Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?
    Kuch log market main money ko invest kar dete hian or kuch apne ap ko Traders kehte hian main confuse hon is bare main. So koi please muje complete detail se guide kar sakta ha ke in main kya difference ha please.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    traders main bhi inverstors hotay hein jo log khud ki personal investment kar kay forex main work kartay hein aor hum unko bhi investors kehtay hein aor kuch log posting kay bonus per trading kartay hein.
    • #3 Collapse

      dosto forex trading main trader os ko kehty hain k jo trade kartha ho or invester os ko kehty hain jo app ko ke dey k hum app ko payment dety hain app hamari ley trade karo is main 50 50 share ban jaty hain par app logo ko chaye jhab be kisi ko payemnt dety ho invesment k ley esa trader deko jiss ko trade karna atha ho
      • #4 Collapse

        Trader aur investor ma farq

        Trader aur investor dono forex market ka hissa hain aur en dono kay naamo say he kafi zaida clearance mill jaati hai kay en dono main kiya buniyaadi difference hai. Kuch log forex main direct apna paisa laga kar trading karty hain aur kuch log apny paisy lagaty hain magar khud trading nahi karty hain. Lehaza apko main dono le definition bata deta hun:
        Trader: Trader wo hota hai jo forex market main apney account say ya kise dosry kay account say trading karta hai. Yani k order lagata hai aur orders ko close karta hai. Trader khud ki investment bhe kar sakta hai aur kise dosry kay account ko bhe manage kar sakta hai.
        Investor: Jo banda forex market ma a0na paisa lagata hai usko investor kehty hain. Kafi saary log khud trading nahikar sakty hain ya phir un k pass trading karny ka time nahi hota to wo sirf investment karty hain aur phir apna account ya kise trader ko manage karnay k ly dety hain ya phir koi robot apney account par laga dety hain.
        • #5 Collapse

          Dear ap ne dekha ho ga k ais market mai bahot sary kaam hai jaisy kuch log sirf ais mai signal dety hai aor kuch log hai jo ais market mai sirf investment karty hai aor kuch log hai jo ais mai trading karty hai aor kuch log hai jo ais mai teaching karty hai aisy hi agar hum ye dekhy to ais market mai bahot sary kaam hai aun mai se trader aor investor kai hai to aus k bary mai ap ko bata deta hun.
          Traders
          Dear ap ne dekha ho ga k ais market mai jo log trading karty hai apna analyis kar k aus par trade karty hai aun ko trader kehty hai aor jo log traders hai wo ho sakta hai sath signals bhi dety ho ya account manage karty ho.
          Investors
          Dear ais market mai bahot sary log hai jin ko kaam karna ni aata aor wo ais market mai logo ko paisa dety hai k ais mai ap kaam karo aor profit loss share kar ley gay jo log sirf ais mai paisa lagaty hai aun ko investor kehty hai.
          • #6 Collapse

            Trader wo hota hay jo market ko different types key methods use kar key market ko analysis karny ki koshish key bad manually trades open karta hay aur profit earn karny ki koshish karta hay esy me esy traders ko some times loss be ho jata hay to ye us ko be recover karny ki koshish me lag jata hay, jab key investors apni big investment se ya to long term trading ka advantage leta hay ya per PAMM Account me investment kar key profit earn karny ki koshish karta hay, traders aur investors same hi hoty hey magar dono key trading styles different hoty hey.
            • #7 Collapse

              Dear ye to asan bat hy kiyon k forex market mein investment karna aur forex trading mein trad kar k profit karny mein fark hy investment jo karta hy wo invester kehlata hy trad ni kar sagta jo trader hoty hein wo khud investment bhi karty hein khud markit mein trad bhi karty hein aur profit bhi karty hein
              Removed by moderator.
              • #8 Collapse

                Trader aur Investor mein farq

                Trader aur invstor mein farq to zarror hai lekin ye aik common understranig ke baat hai ka trader aur invstor mein kia farq hai. Trader aur investor name se he zahir ho jata hai k un mei kia difference hai ya un ko q trader ya investor kehte hein. Bher hal apne sawal kia to mein apko basic explaination de deta hun.

