hedging krna ka treeqa ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hedging krna ka treeqa ?
    asslam o alikam ferinds kia hal ha aj main ap se pochna chahta hun k hedging se hum apna account bacha sakte hein ur hedging ko use krne ka best tool kia hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assala,mu alaikum dear brother forex main trend ku hi use kar ky trade krni chahye ta ky loss sy bacha ja skyy or apni stretgy ko enhance krny k liye zayda sy zayada experience hasil krna zorori hy tab hi hum real main achi trade laga sakty hain or hamain tab hi market main profit hasil karny main bi koi mushkil derpaish nai ho saky gi or sclp main tou hum short teram main trade karty hain
    • #3 Collapse

      Hedging strategy esy time me hoti hay jab market condition esi ho key hamary sell order me hamy loss ho raha ho aur market bullish trend key sath up move kar rahi ho to esy me ham buy order place karty hey jo key hamary sell orders se zeyda key lot size key sath ham open karty hey, hedge strategy key mutabeq ham apna sell order cancel to nahi karty magar ham apny buy order par hi depend karty hey key jab market me bullish trend jesy hi end ho jaye ya market trend jesy hi change ho jaye ham es buy order ko profit me hi close kar den, hedge strategy loss ko stop karny key hi use ki ja sakti hay.
      • #4 Collapse

        Hedging ka tareeka

        Dear hedging main logg mukhtalif tarhaa say kaam karty hain aur kuch logon ke strategy he hedging hoti hai jab kay kuch logg sirf aur sirf apney loss ko kam karney ya loss ko khatam karny kay liey hedging strategies par kaam karty hain. Hedging main agar aap nay koi bhe trade lagai hai aur us trade ma aapko loss ho raha ho aur aapka khyaal ho k market ma abb shyed aapko us ma mazeed loss hoga kunkay trend change ho chuka hai to simple aap ny jiss lot say order lagaya hota hai us say bari lot say us kay mukhaalif simt ma order laga dety hain. Maslan aapne GBPUSD ko 1.3200 par buy kiya 1.0 sy aur market 1.3100 par aa gai ha aur apko lagta ha kay mazeed 100 pips neechy jaay ge to aap wahan say 2.0 ke aik sell laga dain gy. Aur jabb market 100 pips yani 1.3000 par aay ge to apka loss zero ho jaay ga aur ap apni trades close kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Dear members mein kuch ni janta jis k bary mein ap ny pocha hy kiyon k mein new hon aur mujhy malom ni hy behr hal jis traha sy seniors apna experience share kar rahy hein us sy all new usr ko bohut faida hy kiyon k esi stregiti kafi profit wali hoti hy agar sahi sy use ki jaye to
          Removed by moderator.
          • #6 Collapse

            Dear agar hum ais market mai kaam kar rahy hai aor hum ne ais mai trades lagai hai to hum ko agar ais mai loss hoa hai to ais mai ye hai k hum ko agar ais mai loss ho raha ho aor hum ye chaty hai k hum ais mai ye hai k hum ko mazeed loss ho raha ho to aus mai ye hai k hum agar ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai ye option hai k hum apni trades ko loss rokhny k liay hum apni trades ko hedge kar lety hai ais mai ye hai k hum ko mazeed loss ni hota ais mai ye hai k hum ko ais mai jab loss khatam ho jata hai to aus time hum hedge khtam kar lety hai ais mai yehai k hum agar ais mai hedge ko achy se use karty hai to hedge k zarye hum ko profit bhi ho sakta hai jab hum lot zayda karty jaty hia to hum ko ais mai loss kam hota rehta hai.
            • #7 Collapse

              hedging ky faidy
              dear forex trading members hedging aik aisi trading strategies ma sy hai jis ma apko faidy bhi hain aor nuqsanat bhi hain sub sy pehly ma apko faidy bata hun
              1. hedging sy apko loss nhi hota keun ky ap ny aik waqat ma trade buy bhi aor sell bhi ki hoti hai agr market range ma ho bar bar aik specific support aor resistance sy retracment ly rahi ho to ap bht zeyada profit earning kr skty ho
              2. is sy apko trading experience bhi hota hai aor apko market ma moves ka bhi andaza hota rehta hai
              3. hedging strategy ma ap ko trend ka andaza lgana asan ho jata hai jub apki trade maximum profit wali simt chli jay loss wali ko close kr ky profit wali ko chlty rehny do apko bht acha trading result mil jata hai
              4. agr ap ny trading management ki hui ho to aik trade kat ko profit wali to dosri ky sath udr sy aik aor trade sell ki lga do apki trade jub profit ma ajay dono to close kr do doible prof2 earn kr skty ho

              hedging ky nuqsanat


              ​dear trading members market ma agr ap hedging krty hain lkn mmarket aik he direction ma trtrend ko follow krty huy move krti jay kch arsarsa retracment he na ly aor ap ny ghlti ma thory profit ma aik trade close kr di resistance oy keh market yayahan sy retracment ly skti hai lkn aisa na ho to apko bht loss ho skta hai aor apki trade phns bbhi jati hai aksar agr ap management na kren aor full risk py trades open kr dden to aisa ho jata hai dear friends
              • #8 Collapse

