What is lot
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai forex k tools main say sub say important tools lot hi hai jub tak aapko lot size ki calculation pips k hissab say karni in ayegi tb tak aap kamyab ni ho paogya lehaza lot k barhay main jannanin say pehlay aapko yeah pata hona chaye k aap ka account konsa hai mini micro ya standard q k account k hissab say aapko ki lot bhi very karti hai
    Lot size aap ki define karda value PR effectiveness hoti hai jub aap choti lot lagati ho to to aapki trade kam effects karti hai ISSI tarah jub bhi trade lagani ho kam lot lagayen...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is lot

      forex trading main lot wo hoti hai jis ko hum apni trading main invest karty hain aik traha ki yah hmari invest hoti hai jo hum apny capital kh hisab se set karty hain es ks ath sath hmain apny elverage ko bhi mind main rkhna hta hai q k zeyda levearge se hum bari lot lga skty hain laken kam lvearge se hum bari lot nahi lgaty hain es k ilwa lot ka iak or bhi matla hota hai trading main lot aik traha se hmary risk ko bhi show karti hai jitni hmari lot hoti hai otna he hmari trdaing main risk main hota hai jesy k aghr hmari lot smal hai tu hmain loss bhi smal he hota hai jub k bari lot k sath loss bhi bara hota hai tu hmain apny expiernce or capital k hisab se lot set karni chaye ta k hmain loss na ho zeyda maoney mangmnt rahy tu trading main kamyhi mil skti hai
      • #18 Collapse

        Re: What is lot

        lot ka matlub hota hy bahut zeyada yaeni kesi chiz ki kasrat ko bayan karny ky lie lafze lot bola jatta hy to forex main jub is ka mutlab lin gy to is sy murd ho ga forex markit main kasrat ky sath trade karna busnus karna or kausrat ky sath mehnut kar ky paisay kmana is sy murad trading ky sath kmaya howa paisa ya kusrat ky sath ki gae trading ya kusrat ky sath trading main ki gae mehnut bhi murad ly sakty hain to lot kehty hain bahut zeyada ko to forex main jo chiz bhi kasrut sy pae jae gi to har us chiz py lot ka lufz bola jae ga agr zeyada corunsiyan mel jaen to us ko bhi lot kah ja sakta hy naffah agr bahut zeyada hasel ho jae to us ko bhi lot kehty hain mutlab jo chiz bhi taedad ky ietbar sy zeyada ho gi us ko lot ky sath mansob karin gy
        • #19 Collapse

          Re: What is lot

          Dear asalam o alikum ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab bi ap koi trade open karty han to lots ki soorat main karty han or phr ap ko usi hesaab sy profit ya loss hota ha is ley jab bi trading karny to apny account balance k hesaab sy trade open karny Matlab k jtna account ha us k hesaab sy lot size open karny agr ap k pass aik bara account ha to ap bari lots use kar sakty han or agr ap k pass account chota ha to lots bi choti use karni hon ge ta k ap ko usi hesaab sy ap ko profit loss hona ha agr chota account ha or ap bari lots use karny gy to ho sakta ha ap ka account juldi wash ho jay or ho sakta ha shad profit ho par ziada chance loss k hoty han q k hum apny upr control ni rakh sakty Han
          • #20 Collapse

            Re: What is lot

            Forex trading business mein lot size us trade ki velow ko zahar karti Han forex trading business mein hum Jo bhi trade open kartay han us k liye lot size ko use kartay han aur lot size ko use karne k liye depend karta hy ap k account balance aur account ki leverage par agr ap k account mein balance ziada Hy tu ap lot size ziada use kar saktay han aur agr account ki leverage bhi ziada ho tu bhi ap ziada lot size use kar saktay han
            Lakin hum ko lot size jab bhi use karni ho tu is k liye apne account ki money management karni ho gi aur money management kar k hi lot size use karni cahaiye kiok agr hum apne account ki money management nhi kartay aur lot size buht ziada laga kar trading kartay han tu is se ye ho ga k agr loss hota hy tu is se account wash ho sakta hy ziada lot size se agr profit ho ga ziada ho ga aur loss bhi ziada hota hy is liye lot size k liye money management zaroori hy aur is k liye learning knewledge aur experience zaroori hy learning knewledge aur experience ho ga tu hum apne account ki money management kar k lot size use kar k acha profit earn kar saktay han
            • #21 Collapse

