gold kiya analysis pe chalta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold kiya analysis pe chalta ha
    my dear sir me ap logo se ye pochna chahta hon trading me gold ek bohat hi reski pair kaha jata ha or us gold ka analysis krain to kiya analysis trading kr sakty hain k nahin
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold me trading karny se agar risk ki bat ki jaye to gold se zeyada risky pair aur koi be nahi hay, magar hamara maqsad zeyda profit earn karna hota hay aur agar Forex me trading se agar zeyda profit earn karty hey to wo gold traders hi hey jo sab se zeyda profit earn karny me kamyab hoty hey, risk ko minimize be kia ja sakta hay traders ki planing aur strategies hi etni strong hoti hay key wo asani se risk ko kam kar lety hey aur gold me trading karny waly expert hi hoty hey hamary jesy learning stage waly traders kabi be gold me trading ka soch be nahi sakty hey.
    • #3 Collapse

      Yes dear ap ais market mai koi bhi pair check kar ley ais mai ye hai k ap ais mai market mai kisi bhi pair par kaam kar ley to ap ko ais mai her pair k analysis karny hoty hai to aus mai hum ausi k hisab se trade kar sakty hai ais mai ye hai k hum ko ais mai ye hai k hum agar ais mai gold par analysis karty hai to hum ko ais mai anlaysis karty hai to market aus k hisab se hi move karti hai kun k ap ne agar dekha ho to ye market her time kahe na kahe kisi resistance ya support par hoti hai aor aus ko follow karti hai agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko ye pata hai k hum ais mai agar usd k hisab se analysis karty hai to hum ais mai hum ko ye dekhna hai k market humry analysis ko follow karti hai ya nai.

      Click image for larger version

Name:	Gold H4.png
Views:	1
Size:	80.1 کلوبائٹ
ID:	12319089
      • #4 Collapse

        Sir g gold ka jub name aye to sub pairs fazol hein kiyon k har pair chahy currency pair ho ya koi dusra pair is ki buniad gold he hy is liye gold sy ziyada profitable aur gold sy ziyada riski pairs aur koi ni hy kiyon k gold ko movment he esi hy dear new members ko to gold ko sirf dekhna chahiye bus trad ni karni chahiye gold per currency pairs best hein profit k liye
        Removed by moderator.
        • #5 Collapse

          Dear analysiska ye matlab hota hai kay market ke saari situation ko daikh kat ye idea lagaya jaay kay ab market ka next move kiya ho sakta hai. Kiya market up jaay ge ya down jaay ge aur kon kon see wajha hai kay jiss ke buniyaad par market main kam ya zaida movement ho sakti hai. Ess cheez ko ham analysis kehty hain aur gold bhe usi category main aata hai. Gold kay bhe kuch factors hoty hain jin par gold move karta hai aur phir us movement ka andaaza apne lagana hota hai kay kia hoge. Up jaay ge gold ke price ya down jaay ge ye cheez apne analysis karney ka baad dekhni hoti hai. To baaki pairs ki tarha gold par bhe analysis he kiey jaaty hn aur movement ka andaza lagaya jaata hai.
          • #6 Collapse

            forex trading main har pair main trading karny k liye analyse karna zarori hota hai or gold ki trading k liye market ko hum es trah se alyse kar ksty hain k market a kahan hai or pahly kahan thi or aghy kahan jay gi en sub baton k sath hum trading karty hain or gold main old main maret ki jo movment hoti hai wo bohtg trading k liye hmain market ko dekhty howe trading karni hoti hai or gold ki market main moving boht fast hoti hai jis se hmain loss or profot donu boht fast hoty hain es liye gold ki trading main apko achi trah se nalsye karty howe trading karen ta k apko loss na ho or ap gold main achi trading kar k achi earning gain kar skaen
            • #7 Collapse

