Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai aap ny bilkul theek kaha hay ky jitna acha knowledge hoo ga utna acha result hoo ga aor main samjhata hoon ky sirf knowldege ki base py aap profit nahin lay sakty mary khayl main aap ky pass experiece ka bhi hoo na zaroori hai aor ager experience knowledge based hoo to ziyada faida daita hai aor main apny takreeban 1000usd loss kar chauka hoon likin us sy main boht sara knowledge bhi gain kar chauka hoon aor ais dar sy real account main trade na kana ky loss hoo jaye ga to aap kabbi bhi achy trader nahien ban sakty aor humin chahyee ky risk laien witout risk na to hum profit lay sakty hai aor na he experience lay sakty hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalamu alaikum bhai main Forex trading Abhi Abhi new movies liye main bahut kam dollar Love ki hai abhi main Sikh Raha Hoon Lekin Inshallah achha aur profit aur Forex trading kamyabi Hasil Karunga Forex trading bahut Aasan hai agar Hamare Paas knowledge hai toh hum log isme achha bana sakte hain aur earning kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai main aapko batata chalon k mainain jitna loss kiya hai forex main is ka andaz laganan bht mushkil hai q k mujhay kaafi arsa ho gaya hai forex PR kaam kartay hoye aur banda jitna ziada timespend krta hai uska loss bhi ussi hissab say hota hai lakin itna loss karnain k baad ab jubmain trading karta hun to mujhay koi pareshani ni hotii q k main nain apni ghaltion say but kuch seekha hai lehaza aap ko batta chalon k ghaltion say demotivate ni hona yeah aap kibest teacher hain in say seekhnain ki koshish karain jitna aap in say seelhogay utna hi aapko faida hoga ...
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
          assalamualaikum dear hamesha sahi knowledge ke sath mein kaam karna jaruri hota hai taky trading ke is business mein usko achi income hoti rahe
          knowledge jitna acha hoga wo utna jayda yaha par kama sakta hai bhai
          ma na to abhi abhi is ko use karna shuru kiya is liye ma na is kam main kuch khaas profit ni kamaya is liye kush khaas loss bhi ni ha ab dekhtay hain k agay agay kiya hota ha k ma is kam ma profit lrta hun hun yaa phr loss hota hy umeed to ya ha k is ma main kabhi bhi nakam ni hon ga
          Main Forex trading main thread Karke ab tak 2000 Dollars Douglas kar chuka hoon Aur Yeh Sab Meri mistake ki wajah se hi hi hi Do Teen Baar Tu Meri trade syrup grid karne ki wajah se he loves me Chali Gayi Thi Aur mujhe bahut jyada loss hua tha lekin ab main trading co learn kar raha hoon aur mera lost bhi kaam Hota ja raha hai aur Main Ab currency is made trading karta hoon Kyunki currency is made trading kar kar Hame profit bhi thik ho jata hai aur lost bhi kaam Hota Hai
          • #20 Collapse

            Re: Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?

            dear mein nay jab say forex ko join kiya ha is mein mein nay bohat he acha profit earn kiya ha or is mein loss bohat he kam kiya ha kiyon kay mein nay forum ki help say kafi acha experience or knowledge hasil kiya ja is liye forex mein acha experience or knowledge he hameen kamyab bna sakta ha is liye forex mein demo practice or acha hard work he hamen kamyab bna sakta ha is liye hard work or acha experience say is mein loss ko bohat he door kiya ja sakta ha is liye mein nay abhi tak forex mein sirf 50$ tak ka loss kiya ha lekin is say earning bohat he zyada ki ha is liye loss say behtar loss earn karny kay liye apko zarori ha is liye practice bohat he zarori ha then acha profit earn kar sakty hein
            • #21 Collapse

              Re: Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?

