Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?
    Agar scalping karni ho to kiss timeframe main analysis best rehty hain aur scalping kay liey kon sa indicator acha rehta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    scalping trading karny key ley important hay key short time frame use kia jaye, short time key ley market ko analysis kabi be big time frame me nahi kia ja sakta hay, agar ham 5 mint time chart open karen aur market ka jaiza len aur sath me indicators be use karen to hamy market ko short time key ley analysis karny me asani ho gi aur ham kamyabi se scalping trading se short time me acha profit earn karny me kamyab ho sakty hey market ka swing hoti hay aur es ko analysis karna etna assan nahi hota hay, es key ley proper strategy ko use karna zarori hay.
    • #3 Collapse

      Scalping ka matlab bohot short time mein trades open aur close karna hota ha. Scalpers short time mein market ki volatility ya range trading ka faida uthatay hain. Jab market bohot tezi se kisi aik direction mein move karay, to ye chance hota ha kay market agay barhay gi. Ye waqt scalping kay liye bara acha hota ha. Dusra, jab market kisi range mein move karay, to ye scalping ka behtareen waqt hota ha. Scalping kay liye usually m1-m30 tak ka time frame use hota ha. Scalping kay liye indicators Moving Averages aur Parabolic SAR hain. Moving Average se kisi specific time ki average price pata chal jati ha. Parabolic stop and reverse trend maloom karnay mein help deti ha.
      • #4 Collapse

        scalping aik trading tehnique hai jsi main jub hum trading karty hain tu es main jo time frame best rahat hai wo short time frame best hota hai jis main hum apni trading ko kam time main set kar dety hain or jo time farmke hota hai wo best H1 OR H4 ka hota hai or yah time farame short term main hota hai es main har trador trading k bad acha proft gain karta hai or es main los k chances bhi kam hoty hain or har trador es main 80 percent tak akmayb trading kar leta hai q k es time frmae main jo trading ki jati hai os main risk kam hota hai or trading main ap best trading tab he karty hain jub apki trading main risk ka factor kam se kam ho jata hai
        • #5 Collapse

          assalamualaikum dear scalping trading ka matlab hy hamain buyhat hi kam time main tradrs open & cloxx krna hota hy jab ham scalping main trading krty hain to time fram short time buhat hi best rehtaa hy scalping k liye 1 mint sy 30 mint tak ka time frame hota hy or scalping trading ka faida ye hy k is main loss ky chanc buhat hi ka,m hoty hain
          • #6 Collapse

            H1 time frame is best for scalping in candlestick chart pattern
            Dear Forex trading members scalping ke liye aapko technical fundamental analysis ka expert hona zaroori hai Japanese candlestick pattern mein strong support and resistance find out kare market main apko strong support and resistance maloom karne ke liye higher time frame selection karni hoti hai agar aap technical analysis ke expert hain to aap ko scalping bhi karni chahiye lekin aap ko Maloom hona chahiye K bonus account pay less than 5 minute trade opening is not acceptable aapka account anti fraud department ki taraf se block kar diya jata hai scalping ke liye aapko 5 mint se zyada trade open karni paregi bonus account bonus account scalping rules ko follow karna bahut important hai Pakistan Forex forum main rules ko clearly discuss kiya gaya hai scalping aik perfect instant profit gain karne ki strategy hai lekin is isme risk bahut zyada hai agar aap management nahi karoge to aap kaa account wash bhi ho sakta hai
            • #7 Collapse

              forex trading main sacalpning tecmique main aghr trading karni hai tu apko es k liye jo time farme hai H1 main analsye karen yah aik acha time farme hai or scalpning k liye perfct trading time frame hai es main achi trading ki aj skti hai or es main lss k bhi chances akm hoty hain or jub hum scalpning main trading karty hain tu es main jitny bhi time frame hoty hain wo best hoty hain q k es main hum log time frame ko use nahi kar skty hain es liye es ka yah fiada hota hai k es main jo lot size hoti hai wo akm use ki jati hai q k hum trading main bhi short time par hoty hain or boht se trador es main 80 percent tak proft gan karny main akmayb hoty hain jesa k yah aik best trading techniquse hai
              • #8 Collapse

