All Forex indicators Aor Unn Ka Aasan Istemal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    All Forex indicators Aor Unn Ka Aasan Istemal
    Assalam-u-Alaikum. Dear Members mera Sawal indicators se mutalliq ha Barah-hey-Mehrbani indicators jin ke Kafi Tadad ha un men se jittnon ke mutalliq Aap jittni bhi wzahat kar saktey han kar den kissi aek ke barey men ya 2 ya 5 ya 10 jitney bhi indicators ke Mutslliq jahan tak ho sakey wazahat kar den yeh kin Halaat men kin kin TimeFrames men kis tarrah kam kartey han inn se New ya Senior Members kiss tarrah Faeda utha saktey han yani inn ko kiss tarrah darost use kar saktey han Keun keh men Samanghta hon Forex Trading men kafi Mushkil aor Pecheedah kam ha indicators ko samanghna aor inn se darost kam lena Dosra inn ki Bahut zeyada Tadad Masley ko aor zeyada Pecheedah bana deti ha LEHAZA iSS TEHREER KO GHOR SE READ KARREN aor TAFSEEL se JAWAB DEN
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex Indicators ka istemaal:
    Dear indicators ko istemaal karna aapko lazmi aana chahey aur un kay signals ko read karna bht zaroori hota hai. Agar aap signals ko read nahi kar sakty to shyed aap kay liey analysis karna bhe itna easy nahi rahy ga. Indicators to kafi saary hain jo aapko istemaal karney aana chahey aur un indicators kay istemaall say ap apni trading ko improve kar sagty hn.
    Indicators apko free main bhe available hoty hain aur kafi saary log paid indicators ka bhe istemaal karty hain. Paid indicators mery khyal say apko use nahi karny chahey kun kay us ki surety nahi hoti kay wo indicator kis base par banaya gya hai aur sahi ha bhe ya nahe ha. Mt4 ma apko free indicators available honty hain jin main say popular aur zaida istemaal ye hoty hain:
    Bollinger Bands, Moving Averages, MACD, Relative Strength Indexe
    Ye chand indicators hain jo takreeban har trader aur har exper istemaal karta hai.
    MACD: MACD(Moving average convergence divergence) aik aisa indicator hai jo aapko trend kay change hony ka signal bht jald deta hai. Es say jab bhe apko signal mily aap trade laga sakty hain.
    Mt4 main jab ap MACD indicator chart ma add karty hain to wahan us ma aapko 2 lines nazar aain ge. Aik line fast moving average kw hoti hai aur aik line slow moving average ke hoti hai. Jab fast moving average ke line slow moving average ke line ko cross karti hai to us time trend tabdewl hony ka signal hota hai aur aap us time tradw laga sakty hain. Lekin koi bhe indicator use karney say pehly usko demo par lazmi azmaa lain.
    • #3 Collapse

      Indicators Market key upcoming market behavior ko identify karny ki koshish karty hey koch traders indicators ka use bahot hi zeyda karty hey aur koch esy expert traders be hey jo indicators ko na to reliable samjty hey aur na hi indicators ko zeyda ehmeyat dety hey, me esy hi koch indicators ka knowledge sab logo key sath share karna chahta hon jo key mery knowledge me hay

      1. MACD (Moving Average Convergence Divergence)
      MACD trend following momentum indicator hay jo key jes ka relation 2 prices ki moving average ki calculation karta hay aur us key bad hi signals proved karta hay.

      2. Support and resistance

      Support and resistance level indicator ko be ham useful samaj sakty hey, market hamesha apni movement key sath kesi point ko strong support level bana deti hay aur sath me strong resistance level be jo key asani se break nahi hoty, esi level ki calculation key ley support and resistance level indicator ko use kia ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma AP ki bath stuff bilkul agree krta ho inducater ka forex trading ma bhot hi Zayada ihmyat hoti ha or in ko istaml krty how hi. Log acha profit hasil KR skty ha him logo ko bas mhnat krna Hota ha or kuch nhi bas mhnat
        • #5 Collapse

