forex main asal experience khud practice karnay say milta hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai teacher ka hamari life main aik important role hey ,forex trading main bhi iski zarorat perti hey is leay hum teacher ya kisi senior trader se bhi no seekhty hain uski leisure time main uski practice kerni chaey takeh hamari skill bhi increase ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai apny bilkul thek kaha hy hamin kisi ko fees dy kr sekhny ki bajay khud mehnat krni chahye kuch log buhat hi short time main buhat sa pesa kamana chahty hain to wo forx kisi sy sekh kr trading krna shuro krt hain mera un ko yani jo new trader hain un ko mashwra hy k wo forex forum par akr posting kren un ko is sy buhat kuch sekhny ko mily ga or sath sath freee mainb bonus bhi mily ga jis sy ap trading kr sakty hain or sath sath read bhai krty rahin inshallah ap jald hi achy trader ban jaoo gy
      • #18 Collapse

        Forex m kamyabi tab e hasil hoti ha agar khud practice kya jaye or phir trading ki jaye practice k beghair ap koi b kaam theek tarah se nh kar sakty hain or knowledge and experience b us k sath sath bht zaroori ha agar ap achi earning karna chahty hain to
        • #19 Collapse

          Good dosto humy bht knowledge hasil ho ga jb hm khud practice kry gy or dosra ap kisi seniors members k sth bathy guo lgaiy wo apko sb smjha dy ga or ap easily acha kam kr skty hain
          • #20 Collapse

            g han forex main apko experience ki bohat zaroorat hoti hai kyun kay forex main apko bohat hard work karna hota hai aor apni skills ko use karna hota hai. Forex main apko apni soch ka use karna hota hai aor expeirence bohat zaroori hai.
            • #21 Collapse

              G haan forex ma asal tajrba apny hathon sa krny sa milta ha jb tk insan apny ahon r dmag sa trad ni krta tb tk wo kamyab ni hota dunia ma koi b km yA tajrba tb tk ni ata jb tk insan apny ahton sa nakr lay but forex 1 asa km ha jis ko lazman apny e htaon sa trade kro to ap ko tajrba ata ha is liya forex ma tajrba kud krny a ata ha.
              • #22 Collapse

                agar hum forex trading main experince ko enahnce karna chahty hay to humay chahiye keh esko theak say seekhy kyun keh seekh kar aur demo account par trading ki practice karanay say he hum market main acha earn kar sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say time bhi daian chahiye es business main
                • #23 Collapse

                  dear me ap ki baat se agree karta ho jo exprience mujy khud trading karnay or market ki movement ko apni eye se dekhnay kay bad mila ha wo exprience na kisi expert traders se mila na koi book read karnay se dear ap ko just expert traders se ya book se as a knowledge gain karna chahiey phr os knowledge ko khud apni demo practice trading me trade kar kay exprience gain karay to ap ko faida ho ga
                  • #24 Collapse

                    agar hum experince ko gain kar kay trade karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay hum apny trading experince ko enhance karna chahiye kyun keh experince ko enhance kar kay trading karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                    • #25 Collapse

                      Assalam.o.alaikum to all forum members. Trading mujhy to mathematics k subject ki trah lgti hai ham maths k questions ko jitna b kyun na smjh len kisi teacher se uska solution jitni dfa marzi dekh len hm usy tab tak slove nahi kr payn gay jab tak hum khud apny hathon se apny mind se usy solve na kren isi trah trading mein hm khud practice kr k loss profit face kr k jo seekh skty hain wo kisi ko daikh k nahi seekh skty
                      • #26 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma experience lana ha to per hum ko khude lot of practice karna hoge demo account pa per hum ko bohat ahci eanrign hoge ager hum ko khude experience hota ha laken ager hum ko experience nhi hota ha to per hum ko loss he hoga.........
                        • #27 Collapse

                          Re: forex main asal experience khud practice karnay say milta hay.

                          forex trading main agar humara experience acha ho ga to he hum market main regular base par achi earning kar sakty hay es liye humay chahiye keh es business main khoob time dain aur demo account par humay ziada say ziada trading ki practice karni chahiye kyun keh esi trha humari trading skill bhi achi hoti hay
                          • #28 Collapse

                            Re: forex main asal experience khud practice karnay say milta hay.

                            g bilkul bhai forex trading ka experience humay hamesha say he learning or experience ki he base per hasil hota hai usi tarha say hum agr forex per trading mai demo acount ko b use krte hai us say humari markets mai trade karne ka idia hojata ha lekin forex mai markets ko samjna bhot mushkil hota hai or loag is kaam ko kafi arsay say kar rahe hotey hai khud hum is kaam mai agr ache say time spend karte hai tw hum daily basis per much better profit earn kar sakte hai
                            • #29 Collapse

                              Re: forex main asal experience khud practice karnay say milta hay.

                              hello dear brother agar ham kamayab hona chahta ha to hum forex trading mai bhi jitni practice karty hain utna experiences ziada hoty hain aur wohi humari kamyaabi k zaamin hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex main asal experience khud practice karnay say milta hay.

                                ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai hame Pakistan Forex mein Jitna Bhi kaam Karenge Itna Hai Hame Jyada experience Hoga aur hum khud Ishq Mein Kaam Kar Kar Ke experience Asar kar sakte hain aur hum khud bhi accha trade kar Payenge aur Hame kisi doosre se kuch bhi nahi poochna hoga thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X