Use indicator can help
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use indicator can help
    Jaisa k hum matatrader4 ya 5 istamal kerta hai kya is ma majood indicator waqi humari madad kertay hai kya ya phir account wash k zariya hai bout say indicator istamal kiya hai koi khaas nai pata chalta markit kis traf jay gi ab:1f607::1f63b:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes indicator ko use karna forex trading main kafi zada help full ho sakta hai ..ap logon ko pata hona chiay jab bhi ham trading karain..
    Kam say kam 2 say 3 indicators hamain use kartay raina chiay.is tara ham aik acha entry point lay saktay hai.
    Sab say zada common indicators market main CCI or RSI hain.
    In ki divergence per hamain kam karna chiay.
    • #3 Collapse

      G bilkul hamen indicators ko zarur use krna chahiye but hamen ye baat bhi apne mind men rakhni chahiye k ham indicator ko sirf aur sirf market ko analyse krne k liye use kr rhe ho hamen apni trades ko indicator pe fully depends ni krna hai isliye hamen koshish krni hai k ham market ko khud se analys kren ta k ham market se achay results le saken aur hamare analysis behtar ho saken
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ArshadRohtki پيغام ديکھيے
        Jaisa k hum matatrader4 ya 5 istamal kerta hai kya is ma majood indicator waqi humari madad kertay hai kya ya phir account wash k zariya hai bout say indicator istamal kiya hai koi khaas nai pata chalta markit kis traf jay gi ab:1f607::1f63b:
        Reality ye hay indicator aap ka mashwra bohat sey traders den gay use karo magar sach ye hay aap kay paas indicator ki samajh bhi tou zaroori hay matlab aap ko maloom hona chaiye kay aap ko kasay trade leni hay kasau andaza lagana hay indicator se indicator aap ko kabhi bhi directly koi trade nahe deta balkay just aap ko aik direction ya patren confirm karnay ki limit tak aap ki help karta hay
        • #5 Collapse

          Trading nain humain indicatores se boht help milti hay trading market main wese tou boht se indicatores hain jin par hum kar kar sakte hain hur in ki help se achi trading bhi kar sante hay lekin us k liay humain indicatores ka sahe istmal karna bhi aana cahaiy tab hi hunain in k istmal se faida bhi ho ga ap ko malum hona cahaiy k ap ne kab kon sa indicatore use karna hay tradding market main wese tou boht indicatore hain par rsi boht acah indicatore hay humain is par zaror kam karna cahaiy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            agar hum differnet kisam kay indicators ko use karty huway trade karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay kyun keh en indicators ki help say humay market kay bary main pata chalta hay aur hum bohat achi trade kar sakty hay humay chahiye keh en ki theak say setting karna bhi seekhain kyun keh sahi say setting kar kay he hum acha result lay sakty hay

            اب آن لائن

            Working...
            X