          Dear ais market mai bahot sary indicators hai aor banda sab par kaam ni kar sakta hai aor ais k sath ye hai k hum ko chart par atny zayda indicators use ni karny chaye aus mai ye hai k hum agar ais mai aik time par zayda indicators use karty hai to aus mai hum ko aik indicator par buy mil rahe hoti hai aor dosry par sell wali trade mil rahe hoti hai agar hum ais mai trade lagaty hai to aus mai ye hai k hum confuse rehty hai k pata ni kon sa indicator sahe hai ais liay thory se indicator use kary aor aus k hisab se jo stop banata hai wo hum ko lagana chaye aus k sath hum ne agar ais market mai acha kaam karna hai to hum ko ais mai ye hai k hum ais price action par kaam kary aus mai acha result milta hai.
          • #6 Collapse

            nhi bhai forex koi ashan kam nhi ha ek muskl kam laken mhnat krny sy asahan ho skta ha is leya him logo ko mhnat krni chaya zayada sy zayada
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheraz Zaheer پيغام ديکھيے
              Assalam-u-Alaikum. Dear Members mera Sawal indicators se mutalliq ha Barah-hey-Mehrbani indicators jin ke Kafi Tadad ha un men se jittnon ke mutalliq Aap jittni bhi wzahat kar saktey han kar den kissi aek ke barey men ya 2 ya 5 ya 10 jitney bhi indicators ke Mutslliq jahan tak ho sakey wazahat kar den yeh kin Halaat men kin kin TimeFrames men kis tarrah kam kartey han inn se New ya Senior Members kiss tarrah Faeda utha saktey han yani inn ko kiss tarrah darost use kar saktey han Keun keh men Samanghta hon Forex Trading men kafi Mushkil aor Pecheedah kam ha indicators ko samanghna aor inn se darost kam lena Dosra inn ki Bahut zeyada Tadad Masley ko aor zeyada Pecheedah bana deti ha LEHAZA iSS TEHREER KO GHOR SE READ KARREN aor TAFSEEL se JAWAB DEN
              Hello dear kia hal chal hein aap sab k mein umeed karta hun Allah pak ke fazal say sab kheriyat se he hon gey. Dear forex indicators mein jo aapne sawaal poocha ha mein iss bare mein ye kehna chahun gaa k indicators ka isteaimal itna mushkil nahihota ha aap koi indicator apne chart per lagaty hein ato us mein aapko us indicator ke reading mil ri hoti ha ya us indicator ke number b aop keh sagte hein un numbers ko deikh kar aap faisla kaer sagte hein k kia aap ko kitna acha signal mill raha hai.

              RSI (Relative Strength Index):

              Relative Strength Index aik aisa indicator ha jo koi bhe pair currency ka ya commodity ko apko batata ha ka kia wo oversold ha ya overbought hai. Jab aap kise pair per up trend mein buy ki entry lagana chahin to us mein aapko jab uski reading 30 tak show ho to usy oversold kehte hein pir usy ap buy karin. issi terha 70 se zaida overbought hota hai us se aap sell ker sagte hein
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheraz Zaheer پيغام ديکھيے
                Assalam-u-Alaikum. Dear Members mera Sawal indicators se mutalliq ha Barah-hey-Mehrbani indicators jin ke Kafi Tadad ha un men se jittnon ke mutalliq Aap jittni bhi wzahat kar saktey han kar den kissi aek ke barey men ya 2 ya 5 ya 10 jitney bhi indicators ke Mutslliq jahan tak ho sakey wazahat kar den yeh kin Halaat men kin kin TimeFrames men kis tarrah kam kartey han inn se New ya Senior Members kiss tarrah Faeda utha saktey han yani inn ko kiss tarrah darost use kar saktey han Keun keh men Samanghta hon Forex Trading men kafi Mushkil aor Pecheedah kam ha indicators ko samanghna aor inn se darost kam lena Dosra inn ki Bahut zeyada Tadad Masley ko aor zeyada Pecheedah bana deti ha LEHAZA iSS TEHREER KO GHOR SE READ KARREN aor TAFSEEL se JAWAB DEN
                Yahan Par for explain working karne ke liye aapko Sab indicators ko utilise karna chahiye jaise Jaise Aap Yahan Par indicators ko use Karenge aap ki directions Ka Pata Lagana song Ho Jayega aap ki working Aur Main capital Mein acha Khasa profit generate ho jayega aap kabhi yaha par Kisi bhi side mein Apna Kaam Bhi Mood Mein kar sakte hain Jab aapke paas experience hoga
                • #9 Collapse

                  Market Mein kaam karne ke liye market ko Samaj Ne ke liye skin traction ko nikalne ke liye aapko Yahan Par Bose indicators Mil Jayenge indicators aapko batayenge kya aapne market Mein Kaise kam karna hai market kab aur kis time par stable ho sakti hai aur kis jagah se aap ka pic level bana sakte hain aur isme isme investment kar sakte hain aapko market sab kuch Bata Degi
                  • #10 Collapse