                Yeah before explain working karne ke liye Aap Yahan Par Apne account mein hatching bhi kar sakte hai agar aap Yahan Par Accha kaam karte hain to aapko yahan se earning karne ka bahut accha wala time milega aap apne account ko acche se message kar sakte hain aur aap ko Yaha se nuksaan bhi nahi hoga oh long time ke liye working Kat Jayenge
                • #9 Collapse

                  Hedging, aik hi pair ya commodity par same time mein buy aur sell dono orders open karna ha. Hedging ka bunyadi maqsad loss ko kam se kam karna hota ha ta'k market reversal par ziyada profit hasil ho sakay. Hedging kay liye big equity ki zarurat hoti ha because aik hi pair ya commodity par buying selling dono lagany se margin call ka khatra barh jata ha, aur dono trades ko sustain rakhnay kay liye ziyada equity chahiye hoti ha. Profit wali trade ka problem nahi hota, masla loss wali trade ka hota ha kay trader kitna wait kar sakta ha ta'k market wapas ho. Kai dafa market kisi na kisi (nisbatan near) point se wapas ho jati ha lekin kai dafa wapas nahi hoti aur trader ka account washout ho jata ha ya trader mayus ho kar trade close kar deta ha. Is liye hedging kay liye market condition ka theek samajhna bohot zaruri ha.
                  • #10 Collapse

                    Bahut Log Yahan Par Hai jinki Akshay working karte hain ya se capital generate karte hain bacche wala methods Hai Jiski wajah se hum market Mein BHU set kar working kar sakte hai market mein jyada Se Jyada kya kar sakte hain market analysis nikal sakte hain market ko Samaj Ne ke liye learning karne ke liye information help karti hai kabhi nahi ho sakta hai Ishqiya wala capital generate kar lete hai aur long time ke liye market Mein Bijli working Karte Hain
                    • #11 Collapse

                      A foreign exchange hedge (also called a FOREX hedge) is a method used by companies to eliminate or "hedge" their foreign exchange risk resulting from transactions in foreign currencies (see foreign exchange derivative). This is done using either the cash flow hedge or the fair value method.
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Assalamu alaikum bhai aap nahi hoti hai? Hai mere yaar Main Agar hum aapke Ki Baat Pe Kehte Hain Hum logo ko accha Naam Hai To Hum logon ko maine kar na ho ga Phir Hum Log Forex nature Prophet bana sakte hain aur kamyabi Hotel kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Jnb forex main aap mukhtaluf qisam ki stretgy daily read karogay is main beshumar stretgy hain Ayr had trader apni pasand ki stretgy tiyar karta hai demo account k through hedging bhi is tarah ki aik stretgy hai his say aap faida utha saktay hain agar aapko sahi istimal ka pata hoga tb hedging main basically aap jub trade open kartay hain to equal size ki lot laga letay hain same trade PR aur aik sell kar deta hain aur aik buy isko himhedging kehtay hain aur aap profit bhi earn kar skatay ho is k through jub aapko support and resistance level ka pata hoga..
                          • #14 Collapse

                            Re: hedging krna ka treeqa ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: shahbas786 پيغام ديکھيے
                            asslam o alikam ferinds kia hal ha aj main ap se pochna chahta hun k hedging se hum apna account bacha sakte hein ur hedging ko use krne ka best tool kia hai
                            hedging traders ki ek trading strategy Hoti Hai Jiska sarir traders market ke trend Ka Pata Lagane Ki Koshish Karte Hain is strategy pe trading Karke profit Jala store kuch nahi hota lekin market ke trend kahan se pata chal jata hai bahut Sare traders trading karne ke liye yeh wali trading strategy use karte hain aur uske baad market ka train ka pata Laga kar market ke friend ke sath trade Laga Dete Hain aur profit banate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hedging krna ka treeqa ?

                              Trading me bht c techiques istimaal hoti hain. un me se aik hedging bhi hai. is me ye hota ha k aik trader crruncey pair buy ki trade lagata ha. or phr at the same time us pair par sell ki trade lagata ha. or aik he waqt men dono trade open hoti hain. or tarder ka net profiy zero hota ha. to ye strategy aik acahay kahasaa profit generate krti hai. agr market k darust mushahday k badd lagaee ho. esi bht staratagies forex men istimal hoti hain jin ko apna kr traders profitable trading krte hain.laikan in stratagies ko istimal krne se pehle market me qeemton ka mawana bht zaroori hota hai.
                              Last edited by ; 04-03-2019, 10:19 PM. وجہ: uncomplete

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X