              Re: What is lot

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
              Assalamualaikum G bhai aaj main aapko ek baat ke mutaliq Thoda Sa Apna Noni share kar raha hoon Jitna Ke Main Sikha hai wo Sare log lot size ke baare mein Akshar post karte hain Mai Ankhiyon Ko batata gelo ke Pehle Aap Ko samajhne Ki Zaroorat Hai Ki lot Kya Cheez Hai bhaijaan lot wo hoti hai agar aap Kisi cheez ko by karte hain uski Jo quantity hoti hai ya nahi kiya agar aapne Dus cargo Liye tovo aapka Ek note ban jayega unique Imran Bhai Karte Hain yeah cell karte hain uski quantity Ko Hum Log Kehte Hain aur bahut Sare log jo main dekhta Hai unko abhi tak Ladki Hai samajh nahi aa rahi hai aur lot size aap apni investment money or market movement ke sath analyse karne ke baad set karte hain tabhi aap a Kamyab theatre Ban sakte hain Warna Agar market movement Jyada fast Hogi aur aapka lot size Jyada bada hoga to aap nuksaan kar Baithe ISI Tarah Agar market movement slow Hogi aur apka lot size Chota hoga to aap ko kam profit hoga Jo Bhi Main Kehna Chahun market movement or apni investment money ke Darmiyaan analyse karne ke baad Apna lot size Set Karle
              Walaikum assalam ji bhaijaan aapane bilkul sahi kaha hai Ham apni trade mein jo lot size Lagate Hain vah value Hoti Hai Hamare trade ki jismein Ham Kisi bhi chij ko khareed Rahe hote hain Jaisa ke aap Bajar Se sugar Lene Jaate Hain To aap 1 kg sugar Lete Hain ISI Tarah forex market mein aap jis per trade open karte hain uski value set karte hain Jaisa ki agar main Euro USD ko bye Karta Hun To Main Apne lot size ko 0.02 Rakhta hun yah value hai
              • #22 Collapse

                Re: What is lot

                Lot size ki agar bat ki jaye to lot ko ham volume ka be name de sakty hey agar ham currency ko buy karna chahty hey to sab se pehly hamy ye decide karna ho ga key ketny volume se ham ne es ko buy karna hay, volume key base par currency ko buy kar key es me money ko invest kar lety hey es ko volume size be kaha jata hay aur lot size ka be name dia ja sakta hay,

                traders ko market me sab se pehly ye define karna chaye key wo risk ketna afford kar sakty hey aur single trade me us ka risk ratio kia hay esi hisab se un ko lot size key sath trade open karna chaye, baghir sochy samjy agar ham lot size laga dia karen gey to ye bahot zeyda risky trading ho sakti hay.
                • #23 Collapse

                  Re: What is lot

                  Dear members lot size Forex trading mein buniyadi term hai, jis ka use aap aapki tamam trade mein hota hai. Lot size trades ki buying and selling ke liye ye calculation hoti hai misal ke taur per aik stock currency ke 1000 piece kiye jaate Hain aur usko points mein show Kiya jata hai jaise a
                  One over 1000 (.01). Jab bhi so trading kar rahe hote Hain tu sabse minimum lot size point zero one hota hai aur isase kam ham log trade nahin kar sakte. As a new trader aapko chahie ki aap apni tamam trades mein kam se kam lot size use Karen Taki aapko kam se kam loss Ho. Kuchh traders big lot size mein trade karte Hain tu aksar apna account washout karva lete Hain. Forex trading me choti choti e terms was Orkut bahut jyada yah ladki han mil hoti hai isliye inki mukammal knowledge hona chahie.
                  • #24 Collapse

