Day traders aik din main kitne trades karty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai magar main aapko batata chalon k aap apnain hissab say trade kartay ho baaqi apnain hissab say lakin had aik ki trading kar nain stretgy mukhtaluf hoti hai aap trade ko target rakh saktay ho main aap nain profit ko target rakh Sakta hun ho Sakta hai aap k mind main ho k aap nain daily itnain trade laganain hain lakin main nain apnain mind main profit ka target rakhta hun kitni marzi trade open karon mainain USS target ko caheive karnan hota hai aur jub woh target achieve hota hai main apni saari trade close kar deta hun...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      my dear friends him logo ko US session ma trading krni chaya jis ka him logo ko bhot fida hota ha is leya him logo ko is ma mhnat krni chaya kay ky is session ma market ki movement bhot taz hoti ha
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Day trader ayk din my bhot zeada trade krty gybbhot zeada trading krty bhot trade open krty hy kio k un ki short trading hoti y un ko is my hhot zeada faida bhi hasil ho jata hy who thory thory pios hasil krtyhy our bhot expert ho jaty h our din my kafi profit bna lyty hy who jitni entry mily ly lyty y din my kafi trades open krty y
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #19 Collapse

          Re: Day traders aik din main kitne trades karty hain?

          Forex trading mai day trading iss strategy ko kaha Jata hai kay short term trading ker kay profit kay saath he trades close ker lo jain. Short term trading mai day traders kay liye scalping aik aisa tareeka kaar hai jo jaldi aur ziada profit day Jata hai laikin uss kay liye traders ko apni trade open kernay kay baad usay watch kerna bohat zaruri hota hai. Day trading ya aisi trading jiss mai traders aik din mai ya kuch he ghantoo mai apni trades open kerna chahtay hain uss kay liye market mai achi movement ko her waqt monitor kerna bohat zaruri hota hai. European market session aur USA market session ko acha time samjha Jata hai. Day traders Agar din mai sirf 4 say 5 trades bhi complete ker lain jinn mai 1 say 2 ya 3 dollar profit bhi aik trade mai ho jaey tou Kamm say Kamm 5 dollar aur ziada say ziada 15 dollar tak kama saktay hain. Aur yeh aik bohat acha profit hai jiss kay liye bohat ziada account balance bhi required nahi hota hai
          • #20 Collapse

            Re: Day traders aik din main kitne trades karty hain?

            Assalamu Alaikum dear friends Delhi trading Mein day traders ki apni alag alag Police SI Hoti Hai Kuchh aur kuchh Kuchh log sirf do trade bhi Lagate Hain aur sirf ek trade bhi pura din Jari Rah sakti hai day trading Mein shreshth show time frame state ji Rishta maal hoti hain jyadatar market Ki Hai movement ko analyse Karke kam Waqt Mein kam profit ke sath trade ko close Kiya Jata Hai Har Koi apni family mein Azad hota hai trade mein Kitna Waqt send Karen iska Koi pics hundred percent time rule to nahin hai sirf ek baat clear hai date rate ka matlab Tumhen Din Ki trade Ka Faisla Usi 1 Din Mein Ho Jata Hai trade Ek Se Jyada Din Jari Nahin rahti hai dusre Din hundred percent newtrade Hoti Hai Iski Maine bataya hai ki daily trading Mein stop loss aur take profit bahut kam. Ke different Pulsar Kiya Jata Hai jisse trade ek din main Jyada Nahin chal sakti
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              Day traders kaha jaata hai kay profit kay lehaz say zaida kamaty hain. Mera sawal ye hai kay day trading main aik din ma kitney orders lagay aur close kiey jaaty hain?
              Janab ap apni trading main aik time mai jo trades open kar rahy hain un ka ap ko cheye kay sahi sy ap ko analysis karny cheye. Ap ko pata ho jo stop loss ki value ap chose kar rahy ho waha tak ap ka kitna loss ho ga or kitna ap risk lay rahy hain. Ap risk management baqi kamo kay sath zaror seekhain us sy ap ko pata chalta hai kay lot size kis leverage ka kitna hona cheye or jo lot size ap chose karo gy us mai aik time mai kitni trades active reh sakti hai. Risk or money management seekh kay ap bhout achi trade kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X