Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Take profit (TP) or target price is an order that you tell or send to your broker informing them to close your position or trade when price reaches a specified price level in profit.

    A stop-loss order is an order placed with a broker to sell a security when it reaches a certain price. Stop-loss orders are designed to limit an investor's loss on a position in a security.
    Removed by Moderator.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedazhar پيغام ديکھيے
      Forex Trading main apne accounts ko safe karne ke lie hum stop loss or take profit ko use karte hain but in dono main se sab se zaruri kon sa hota hai jis se humain bhoat zayda fida ho.
      Trading Mein stop loss and take profit Dono ko bahut jyada advantage hota hai aur Dono Ka Hai Apna Apna haal hai aur mere pyar Mein Had Se Jyada stop loss Zaroori Hota Hai status gem Star Plus use karte hain Unka account Seva jata hai aur traders Kaha hone se bhi Acha Lagta Hai usko chahiye K trading karte huye stop loss and take profit Dono ko use kare stop loss and take profit Karenge trading secure ho jayegi aur profit banana hoga
      • #18 Collapse

        dear brother aap nay boht acha swaal kiya hai mary khayal main to dono he achy hain aor ain ky baghair aap apni trade nahin kar sakty jo aap ko faida day jesa ky hum janty hai ky nuksaan aor munafa dono he trade ka hisaa hai hum apna koi bhi order sooch samjh ky lagaty hai likin baaz okaat humary analysis ghalt bhbi hoo jata hai ais liye humian chahyee ky stop loss to zaroor lagaien bazz okaat hum take profit lagty hain to market humary take profit sy bhi oper chali jati hai jis ka humin afsoos hoota hai likin ager deekha jayee to take profit bhi bohat zaroori hai baz okaat markt humry point ko touch kar ky wapis palat jatai hai ais liye humin chahyee ky take profit aor stop loss ky baghair trade na karien
        • #19 Collapse

          Re: Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?

          dear oon to ham yeh bhi keh saktay hain k agar in dono ko use na kia jaye to koi aisa barra masla nai hay q k agar hamara stoplose bahut nazdeek laga huva hay to markeet thori bahut retracemnt say hamara stoplose laga sakty hay aur agar hamara take profit nazdeek laga huva hay to markeet nay bahut moove krni the aur haamra tp jaldi hit honay say hamko milnay wala profit bahut he kam hay is liye agar ham lalach main atay hain to hamko dono tarf say ziada faida bhi mil sakta hay aur ziada lose bhi ho sakta hay is liye agar ham markeet main lalach say kaam laitay hain to hamko faida kam milega aur earning ziada hoge,better yahi hay k ham jub bhi koi orders lain order lagtay he hamko markeet main sab say pehlay stoplose ka use bay had zaruri hay jiski wajha say agar markeet achanak fast moovemnt bhi krty hay to haamra ziada say ziada stoplose he hit hoga account washed say bach jayega q k ziada important hay stoplose ka lagana take profit na bhi lagay to ham orders ko cut kr saktay hain profit lay kr ham nikal saktay hain.
          • #20 Collapse

            Re: Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?

            Dear members forex trading stop loss or take profit ki ki bahut ahmiyat hoti hai in ko ham apni trades main laga kar fayda uthate Hain. In donon tools ko alag alag Ham define karen ge ki Ham in ko kaise use kar sakte hain aur kya fayda utha sakte hain.
            Stop loss. Jab Ham trade kar rahe hote Hain aur market ki condition unpredictable hoti hai Ham chahte Hain ki hamen ek khas had se ziada loss Na Ho to us ke liye ham stop loss tool use karte hain. Stop loss starting point se ziada kareeb nahin hona chahie aur itna dur hona chahie jitna ham loss afford kar sakte hain. Agar ziada kareeb lagaya jaaye to jald it hone ka chance hota hai.
            Take profit. Take profit is waqt lagaya jata hai Jab Ham off the screen hote Hain aur hamari prediction hoti hai ke market yahan Tak move kare gi aur yah bhi chance hota hai ki market use point Tak move karne ke bad phir reverse a jaaye to Ham take profit use karte hain. Is ka fayda yah hota hai ki jahan tak aap ki prediction hai, market ne agar move Kiya to uska profit aap ko Mil jata hai automatically aur trade close Ho jaati hai.
            • #21 Collapse

              Re: Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?