                    Jnb aap nain bht achi thread create ki hai to main bhi aapko aik indicator k baray main batatay hun Jo k hai MACD
                    MACD
                    Is main aapko karnan young hai k aap nain do line leni hain jin main aik tezz move kar rahi hoti hai masla 100 lay main Ayr aik slow moving kar lain 20 lay main Ayr jub yeah donon lines aik doosray ko cross kar lain to yeah trend change ki nishani hoti hai agar pehlay trade buy main ho to cross k baad aap sell laga do q k cross kar nain ko hum trend change ki ilamat bhi samjh saktay hain Ayr doosra sub ehmhai woh hain support and resistance level had trade main koi nan koi strong support or resistance level ban raha hota hai lehaza isko bhi zaroor check kar lain...
                    • #11 Collapse

                      my dear brother indicators aapko trend kay change hony ka signal bht jald deta hai Es say jab bhe apko signal mily aap trade laga sakty hain or acha profit bna skty ha ap ko mhnat bi kam krna pry gye or ap ko acha profit bna skta ha
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading main boht se indiactors hain jin ko use kar k hum apni trading ko bahtr kar skty hain es k sath sath boht se indicators ayse hain jo k paisun se use kiye jaty hain alken un main surity nahi hoti hai or na he hmain pata lag pata hai k wo kis base par bnay gy hain es liye ayse indicators se avoide karna chahye q k hmain mt4 main boht se indiucatosr mil jaty hain jin ko hum use kar k trading kar skty hain or apni trading main orofit eran akr skty hain;
                        forex trading main sub se zeyda jo indicators use kiya jata hai wo bollinger bands,moving avourage,MACD.hain en main achi trading ki jati hai,
                        forex trading main moving avourage se hum apni trading k liye signal wasol karty hain yah sub se jaldi main signals provide karta hai es main hum trend k change hony ka signal miltahai or hum esi k according main apni trade lga lety hain yah indicators sub se zeyda use hota hai or profitable bhi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: All Forex indicators Aor Unn Ka Aasan Istemal

                          Lawless traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab lalaj Karte Hain To traders ka profit bhaina loss Mein change ho jata hai isliye traders ko chahiye ki trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada is lost
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: All Forex indicators Aor Unn Ka Aasan Istemal

                            Main samajhta Hoon ke short term trading case Jyada benefits new traders ko hi hote hain Kyunki wo small trading Karke Samanya profit bana sakte hain aur tera apni trade close kar dete Hain Jab Ke experienced aur Bade traders co short term trading ka Jyada fayda nahi hota Kyunki Jab aap planning Karke trading Karen too long term trading Karni chahiye
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: All Forex indicators Aor Unn Ka Aasan Istemal

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheraz Zaheer پيغام ديکھيے
                              Assalam-u-Alaikum. Dear Members mera Sawal indicators se mutalliq ha Barah-hey-Mehrbani indicators jin ke Kafi Tadad ha un men se jittnon ke mutalliq Aap jittni bhi wzahat kar saktey han kar den kissi aek ke barey men ya 2 ya 5 ya 10 jitney bhi indicators ke Mutslliq jahan tak ho sakey wazahat kar den yeh kin Halaat men kin kin TimeFrames men kis tarrah kam kartey han inn se New ya Senior Members kiss tarrah Faeda utha saktey han yani inn ko kiss tarrah darost use kar saktey han Keun keh men Samanghta hon Forex Trading men kafi Mushkil aor Pecheedah kam ha indicators ko samanghna aor inn se darost kam lena Dosra inn ki Bahut zeyada Tadad Masley ko aor zeyada Pecheedah bana deti ha LEHAZA iSS TEHREER KO GHOR SE READ KARREN aor TAFSEEL se JAWAB DEN
                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main both sary indicators Han jin ki help sy hum ache trading kar sakty han is ley dear pehly indicator ko seeken or phr us k baad in ko istamal karny forex trading mian both common use hony waly indicator RSI indicator ha jis ki help sy hum ache trading kar sakty han jab bi RSI 70% sy up ho to AP sell karna chae ha or jab RSI 30% sy Kam ho to buy karna chae ha is ley humy ziada sy ziada achy indicator use karny chae han ta k hum easily trading kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X