                Trader wo hota hai jo forex market mein direct kaam karta hai means usko maloom hota hei k market up kun ja ri ha ya dwon q. aur wo us andazy se order lagata bhi ha aur band bhi kerta hai.

                Investor hota hei jo market ke movement ko nai samjhta bas wo market ko dekhta hai k market kis wajha sy up ya dwon jaay ge na he wo khud order lagata hai bas wo paisa invest kerta hai.
                • #9 Collapse

                  Assalamualaikum ji aapne bilkul theek kaha hai mere yaar mein investor wo hote hai jo hum logo ko do not provide Karte Hain Hum Log is bonus share trading Kark achha profit Castle kar sakte hain isliye hum logtrader howe
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedazhar پيغام ديکھيے
                    Kuch log market main money ko invest kar dete hian or kuch apne ap ko Traders kehte hian main confuse hon is bare main. So koi please muje complete detail se guide kar sakta ha ke in main kya difference ha please.
                    Emperor trading or investment main Bolta different hai ek trader trading Lagate Hai or invested market Mein long time ke liye Apna in capital invest kar deta hai Jise main market Mein long time ke liye working karta hai aur acche se market constable hone Tak Kis Ko baat karta hai aur long time ke baad Jahan Se Achha wala profit generate karne Main Usko kaafi Jyada sport bhi mil Jati Hai
                    • #11 Collapse

                      Status for investors ke between Zyada different Nahi Hai Ye Dono same things Hoti Hai in western long time ke liye market Mein Apna capital investment kar deta hai Jab case against trailer hota hai woh market Mein kam time period ke liye market Mein kaam karta hai aur yahan se nikalne ke liye Jyada Se Jyada technical analysis ki help leta hai aur kaam karta hai
                      • #12 Collapse

                        Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai trader air invested main bihut ziada farq hota hai trader woh hota hai Jo market ko analysis karta hai air soch samajh k trade lagata hai jiska acha kahsa experience hota hai air woh account ko handle kar raha hota hai air jis time chaye koi bhi trade open kar Sakta hai air invested woh hota hai Jo apnain paisay kisi trader ko deta hai aur is k sath agreement kar let's hai k profit ki kitni percentage isko milaygi aur kitni trader ko milaygi lakin is doran woh khud trade ni laga Sakta q k us k pass invested I'd hoti hai sirf...air jub bhi invest karain to trader ki jaan pehchan aur information zaroor ikathi kar main aisa nan ho aap kisi scam ka shikar ho jayen...
                        • #13 Collapse

                          Forex trading ak online business hai aur din ba din as main hazfa ho rah hai new invester aur trader as main samal ho rahy hai forex market main trader online trading karta hai trader pahly market ko analysis karta hai aur us ko boht ascha experience hota jas ka bana par wo trading main profit hasl karat hai jab ka invester surf investment karta hai invester ka pass ya to time nai hota ya pher us ka pass atna experience nai hota ka wo kuda trading kar sakay lakn invester ka pass knowledge hota ka jas ka bass pay invest karta hai invester ya to kasi say apna account manage karwat hai ya forex copy karta hai ya pher broker ki traf say pamm account main investment karta hai jas say dono logo ko fada hota trader us investment pay trading karta hai aur jo profit karta hai wo invester ko to jata hai lakn trader us profit main apni trading ka hasb say commission lata hai jas say dono ko fyda hota hai.
                          • #14 Collapse

                            ek trader short time ky leya trading krta ha or jo invester hota ha wo lamby arsy ky leay apny passy forex ma invest krta ha or big profit bnata ha or is ko lamby arsy ky lray kam kana hota ha or wo acha profit bna skta ha
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders or Investors, In dono main kya faraq hai?

                              forex mai traders mai or investors ko dahk kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X