Scalping new trader k liey
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping new trader k liey
    Forex members new trader k liey scalping behter a ya long trading mery khyal m to scalping behter a q k un ka zaida experience ni hota jis ke waja se account wash o skta a Ap Kia suggest kary gy km experience aur new members k liey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear new traders ko scalping bilkul bhi ni krni chahiye q k scalping aik dangerous kaam hai aur iski waja se hamen kafi loss bhi ho sakta hai isliye hamen scalping k Bajay swing trading krna behtar hai aur agar hamara balance aur kam hai to hamen phir inter a day trading lrni behtar hota hai agar ham scalping kren ge to iss se hamara kafi loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Bilkul thek kaha apne new members k liye scalping behtar hai. Jaisy hi wo knowledge and experiences gain kar lain to phir beshak khud k trade Karen.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: falaki پيغام ديکھيے
        Forex members new trader k liey scalping behter a ya long trading mery khyal m to scalping behter a q k un ka zaida experience ni hota jis ke waja se account wash o skta a Ap Kia suggest kary gy km experience aur new members k liey
        scalping long ter kay period kam se kab bhi scalping H1 time frame pe ki jay tou kaafi had tak best rahay gi lakin koshish ki jay kay h1 mei H4 kay technical ko dekh kar trade ki jay tou zyada best rahay ga kyun kay H1 mei scalping aap 10 se 15 pips he kar sako gay kyun kay aap ko stop loss ka bhi use karna hay esliye best reward aap ko hamesha H4 time frame mei milta hay..
        • #5 Collapse

          Main ye samjhti hun k new members ho ya old unhe scalping nai karni cahiay kiu k scalping main humare liay boht risk hota hay aur is main humara account wash bhi ho sakta hay new trader k liay aur old traders k liay behtar yehi hay k wo menual trading karain na k scalping
          • #6 Collapse

            Scaling karne ke liye Hame trading couple Mukammal Nazar Rakhna Hoti Hai Jaise Jaise market both Jada Speed ke sath hoti hai uske sath sometime market Wapas return bhi ho jati hai isliye Hame chahiye kya main market ko acche se control Mein Rakhna chahiye uski movement par Kafi strong stable Nazar Rakhna Hoti Hai Jise Mara kam karne ka idea Aur Bhi accha aur marriage ho sakta hai isliye Woh Jyada acche se kaam karna chahiye aur samajh Na Chahiye
            • #7 Collapse

              Dear forex mein new ho ya old kisi ko bhe scalping nai karniii chahiye scalping sy thora bahut profit to liya ja sakta hay magar scalping karnay sy acha exerience hasil nai kiya ja sakta acha experience hasil karny k liye long term trading hi karniii chahiye q k long term traders hi achy trader ban paty hain kabhe bhe scalping karnay wala trader acha trader nai ban sakta
              • #8 Collapse

                dear main trading 2013 say kar raha hoon is douraan kaafi sara safar trading mai kia hay har trader ka apna apna experience hota hay laikin jahan tak maine daikha hay aur tajurba kia hay scalping main ziada tar hamain lose he hota hay aur jis game ya business main lose ho hamain usay hargiz nai karna chaye auur jo new traders hain unk liye maira bhi yahi mashwara hay k aap scalpinga main bikul apna time waste na karain trading ka asal safar sirf h4 say staart hota hay aur mairay khal say jo time maine scalping main waste kia hay main yeh kabhi bhi nai chaunga k kisi aur ko is ka mashwwar doon so mairay khayal say long term is the best trading way.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: falaki پيغام ديکھيے
                  Forex members new trader k liey scalping behter a ya long trading mery khyal m to scalping behter a q k un ka zaida experience ni hota jis ke waja se account wash o skta a Ap Kia suggest kary gy km experience aur new members k liey
                  Salaam Alaikum G bhai Mere Khayal mein scalping new status ke liye achhi hai Kyunki Unhe experience Hasil karna hota hai Agar wo Choti Choti Gaiya Chote Chote profits mein khush rahe hain unke liye baitha hai aur trading seekh Le Jayenge
                  • #10 Collapse

                    scalping trading karnay ka aik bohat acha tariqa hay esmain hum kam time main choti lot ko use karty huway market main bohat acha profit bna sakty hay agar hum es tariqay say trading karen gay to trading main profit regular bna sakty hay aur hum market main ziada dair kay liey engage bhi nahi rehty so humay es tariqay say trading karty rehna chahiye
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: falaki پيغام ديکھيے
                      Forex members new trader k liey scalping behter a ya long trading mery khyal m to scalping behter a q k un ka zaida experience ni hota jis ke waja se account wash o skta a Ap Kia suggest kary gy km experience aur new members k liey
                      dear forex forum member mujhy tu scalping k baraay mein kuch bhe pata nai hy ap thoara clear kar dyty tu acha hona tha k mujhy bhe ye term clear ho jati aur main phir nuqsan na uthata
                      • #12 Collapse

                        jahan tak mera point of view hey to mein scalping ke bilkul khilaf hi hun hamen always proper tarikey ke sath trading karni chaiye aur scalping kartey huwe ziada risk nahin lena chahiye aur scalper ziada der tak market mine nahin rehtey hein jabkeh long term traders bohot arsa tak forex mein trading kar saktey ahin.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: falaki پيغام ديکھيے
                          Forex members new trader k liey scalping behter a ya long trading mery khyal m to scalping behter a q k un ka zaida experience ni hota jis ke waja se account wash o skta a Ap Kia suggest kary gy km experience aur new members k liey
                          new traders ke liye Forex trading maths camping karna hai bada hota hai new pay scale Thinkpad ke new traders thoda bahut profit Banakar apni trade ko cut kar sakte hain
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: falaki پيغام ديکھيے
                            Forex members new trader k liey scalping behter a ya long trading mery khyal m to scalping behter a q k un ka zaida experience ni hota jis ke waja se account wash o skta a Ap Kia suggest kary gy km experience aur new members k liey
                            Assalamualaikum Ji Bhajan aapne bilkul theek Kaha hey Agar new traders scalping trading karte rahenge Tu Unhe tradingqna business Likhne Mein Bhi Aasan nahi hogi aur Jyada der tak trading business Mein Bany reh sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear meray exprience kay mutabik new traders technical analysis me scalping successfull nehi kar saktay hain ku kay market kay stuck honay par traders ko loss ho sakta ha new traders ko chahiey kay wo scalping technical analysis kay sath fundamental analysis ko dekhtay huey karay is se un ko market me news trading se volatility milay gi or tp b hit ho gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X