                    Re: What is lot

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
                    What is lot<br />Assalamualaikum G bhai aaj main aapko ek baat ke mutaliq Thoda Sa Apna Noni share kar raha hoon Jitna Ke Main Sikha hai wo Sare log lot size ke baare mein Akshar post karte hain Mai Ankhiyon Ko batata gelo ke Pehle Aap Ko samajhne Ki Zaroorat Hai Ki lot Kya Cheez Hai bhaijaan lot wo hoti hai agar aap Kisi cheez ko by karte hain uski Jo quantity hoti hai ya nahi kiya agar aapne Dus cargo Liye tovo aapka Ek note ban jayega unique Imran Bhai Karte Hain yeah cell karte hain uski quantity Ko Hum Log Kehte Hain aur bahut Sare log jo main dekhta Hai unko abhi tak Ladki Hai samajh nahi aa rahi hai aur lot size aap apni investment money or market movement ke sath analyse karne ke baad set karte hain tabhi aap a Kamyab theatre Ban sakte hain Warna Agar market movement Jyada fast Hogi aur aapka lot size Jyada bada hoga to aap nuksaan kar Baithe ISI Tarah Agar market movement slow Hogi aur apka lot size Chota hoga to aap ko kam profit hoga Jo Bhi Main Kehna Chahun market movement or apni investment money ke Darmiyaan analyse karne ke baad Apna lot size Set Karle
                    Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon Forex trading main lot size ki bohat ziada importance hay koi bhi trade without lot open nahi hoti tamam currency trading lot ki soorat main hoti hay aor Forex trading main kamyabi aor nakami dono par lot ka bohat asar hota hay yahan main lot kay baray main kuch discus karns chahoon ga.
                    What is Lot?
                    Forex trading main lot asal main trade kay hujjam yehni trade volume ko kehtay hain jo k Forex main trading ki value ko zahir karti hay lot base currency kay units pay mushtamil hoti hay ziada tar broker three types ki lots trading kay liay provide kartay hain aik Standard Lot dosri Mini Lot and tesri Micro Lot jin ki details darj zail hain
                    1: One Standard Lot
                    One standard Lot is equal to 10,0000 currency units yehni aik standard Lot 10,0000 units ki hoti hay jis main aik pip 10$ ka hota hay is taran one standard Lot main traders ko profit or loss 10$/Pip kay hisab say hota hay standard lot ko ziada tar big investment ki soorat main big profit hasil karnay kay liay expert traders hi use kartay hain new traders ko es say avid karna chahiay.
                    2: Mini Lot
                    One mini lot is equal to 10000 currency units yehni aik mini lot 10000 units ki hoti hay jis main aik pip 1$ ka hota hay es taran one mini lot main traders ko profit or loss 1$/Pip kay hisab say hota hay mini lot ko normal traders ziada use kartay hain es main normal investment say bhi munasib profit earn kia ja sakta hay.
                    3: Micro Lot
                    One micro lot is equal to 1000 currency units yehni aik micro lot 1000 units ki hoti hay jis main aik pip 0.1$ ka hota hay es taran one micro lot main traders ko profit or loss 0.1/Pip kay hisab say hota hay har new traders ko kam investment ki soorat main micro lot hi kay zariay say trade open karni chahiay ta k ksmysbi easy ho jay.
                    Click image for larger version

Name:	different-lot-types-babypips.png
Views:	8
Size:	105.3 کلوبائٹ
ID:	12322958Click image for larger version

Name:	forex-lot-size-meaning-2.png
Views:	2
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12322959Click image for larger version

Name:	what-is-a-lot-in-forex-trading-standard-lot-mini-lot-micro-lot-and-nano-lot.jpg
Views:	2
Size:	70.9 کلوبائٹ
ID:	12322960
                    Click image for larger version

Name:	Lot.jpg
Views:	2
Size:	210.8 کلوبائٹ
ID:	12322961Click image for larger version

Name:	1__1.png
Views:	3
Size:	40.7 کلوبائٹ
ID:	12322962
                    • #25 Collapse

                      Re: What is lot

                      Dear friend forex market main hum jab bi trading karty han to wo lots k hessab sy trading karty han means aik lot sab sy kam wali 0.01 ha jis sy hum trading kar sakty han to humy apny account k mutabiq lots select karni hoti ha jis sy hum safe trading kar sakeny humy ziada loss bi na ho or humy maximum profit bi hasil ho jay is ley humy proper money management or risk management sy trade lot select karni ho ge means agr humara account 100 dollars ka ha to humy 0.01 sy bari trade ni lagani chae ha q k is sy bari trade lagany gy to ap ko ho sakta ha ziada loss ho jay is ley humy proper stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k safe trading kar sakeny
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: What is lot

                        Assalamu Alaikum dear Forex members bhai aapane poochha hai ki Lut size kya hai Jab Ham trading karte hain aur usmein apni Marji se it's Lagate Hain usko loot bolate Hain Ham loot ko bonus ke mutabik use karna chahie ismein Hamen mehnat Karni chahie Agar Hamara bonus kam hoga to Lut Jyada Hogi To Hamara account jaldi wash ho sakta hai isliye ismein Ham Mein Soch Samajh Kar kam karna chahie yah Hamare liye Achcha business hai Hamen ismein mehnat Karke successful ho sakte hain ismein Ham Jyada Se Jyada post per Dhyan Dena chahie Sara knowledge thread ki Shakal main hamein mil jata ha Achcha bonus Hasil karna hai to Forum per Jyada time spend karna padta hai aur Dada mehnat jaruri hai forum ke Roj Kavita bhi kam Karke Ham ismein Safal ho sakte hain Hamen rules ko follow karna chahie rules ko follow karna bahut jaruri hai agar rules ko follow Nahin Karte To Hamara account band kar diya Jata Hai is liye rulesko follow karna bhi bahut jaruri hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X