sabar se kaam karain jald bazi na karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sabar se kaam karain jald bazi na karain
    Trading mein sabar ki buht ziada ehmyeet hy jald bazi se loss hi hota hy main ne jab market jab fast move karti hy jaldi mein trade open ki us mein lose hi hwa is liye traha ko open karne close Karne mein jald bazi na karain sabar se kaam karain ap bhi profit earn kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mein ap sy agree hon kiyon k mere sath kai bar esa howa hy ye ek bohut badi mistak hy yani juld bazi kiyon k juld bazi mein hum koi sahi fesla ni ly paty aur loss kar bethty hein chahy markit jitna bhi juldi kary humein sakon sy kam lena chahiye profit k liye bohut zarori hy k soch smajh kar order open kiye jain
    Removed by moderator.
    • #3 Collapse

      G Bhai AP NY bilkol thek bath ki kau jld bazi sy him logo ko nuksan ho skta ha or him log loss ma ja skty ha is leya saber sure Kam Lana chaya
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss kartay hoon kohi be kam kar rahay hoon uss main jald bazi nahi karni chaya sabar aur tahamal sa kam lana chaya same issi tarha instaforex trading main be jab trade open karan to markit ka analysis kar k sabar aur sakoon sa karni chaya jald baazi k sath trade na open karan na he close karan
        • #5 Collapse

          Ji janab apne boht achi baat ki hai janab duniya ka koi business aisa nahi hai jis main successful hone ke liye patience se kaam laina chaye aur isi tarha forex main bhi patience se hi kaam laina chaye aur ager jald bazi dikhae jae to loss hona koi bari baat nahi hai is liye forex main ache profit ke liye sabar se kaam lain
          • #6 Collapse

            g bhai apki bat bilkul thek hy hamain forx mainn sabar sy kam lena chahye koi dost jo new hain jab tarding shoro krty hain to un ko agr loss hota hy to hosla chor dety hain or wo forex sy bezar ho jaty hain new trader ko esa nai krna chahye un ko chaye k news par dyan den or exprince hasil kren taky un ko dobara loss ka samna na krna pary
            • #7 Collapse

              Forex kay business main apko hamesha sabar say laam lena parta hai aor apko agar forex main earning achi karni hai to apko hard work karna hoga aor ap main sabar lazmi hona chahiye wo bohat zaroori hai.
              • #8 Collapse

                ap koi b kaam start karain us k lye sabar ki bht zyada ehmiat hota ha aesa nh hota k ap reaato raat e ameer ban jaen or trading m sabar bht important ha kyun k ye aesa business ha jiss m k profit or loss dono e hota ha zaroori nh k ap ko just profit e ho ap ko loss b ho sakta is lye hmesha sabar or tahammul se kaam laina chaea
                • #9 Collapse

                  G blkul Forex trade ma or hmari life ma b sabar k boht hi ziada ehmiat ha Forex ma jb bhi ap jald bazi ma koi faisla karty han to apko loss face karny ky chances ziada hoty han es liay soch samj kar sabar ky sath trade karni chaheay aksar jb traders ko loss hota ha to wo sabar ka mozahira ni karty or aksar es business ko chorny ka faisla kar bethty han agr wo sabar sy kam lein to apna loss recover kar skty han.
                  • #10 Collapse

                    G han agar hum forex traading se achivearning karba cahte hain tou humain sabar se kam lena cahiay kisi kisam.ki jaldbazi nai karni cahiy hum jab bhi koi trade open karain pehly usay achi tarha watch karain aus ki movement ko samjhe aur phir order place karain jald bazi main ap apna loss kar sakte hain ayr produt ki jaga ap ko loss ho sakta hay
                    • #11 Collapse

                      forex trading business mein buht ss logon ko is waja se bhi loss ho jata hy k market throwing aik tarf move ki th analysis k baghair hi movement ko dekh kar trade open kar di aur aur phr wo trade kuch time k bad ayse loss mein jati hy k account hi wash ho jata hy is traha ki jald bazi nhi karni cahaiye trade ko soch samjh kar sabar se open karna cahaiye tab hi profit ho ga
                      • #12 Collapse

                        Brother forex main jab ap na trading krni ho tu kabhe ap jeldy sa koi faisla na lan phala achi trah search kran phr apna plan bnaye aur phr trading kran us trah ap ko fiada ho ga agr ap jeld bazi sa kam lan ga tu ap ka profit zaya ho jaye ga sabar kamyabi ke chabi hai
                        • #13 Collapse

                          apki baat sahi hay agar hum sabar kay sath kam karen gay to he hum forex trading main achi earning kar sakty hay es business main humay dil lga kar time dai kar kam karnay main he faida hota hay es business main khoob mehnat karni chahiye aur achy chance ko avail karty huway he trade karnay main faida hota hay
                          • #14 Collapse

                            Jaldbaazi sirf nuksaan ka sabab banta ha humy chaiye hum achi tarah trades ko pehle dekha karain market ko condition ko dekha karain kabi b jald baazi na karain tukka laga kar trade karnay walay kabi bhi acha porfit gain nai kar saktay hain kbi b aap jald baazi na karen plan se trade karna seekhen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Sir apny tick bola hai juild bazi say kuch nahi melta .julbazi nahi karna ya game nahi ha ek business hai online juild bazi say lose ka samna zayda hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X