                Dear ais mai ye hai k ap ne agar market mai scapling karni hai to aus k diffrent ways hai jis mai ap ho sakta hai k moving average use kar rahy hai ya koi resistance ya support use kar rahy hai wo ap par depend karta hai ya ap fibo use kar rahy hai entry k liay agar ap resistance support par kaam kar rahy hai to ap h1 mai reistance aor support laga k aus k baad M15 mai jaty hai aor jaisy hi market kisi resistance ko touch karti hai to ap aus time sell ki entry laga dety hai aor jab market support ko touch karti hai to ap aus mai buy kar lety hai ais mai ap ko bhi faida hota hai aor ais mai achi baat ye hai k ap ka sl kafi chota hai ais mai ye ni hai k ap ko ais mai loss ni hota loss bhi hota hai magar profit bhi acha hota hai.
                • #9 Collapse

                  Agar toh Aap Yahan Par working skipping Ki Ab se karna chahte hain toh aap ko sabse Pehle kiske timeframe system Ka Pata hona chahiye uska time frame system Sabko working karne mein bhosdi help provide Karte Hai H4 ki sabse Garam working Karenge toh aapko kis ki market ki Jyada acche Samay Lagegi aapne usko Kaise manage karna uska level aapke liye kya hona chahiye
                  • #10 Collapse

                    Scalping karnay waly traders ziada tar trading kay doran 1m , 5m , ya phir 15m time frame use karty hain. Aur scalping kay liye inn kay he trend ko trading ke liye follow karty hain.
                    Lakin scalping kay doran ziada profitable trading karnay ke liye yeh zaroori hota ap ko overall market kay trend ka b sahi idea ho iss trah say scalpers apna take profit aur stop loss ziada achi trah say set kar sakty hain. Iss ke liye scalpers choty time frame ko follow karty he hain , sath sath woh baray time frame yani , 1H aur 4H kay overall trend ko b consider zaroor karty hain , kion ke iss ke madad say shorter time frame ke trend ko behtar toor per understand karny mai madad milti hai.
                    • #11 Collapse

                      Agar aap Yahan Par market Mein long time ke liye working karna chahte hain iss mein aane wali news ke sabse working karna chahte hain toh main to aapko he advantages Mashwara deta hoon ke aap sabse Pehle H1 ke sabse working Karenge aap ko market Mein Ek acche wala platform provide karta hai aur aap ko kabhi bhi nuksaan nahi mil sakta Iske guest
                      • #12 Collapse

                        Assalamu alaikum bhai analysis ka forex market mein bahut em Kidhar Hota Hai Hum Log analysis ko follow karke coffee Prophet bana sakte hai aur hum logo ko maine abhi nahi karna aur h Hum logo ko chahiye Ke Hum Log analysis ko follow Kare aur achha Se Achha profit bne
                        • #13 Collapse

                          Time frame

                          Swing trading takes place from two days to up to about three weeks. Swing trading strategies can be similar to day trading strategies. The patterns sought can be looked at on longer time frame charts - maybe using the 4 hourly or daily chart rather than the 15 minute or 5 minute chart that day traders might use


                          Scapling

                          The diversity is so great that there is no wrong way to trade- there is only profitableand not profitable. Forex Scalping is but one of several methods that traders employ to reap that profit. ... Average trades tend to be about 1-2 minutes per trade
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                            Agar scalping karni ho to kiss timeframe main analysis best rehty hain aur scalping kay liey kon sa indicator acha rehta hai?
                            brother ager mainay sclaping techniques use kerni ho jo kay main mostly oil main use kerta hu to uss kay liye main 5 minute 1 minute or 15 minute ka timeframe use kerta hu main mostly 5 minutes ka chart hiopen rekhta hu or candle stick pattern ki basic techniques yaani short trend lines or pinbars per entries leta hoon jahaan tak baat hay indicators ki to MACD say acha entry point mill jaata hay uss kay ilaawa moving averages or Relative Strength Index (RSI) say bhi acha signal mill jaata hay ager aap nay scalping kerni hay to aap ko advise hay kay m5 ka chart use kerain MACD indicator use kerain or sl zaroor lagaaye jo kay Parabolic SAR ki madad say find kiya jaa sakta hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                              Agar scalping karni ho to kiss timeframe main analysis best rehty hain aur scalping kay liey kon sa indicator acha rehta hai?
                              Scalping traders ki trading strategy hoti hai Jism introduce a small profit bana sakte hain aur apni trade ko cut kar lete hain news ki timing pe kabhi bhi scalping Na Kare Ki market ki news aati hai to market Bahut Der Se Mohabbat karti hai usko bahut hota hai isliye trailer so chahiye new scheme timing pay scale pinakini aur thoda bahut profit Banaye aur apni trade ko cut kar le

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X