Stop loss ka importance?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ka importance?
    assalamualaikum dear!!
    friends buhat sy esy log hain jo stop loss ko use nai krty kyon k unko lagta hy k stop loss unka pehli hit kre ga tp sy is liye un ko margin call sy guzra krna parta hy

    ap log stop loss importance batain....


    like & thank please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stop loss ki importance

    Stop loss ka lagana trading kay doraan bht zaroori samjha jaata hai aur stop loss apkay account ke insurance ka kaam larta hai. Agar aap stop loss nahi lagaty hain to shyed poora saal aapko uska koi bara loss na hoo magar shyed aik he din main aapko stop loss na lagany say aapki saari investment zaya ho jaay aur aapka account wash ho jaay. Lehaza stop loss lagana intehaai zaroori hai. Aur stop loss lagaty huy chand cheezon ka khyal rakhin jis say aapky account main achy say achy point par sl lagy.
    1. Stop loss scalping kay doran choty gaps sy rakha jaata hai kunkay risk reward ratio ko mind ma rakh kar trading karna hoti hai.
    2. Long term trading kay liey stop loss bhe us hisaab say bary gaps kay saath rakhin taa kay jaldi apka stop loss hit na ho. Kunkay long term main targets bhe bary hoty hain.
    3. Currency pairs ke movement kay hisaab say stop loss set katin. Kuch pairs ma movement bht zaida hoti ha aur volatility ke wajha say stop loss jaldi hit kar sakta hai.
    • #3 Collapse

      Trading mai stop loss ke bohot he ziada importance hai , aur trader ko iss ka istaimal zaroor karna chaiye.

      Kuch time per trader ko yeh feel hota hai ke stop loss say nuqsan he hota hail akin overall yeh trading mai risk kay factor ko kam karnay mai bohot madadgar hai.

      Stop loss ka sab say bara advantage yehi hai k traders ko sirf itna loss hota hai jitna woh apni marzi say set karta hai . ager iss ko set na kiya ho tu kafi dafa market tiaze kay sath kafi points move kar jate hai aur traders ko bohot he ziada loss ka smana karna parhta hai.
      Iss liye traders ko chayie ke disciplined trading Karin aur stop loss zaroor use Karin .
      • #4 Collapse

        G bhai ap thek keh rahy hen stop lose bohat zaroori hy q k jb ham stop limit ni lagaen gy to hamen bohat lose ho skta hy aur jis ka koi andaza ni .agr ham limit lgaen gy to itna zaida lose ni ho ga aur na account wash hony ka khatra rahy ga.
        • #5 Collapse

          dear bhot sa log market mn aisa hn jo real mn stop loss ka sath kam nhn krta but mn na kafi sara professional traders ko daikha ha jo ka forex market ka ander stoploss ko like nhn krta hn personally mn khud bh like nhn krta hn dear uski reson so simple ha woh yh ha ka forex market ka ander agr ap log stop loss proper nh lgata to mostly ap ka stop loss e hit hota has
          • #6 Collapse

            Dear market mai kaam karty hoye bahot sari baton ka khyal rakhna parta hai aus mai ye hai k hum ko agar trade lagani hai to aus k sath stop loss zaror lagana chaye aus mai ye hai k hum agar ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai stop loss zaror lagana chaye.
            Stop Loss Lagany ka Tareeka
            Dear hum agar koi bhi trade lagaty hai to aus k sath stop loss ais hisab se lagye k agar humri trade kuch profit mai jati hai to hum ko stop loss entry point par set kar lena chaye ta k agar market dobara humry opposite jaye to hum ko loss hi na ho.
            • #7 Collapse

              Stop loss placement

              Mostly traders stop loss placement ko zarori nahi samjty aur es ko ignore kar dety hey magar trading ko profitable banany key ley stop loss ki placement ki importance bahot hi zeyda hay, loss ko control karny key ley stop loss placement hi crucial key ho sakta hay, Stop loss ko fix hi laga dena chaye agar ham stop loss point me changing ya es ki shifting karen gey to ye be hamari esi mistake hay jes ki waja se loss ho sakta hay, some time stop loss point touch nahi be hota aur some time asani se touch ho be jata hay magar loss/profit business key part hony ki waja se ham kesi ko blame nahi kar sakty magar jab big loss hamary without stop loss placement key ho jata hay to ye hamari esi ghalti hoti hay jes ki waja se ham kabi be esi mistakes ki waja se successful nahi ho sakty.
              • #8 Collapse

