gold kiya analysis pe chalta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pak14 پيغام ديکھيے
    my dear sir me ap logo se ye pochna chahta hon trading me gold ek bohat hi reski pair kaha jata ha or us gold ka analysis krain to kiya analysis trading kr sakty hain k nahin
    Gold dollar ke against Mein padta hai aur Jab Bhi dollar ab jaata hai tu gold down rehta hai aur jab dolan down jata hai to Gold up Jata Hai gold all dollar Ek Doosre Ke against Mein padhte Hai Jab Din Dhal Jaaye Toh Humko by Karke profit bana sakte hain lekin gold Mein trading karne ke liye Hame achche analyses Banane mein agar gold Mein trading karte huye Hamare analysis Dekhna Hai To Hame bahut jyada loss ho sakta hai aur Hamara account We Wash ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Gold ki analysis mein usually technical se ziyada fundamental analysis kam ati ha. Gold ki price par 2 factors asarandaaz hotay hain, aik Gold ki Supply aur Demand, dusra US stock market ki halat. Jab Gold ki Supply mein kami ati ha to Gold ki price barh jati ha aur jab Gold ki Supply barh jati ha, to Gold ki price mein kami ati ha. Isi tarhan US stock market mein dollar ka bohot amal dakhal ha, to agar stock market mein mandi ati ha to investors Gold par trust kartay hain, jis se Gold ki price barh jati ha (demand kay increase honay se), aur agar stock market mein tezi ati ha to Gold kay bajaye US dollar par investors ziyada rely kartay hain aur Gold ki demand kam ho jati ha, jis se Gold ki price kam ho jati ha.
      • #18 Collapse

        dear gold mein ap bohat he achi earning kr sakty hein kiyon kay gold aysa pairs ha jis ki limit kuch had tak rehti ha iski price itni movement nahi karti lekin agar ap kay pass acha balance backup fho to ap easy is sy daily earning achi khasi kr sakty hein kiyon k forex mein gold aysa pair ha jis mein sab sy fast earning hoti ha or iska spread bhe bohat zyada ha baqi majors pair jesy k euro usd or gbp usd degar jesy is liye agar ap gold py trading kro or unko analysics kro to ap is sy bohat he achi or kamyab earning kar sakty hein or is mein apka acha profit apki life change kr sakta ha so hard work k sath ap is mein behtar sy behatar profit earn kr sakty hein lekin is mein trading soch smajh kar or achy equity k sath he work krna zarori ha otherwise apka balance loss ho sakta ha
        • #19 Collapse

          Re: gold kiya analysis pe chalta ha

          Gold par kisi bhi normal currency pair ya commodity ki tarhan Technical analysis, Fundamental analysis and Sentimental analysis apply hotay hain lekin gold par sab se ziyada effect fundamentals ka hota ha. Gold or US dollar ek dusray k opposite move kartay hain, is liye US dollar ko analyse kar k gold ki movement ko judge kiya jata ha. Is k sath sath gold ki global demand or supply bhi is ki price ko move karti ha, jo is ka fundamental side ha or supply demand k farq ki waja se create honay wali price rally lambay arsay tak chal sakti ha. Gold par technical analysis us waqt kam karta ha jab koi bari news anay wali na ho.
          • #20 Collapse

            Re: gold kiya analysis pe chalta ha

            Assalamu Alaikum their friends Agar Ham Aur kide Ko acchi Tarah analyse Karenge to hi Ham acche trading kar Sakenge Chahe vah gold ki ho ya Kisi Aur pears ke Hamen market ko sabse pahle acchi Tarah analyse karna chahie Jitna Jyada aap market ko acchi Tarah analyse Karke tradeco open Karenge aap utna hi Achcha profit Hasil karne k Chaman se Honge friends vaise to yah market hai iska pata nahin chal Sahab Kabhi Kidhar Jaati Hai To Kabhi Kidhar lekin Agar Ham acchi Tarah analyse Karke trading Karenge To Ham Ek Achcha profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: gold kiya analysis pe chalta ha

              Forex trading market Mein Koi Bhi trade open karne ke liye aapko market ko proper study karna Hota Hai Chahe vah gold Ho silver ho ya koi bhi currency pair Ho vah analysis ke andar hi trade karne chahie aur analysis karke hi aap Kamyab ho sakte hain pahle aapko previous trading pattern ko samajhna Hota Hai Tabhi aap trading Mein successful ho sakte hain gold bhi analysis ke upar hi work karta hai lekin God Mein trade karne ke liye aapka analysis bahut jyada strong Hona jaruri hai Kyunki iski movement bahut jyada change hoty hai aur Jara Sa Risk aapko bahut bada nuksan De sakta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X