahi karta hai jo b trading karta hai abi tak woo lazmi hi loss karta hai loss and profit hisahh hai yehh bat sachh hai k monthly profit my change ata hai jesy ap achi trading start karnay lagay tu
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
            assalamualaikum dear hamesha sahi knowledge ke sath mein kaam karna jaruri hota hai taky trading ke is business mein usko achi income hoti rahe
            knowledge jitna acha hoga wo utna jayda yaha par kama sakta hai bhai
            ma na to abhi abhi is ko use karna shuru kiya is liye ma na is kam main kuch khaas profit ni kamaya is liye kush khaas loss bhi ni ha ab dekhtay hain k agay agay kiya hota ha k ma is kam ma profit lrta hun hun yaa phr loss hota hy umeed to ya ha k is ma main kabhi bhi nakam ni hon ga
            Walaikum Salam Bhai Main Forex trading mein ab tak taqreeban 3000 dollars loss kar chuka hoon main nahi Jitna Bhi bonus Banaya Hai both gribbin 1 month mein hai main loss ho jata hai lekin main try kar raha hoon ke Aise bar achi trading karo aur apne account Ko washna Hone do
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              g han bhai ap ny achi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex tading main jub hum trading karty hain tu es main hmara expiernce hona zarori hai or jitna acha hmara aknowledge hai forex ka otni he achi trading karny ki umeed hoti hai es liye hmai apni trading main achy profit k liye forex ki leraning par focus rakhna chahye q k jub hum learning karty hain tu hum tab he earning karty hain es liye hmain chahye k forex main best result k liye apni trading skils ko mazboot bnaen ta k hmain apni trading main acha profit gain karen or forex trading main llach ko kbhi bhi shamil na kren q k lalch main apk pass jo hota hai wo bhi ap k pass anhi rahat hai pher apki leraning bhi apka sath nahi deti hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                assalamualaikum dear hamesha sahi knowledge ke sath mein kaam karna jaruri hota hai taky trading ke is business mein usko achi income hoti rahe
                knowledge jitna acha hoga wo utna jayda yaha par kama sakta hai bhai
                ma na to abhi abhi is ko use karna shuru kiya is liye ma na is kam main kuch khaas profit ni kamaya is liye kush khaas loss bhi ni ha ab dekhtay hain k agay agay kiya hota ha k ma is kam ma profit lrta hun hun yaa phr loss hota hy umeed to ya ha k is ma main kabhi bhi nakam ni hon ga
                Assalamu Alaikum bhaijaan yeh mera dusra bandh hai Jisne mujhe phone Hassan Hua Hai aur Main Takri $100 that knows kar chuka hoon aur Main 2530 dollares be the profit Hasil Kiya Hai
                • #9 Collapse

                  sallam dosto kia hall hian app ka . dosto jhab hum shoro main forex trading main aye tu hum ko forex trade k bary main nahe pata tha jiss ke waja si hum ni kafi lose kia pir hum insta forex par trade shoro kia demo par kaam kia or experince haisl kia or ajj hamara sara lose be cover hia or profit be acha ho raha hain
                  • #10 Collapse

                    Dear jab mainy ais market mai kaam start kia tha to aus time mujhy ais market k bary mai atna zayda pata ni tha aor aus time mainy ais mai koi plan ni banaya tha aor ais mai kaam start kar dia tha mgar jab mainy trading start ki to aus mai loss hony lag gia to aus time mainy koi backup ni rakha hoa tha aor aus time jab mainy dekha k ais mai kafi zayda loss ho raha hai aor abi ais mai account wash ho jaye ga agar aus time mery pass back up hota to ho sakta tha k mera account bach jata aor aus k sath phir mai agay kaam kar leta magar aus time atna zayda ni pta tha tab mainy 2000$ ka loss kar dia tha ais market mai aus k baad ais mai thori si investment ki thi magar wo bhi loss kar dia tha ais mai mainy.
                    • #11 Collapse

                      Assalamu Alaikum dear Forex trading members Forex trading main main ny ab tak bonus account se 2000 + loss kar chuka hoon ga Forex trading main shuru shuru mein trading experience nahi hota nahi humne confidence hota hai immaturity Se se hum trading mein zyada loss kar dete hain Forex trading main hume knowledge or experience hame knowledge or experience work karna chahiye trading main management planning both important hai Forex trading ki aik khoobi yeh hai ke aise main aapko analysis pe grip ho to aap yahan se bahut kuch earn kar sakte ho dear members main nahi yahan pe 2000 + profit earning abhi ki hai
                      • #12 Collapse

                        Forex ka business Itna achha business nahi hai yaha par bahut log Aate Hain Log Yahan Par apni investment ko kharab kar lete hain in Koi Yahan Par bahut jyada nuksan Hota Hai Agar Woh Yahan Par Aaram ke sath sakoon ke sath working Karte Hain To Inko achha kaam karne ka running karne ka achha moka milega
                        • #13 Collapse

                          Yahan Par Hum for export business 12 karte huye bahut jyada loss kar Chuke Hai Jitna Diya Dandiya pe investment karte hain usse Kahi Jada me up nuksaan bhi kar dete Hain Humein kam karne ke liye sabse Jyada capital generate karna hota hai market Mein apne liye working wala capital Lekar Aana Hota Hai jisse Hamara working conditions increase ho jata hai time to time main market ki Samay Lag Jati Hai Ki market me kya chal rahi hai hame Abhiyan par kaise kam karne ka business Kaise develop karna hai
                          • #14 Collapse

                            my dare brother many ab tak taqreeban 500 dollars loss kar chuka hoon main nahi Jitna Bhi bonus Banaya Hai both gribbin 1 month mein hai main loss ho jata hai lekin main try kar raha hoon ke Aise bar achi trading karo aur apne account Ko washna Hone do or is dafa acha profit bna lo
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main loss se bachny k liye apka knwedge acha hona zarori hai aforex ka jitni achi apki leraning hogi otna e apko loss kam se kam hoga es liye hmaish apani tading main leraning ko increase kar k trading karen or apni trading ko achi trah se analys kar k karen ta k jub ap trading karen tu apko loss hony k chances bhi kam se kam hungy es liye loss se bachny k liye hmain kuj baton ka khyal rakhna boht zarori hai jis main yah hai k hum:
                              1: apni trading k liye analysis achi trah use karen
                              2: trading main stop loss ka use karen
                              3: capital k hisab se lot lgaen
                              4:ap jo bhi order lgaty hain pending ya instant apko os mai take profit or stop loss ka use zaror karen es se apko loss hony k chanvces kafi ad tak kam ho jaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X