              Forex trading business mai mt4 terminalki bohat importance hai. Mt4 terminal mai bohat say aisay tools hai jo trader ko trading mai madad daitay hain. Agar baghaour jaiza lia jaey tou terminal mai mojud tamaam tools sirf trader kay faiday kay liye banaey gaey hain. Koi aik bhi tool aisa nahi hai jiss ka trader ko trading kay doraan faida nahi ho.

              Stop loss aur take profit aisay tool hai jo sirf iss liye create kiye gaey hain kay agar trader trade open kernay kay baad apni trade ko watch nahi ker sakta aur ye chahay kay usay loss aik hadd tak ho aur profit bhi aik hadd tak ho jaey aur trade khud bakhud close ho jaey. Mairay khayaal say tou dono ki ehmiat aik jaisi hai laikin agar stop loss nahi hota tou accounts wash honay kay chances bohat barh saktay thay jiss say traders ko trade open kernay kay baad her waqt market ki monitoring bhi kerni parti. Issliye mai tou yehi samajhta hukay stop loss ki ziada importance hai
              • #22 Collapse

                Re: Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?

                ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya mere hisab se donon stop loss aur take to ek jaisa hi ahmiyat rakhte Hain ine donon ko ek jaisi ya amiyat Deni chahie stop loss ki vajah se trailer of predefined limit se jyada hone wale log se Ban jaate Hain jab ke take profit ke chakkar mein aur lagan se profit ko pahle se define kar dete Hain kafi dafa texture of noise Gaye to is. Se market wapas a jaati hai aur jiski vajah se aapka time waste hota hai aur aapki earning Vijaya Ho jaati hai isiliye take proper lagane se hamen bahut jyada fayda ISI tarah stop loss lagane se bhi agar aapki trade laws mein ja rahi hai to 1. Per aakar ruk jayegi aur jyada plots nahin khaegi isiliye donon ki hamen bahut jyada hai agar Ham trade kar rahe hain to ine donon ko use karna chahie trading mein donon Hi bahut ahmiyat ke hamil hen
                • #23 Collapse

                  Re: Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?

                  forex trdaing main stop loss or take profit trdaing tools hain jin k stah trdaing possible hai warna hum proper kbhi bhi trdaing nahi kar skty hain es liye aghr hum chahty hain k hum apni trdaing main kamyb hon tu apko forex k sub he trading toosl ko achi ta se sue krna chahye jub ap aysa karty hain tu he ap apni trdaing main kayb hoskty hain forex trdaing main stop los set karny se hmain hari trdaing main loss k kam hony k chnaces hoty hain es se hmara ccount bhi wsh nahi hota hai es liye hmain chahye k hum apni trdaing main stop loss or take profit k stah trdaing karen q k hmari rdaoing ko kamyb bnnay k liye money angement k sath trdaing krna zarori hota hai q k ayse hmara account save rahata hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?

                    Dear Stop loss aur take profit zarori tools hey es key baghir app ki trading incomplete hoti hay aur app key open trades ko take profit aur stop loss na hony ki waja se loss ka khatra be ho sakta hay, me agar apna trading ka personal experience share karon to take profit aur stop loss dono ko me zaror use karta hon, na to ham take profit key baghir achi trading kar sakty hey aur na hi stop loss key baghir, agar take profit app key order me profit ko manage kar sakta hay to stop loss app key order ko loss se door kar sakta hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?

                      Dear friend forex trading main stop loss or take profit apni apni jaga ha or donu ki apni importance ha jis ko ap istamal karny gy us ka he fayda ha loss ni ho ga or ap ka account safe ho ga ap ko loss ni ho ga
                      Stop Loss
                      Stop loss forex trading main ap ka account safe rakheny k ley best ha q k jtna ap loss bardast kar sakty han utna select karty han or jab ap analysis k bad stop loss select karty han to ap ko loss ni hota ha is ley ap ko stop loss lazmi istamal Karna ho ga
                      Take Profit
                      Jasa k ap ko pata ha k take profit trade ko profit main close karny k ley istamal hota ha chae ap online hon ya ni ap ko fayada hota ha is ley humy take profit zaror istamal Karna ho ga agr hum bagar take profit k trade open karty han to close karny k ley humy online hona lazmi ho ga tab he trade close ho ge or humy fayda ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X