              mery dost forex main profit our loss ka koi issue nahe hai koin k forex main loss jesy other part of business hota hai same use tarha us main bhe profit our loss hota hai humean forex main bus us cheez say bachna ho ga k us main loss itna ho k hum us ko cover ker sagain wesay to humera aik month ka account ager wash hota hai to pher us ko hum cover nahe kerna parta hai lekin iak month main 300 plus bonus lety hian our us main 200 pay account aa jata hai to pher app ko us ki recovery kerna parti hai mera loss forex main 4000$ plus hai but ye mujhey monthly base pay recover kerna hota hai lekin ye mera over all loss hai mery account ka hai lekin ye mera recover nahe kerna hai humean forex main bus apnay greed ko control kerna ho ga pher he hum us main kamyaab trader ban pain gay our us main humean acha profit milay ga ager app greed ko control nahe ker pain gay to her month meri tarha account wash kerty rahean gay
              • #22 Collapse

                Re: Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?

                jub sy main ny forex ko juin kia hy tub sy ly kar aj tuk main ny forex markit main trading karty howe kuch bhi los ni kia or mairi koshesh hy keh any waly waqt main bhi forex ky qwanin py amal kar ky apny ap ko loss sy bacha sakon insan ko loss ka samna us waqt karna parhta hy jub insan kesi bhi kam main juld bazi sy kam lita hy to main ny forex markit main kam karty waqt abi tuk na to juld bazi sy kam lia hy or na hi abhi tuk forex ky kesi bhi qanon ki khelaf warzi ki hy to main umid karta hon keh jo member bhi forex ky tmam qwanin ko samny rukh kar kam kary ga to woh apny ap ko nuqsan sy bacha pae ga or apny ap ko aik kam yab bussnus main kamyab pae ga or usy aik acha or baezat rozgar muhayya ho jo sakon ky sath apny or apny bachon ky akhrajat chala saky ga
                • #23 Collapse

                  Re: Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?

                  Forex trading main ager loss ki bat ki jaye to ab tak har trader jis jis level per hay wo tamam losses say guzaray hain. que kay shoro main tamam trader forex trading main kuch na kuch loss kertay rehtay hain. aur saht sath profit bhi hasil kertay hain. ager trader profit aur loss ki ration nikalay to us main kam hi faraq hota hay. que kay ager loss hota hay to kuch na kuch profit bhi ho jata hay jis say loss ki ratio kam ho jati hay. isi trah say kuch trader aisay hotay hian jo kay total loss hi hasil kertay hain yeah wo trader hotay hain jo forex kay baray main kuch bhi nahi jantay. aur trading shoro ker detay hain. ager main apnay profit aur loss ki bat karu to ab tak main profit aur loss barabar hi chal raha hay. kabi rofit ho jata hay to kabi loss.
                  • #24 Collapse

                    Re: Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?

                    Ji ap nay bilkul thek sawal kia hy k ap ab tak kitna $ loss kar chukay han? Main Pak Forex forum par as a new member kam kar raha hoon main abhi tak trading kay baray poori taran nahen janta abhi main learning process main hoon is liay main nay abhi proper trading start nahen ki is waja say abhi loss to dor ki bat profit tak hasil nahen ho sakta albata forum say trading learn kar kay trade start karon ga main nay senior member hazrat say suna hay k agar Forex trading ka poori taran knowledge hasil na kia jay aor Forex poori taran na learn ki jay to woh hamesha loss deti hay kun k knowledge kay bagher trader kaliay market ko judge karna aor is ki movement ko judge karna bohat mushkil hota hay lehaza main jab bhi trading start karon ga to pehlay is ka full knowledge hasil kar kay aor Forex full sekh kar start karon ga ta k loss say bach sakoon.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Aap ab tak kitna $ loss kr chuky ho?

                      Forex trading World ka sabse bada business ka aur Forex trading main daily 60 dollars ki trading ke Jati Hai Yahi vajah Hai Ke Baras trading day by day sabse bada business Banta ja raha hai aur Iske popularity Mein izafa Hota ja raha hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X