                Asalamu alikum dear brother, stop loss ke hawale sey ap ne aik acha issue raise kia hai. Ham log stop loss ka istemaal bhtkam karte hein aur stop loss ko na use ker k apne account ko ham pahnsa lety hein aur account pahnsney ka means ye ha jab account mein margin nai reh jata to us wakt koi new trade na hi open ho sagti ha aur na hi wahan sari trades ham close kar sagte hein kun k hamara lsoss kafi zaida hua para hota hei aur wahan ham kuch kerney ka qabil nai reh paate hein so mein aapko yehi kahun ga k ja tab ap paney trading plan ko stop loss se nikaal ker rakehin gy us time tak losses aapko milte taha kerin gy.
                • #9 Collapse

                  Assalamu Alaikum Hum logo bahut jyada loss karne se bacha hota hai isiliye stop loss bahut hi jyada important Hai Star Plus ki wajah se hum log Jyada notes on se Baje Jate Hain isliye bahut hi jyada market Mein istemal Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                    assalamualaikum dear!!
                    friends buhat sy esy log hain jo stop loss ko use nai krty kyon k unko lagta hy k stop loss unka pehli hit kre ga tp sy is liye un ko margin call sy guzra krna parta hy

                    ap log stop loss importance batain....


                    like & thank please
                    Forex my working karne ke liye aap ko Hamesha sabse Pehle stops loss Lagana Hota Hai Jab Wapas pane stop loss Laga kar working Karenge toh aapko iska nuksaan hone ka Zyada nahi laga Rahega ya par kabhi bhi kisi bhi time par easily working kar sakte hai market Mein Apna confidence create kar sakte hain isme easily working kar ke acche se message kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Market Mein working karne ke liye Yahan Par aapko stop loss ke sabse working karna Hoti Hai Jaise Jaise aap market Mein working karte hain aap ko sabse Pehle stop loss laga diye Jab market. Code touch karti hai toh aapko level se Jada nuksan Nahi Hota Jisko nuksaan ko recover kar sakte hain Jab market wahan par stable ho jayegi easily working kar sakte hain earning karne ke liye
                      • #12 Collapse

                        Jnb aap nain bht achi BT ni hai stop loss ki trade main bht importance hai koi bhi trade aisi open nan karain jis main aap SL place nan karain SL kisi bhi trade PR bht important hoti hai jub bhi koi trade lagayen SL laazmi lagayen air agar aap koi bhi trade open karain buy main SL ko hamesha support point k neechay rakhain aur tp ko resistance level k neechay rakhain aur jub bhi koi trade sell main open karain to SL ko resistance point k ooper rakhain Ayr tp ko hamesha support level k ooper rakhain .umeed hai aap ko post pasand ayi ho GI...
                        • #13 Collapse

                          my dear brother stop loss ko na use ker k apne account ko ham wash krwa lety hein aur account wash ho jae ka means ye ha jab account abi him log is account sy trading nhi kr skty ha or him logo ko stop loss lazmi istmal krna chaya
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            walikumaslam bhai forex trading main stop loss ki boht ahmiyat hai stop los k faidy he hai loss nahi hai es liye mera khyal hai k har trador ko chahye k apni trdaing main stop loss ka use karna chahye or jo log es bat se darty hain k hmara sl hit hoga tu un ka dar he un ko kamyb nahi hony deta hai es liye es adr ko khtm karna chahye or apni trading main t,p k sath sath stop loss ka bhi use karna chahye;
                            stop loss ki ahmiyat:
                            forex trading main stop loss lgany k boht se fady hain or es ki ahmiyat bhi boht zeyada hai stop loss se aik tu hmara loss loch ho jata hai jitna hum set karty hain otna he loss hota hai zeyda nahi hota hai aik hmar account wash nahi hota hai es liye har trador ko chahye k apni trading main account ko wash hony se bachany k liye apni trading main stop loss or take profit donu he set karny chahye ta k hum zeyda loss se bach saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss ka importance?

                              Lalaj traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab knowledge Kaat do traders ka profit bhi Naam laws may change ho jata hai isliye traders ko chahiye ki trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada banane ki Creed Karen
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X