              Gold follow proper techtechnical and fundamental analysis
              dear forex trading members Assalamualaikum bhai jan gold proper technical aor fundamental analysis ky hisab sy movements krta hai gold py apko profit hsail krna hai to apko is ma bhi same other trading instrument ki trah sy analysis krna hota hai gold ki bhi support aor resistance hai gold py bhi volume aor liquidity ka hisab kitab hota hai gold aisy thori move lety hai gold ki move bhi affect hoti hai other trading instruments ki trah is ki market bhi news time slow fast hoti hai gold bhi weekly monthly aor years ky hisab sy trend ma move krta hai sentiments of market gold ko zeyada affect krty hain aor gold aik by dangrous meyal hai jis py trade krny sy pehly management bht he zarori hai.
              • #8 Collapse

                Kuch Log Yahan Par working karne ke liye Gold ke lete hain Yahan Par Aise working Karte Hai Jaise Jaise market ki movement hoti hai aap acche se score watchout karte hain yahan se Kafi acche se business kudivella kar sakte hain agar aap technical Hai analysis ki sabse working karte hai toh isliye aapko chahiye Kya Ek Doosre Se working kurta design
                • #9 Collapse

                  Bahut Log Yahan Par Ghar Ki movement ke sabse market me invest Karte Hai market ki movement ke sabse Gold ke sabse kam karte hain Agar gold upset par jata hai toh currencies ki movement Hum Neeche ki taraf se Hui Nazar Aati hai isliye Hame chahiye kya main market Mein currencies pe investment kar dena chahiye achha kam nahi karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Gold ak riske pair hai lakn gold pay trading kar ka ascha profit earn kar sakty hai lakn as ka lay ap ka pass investment km say km 1000$ honi chahay gold ki news ho ya news ka bagher gold ak khas arya main movement karta hai ap chak kar sakty hai 2010 lay kar 2018 tak gold 1130 say 1365 tak ka round main rah hai gold ka chart chak kar ka ap time fram ka hasb say as ka analysis kar sakty hai lakn agher ap gold pay wait kar ka trade kart hai aur long trem trade lagty hai to ap ko asch profit ho sakta hai agher ap month ko ap mind main rakty hai to aaj kal mtlab Number main gold ka up trand shoro ho ga jo march tak jay ga us ka bad down trand shoro ho jata hai ap month ka hasb say bi analysis kar sakty hai trading ka doran ap volume km use kary matlb 0.01 ki trade open kya karny takay ap ka account safe rahy gold pay ap apni trading ko jata hold karny ga ap ko profit ho ga lakn ap ka capital zyda say zyda hona chahay ta kay ap ka account safe rahy.
                    • #11 Collapse

                      Bhai gold ma market ki movement bhot hi Taz hoti ha ager him log is ma trading krty ha to phir hmra account bi wash ho skta ha ager him log currency ma trading krty ha to hmra account bi save rhta ha or him log acha profit bna skty ha
                      • #12 Collapse

                        Jnb aap nain bilkul sahi kaha hai to main aapko batata chalon k gold SB say ziada hi analysis PR depond karta hai lakin is main aapko dono. Qasam k analysis ka sahara lenan parhta hai jub bhi koi trade open kartay hain to marleet ko fundamental and technical donon tarah say daikh lain
                        Q k gold ki movement USD PR bhi depond karti hai yeah donon aik doosray k reverse chaltay hain jub USD up jayega tb yeah down jayega aur jub USD down jayega tb yeah up jayega is k ilawa is ki demand PR bhi isko value barhi depond karti hai lehaza jub bhi gold PR trading karni ho market ko sahi observe kar kiya karain...
                        • #13 Collapse

                          ager him logo ko gold ma acha profi hasil krna ha to phir him logo ko kamyabi milti ha is leya him logo ko is ma trading krny ky leya zyada sy zayada mhnat krni chya phir him logo ko kamyabi milti ha or loss bi ho skta ha forex ma
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Gold analisis pr ni chalti hy gold kbhi sport resiatance levwl pr chal rhi hoti hy our kbhi ya analysis or chal rhi hoti hy our kbhi ya cendalistic letren pr chal rhi hoti hy is ka koi ayk treka nai hy jis ko ya sab aty ho who is my kamyab hy baki is my kisi ko profit nai mil sgta hy baki is my jo b trade krta hy is my lss hi krta hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear brother Gold boht hi risky hota hai is lye us pr trading b currencies se different hoti hai. Us k lye apko deep analysis kr k small leverage and lot size pr trade lgani chaye. Or Stop loss zaror set krna chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X