Forex mein confidence ko kaise improve karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein confidence ko kaise improve karain
    Forex mein trade lagatay huay hum aksar dartay rehtay hain kay kahin loss na ho jaye tou aap sub sae guzarish hai kay koi aise tips batayain jis ki wajah sae hum apna confidence level up kar sakain aur hum apni trading easily kar sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee brother aap ki baat theek hai forex mein hum dar dar kar iss lye trade kartay hain kyun kay humain trading ka experiance nahin hota aur hum iss ko seekhnay ki koshish bhi nahin kartay aur chahtay hain kay humain kisi tarah forex sae profit mil jaye aur confidence isssi tarah barah sakta hai kay hum forex ka knowledge gain karain aur iss mein experiance barhain
    • #3 Collapse

      Bhai g sub sy badhiya tareeqa confidant ko improve karny ka ye hy k ap demo per practices karein 2 ..4 months regularly taky ap ko experience ho jaye experience sy confidant atahy bina experience esa he hota hy trad k liye dar hota hy k loss na ajaye halanky trad drust hoti hy phir bhi
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        Forex main apko agara apney expeirnece and skills main improvement lay kar ani hai to apko chahiye ap demo account ko use karen aor is main ap work karen apko kafi help bhi milay gi aor apka confidence bhi boost ho jaye ga.
        • #5 Collapse

          Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading main jab be trade open kartay hain tu aap ko confidence nahi apna aap per iss ki bari waja hay ki aap ko markit ka knowledge nahi hota hay ya exprence nahi hota hay trading ka forex trading main confidence k laya aap ko exprence barhana pharay ga markit analysis theek tarha karna pharay ga tab ja kar aap ka confidence bar ha saktay hain
          • #6 Collapse

            G han ap.ki bat bilkul theek hay forex trading main agar hum kamiab hona cahte hain tou is k liay humain confidence se kam karna parta hay tab hi hum is main profitable trading kar sakte hain aur full confident ho kar kam karna parta hay kiu k forex trading main bina confidebce hum ache trader nai ban sakte so apne andar cinfidence paida karain agar ache trader banna cahte hain
            • #7 Collapse

              Aslamualaikum trading krtay huay confidence must hy sab se pehle app Allah ki zaat per tawakal rakhain k wo app k kaam main barkat dalay ga and then apna experience barhain or trade lgatay huay fear ko kisi traf phaink dain or khud apne andar confidence paida krain confidence ka level tab hi barhay ga jab app khud confidence ko barhain gay
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex ma apna confidence ko la kar ayya q ka ager hum confidence ka sath trade karta ha to per hum ko bohat achi earning hote ha es leya hum ko chaheya ka hum es ma hard work be karna start karda...........
                • #9 Collapse

                  Dear fear to hota hay q k loss aor profit hoalna hota hay hum nay investment ki hoti hay. Humein khud aetamadi paida karni chahie jab humein khud py aetamad ho ga to hamen kisi cheez ka fear nai ho ga jab hamein koe dar nai ho ga to market ko hum achi taraha parkh saky haen jis sy hum jo trade len gy wo humein profit de gi
                  • #10 Collapse

                    DEAR FOREX FORUM FELLOWS

                    ​Bhaio forex mein confidence hamesha knowledge sy he ata hy agar ap analysis karna ata ho ga tu you will be more confidence while trading warna agar wiasay he trading karain gy tu daar he rahta hy ubi loss ho k ubi aur es wajha sy insan confidence loss kar jata hy
                    • #11 Collapse

                      Mery friend app ka question acha hy forex maen hum kesay apna trading confidence level up ker sagty haen humean us maen mehnat kerna ho jab bhe kisi bhe business say related ho gga to app maen khud bakhud confidence aey ga friend app dosara jab bhe trade lagaen to humesha small lot size use karean koin k us say app ko apni trades ki koi tension nahe ho ge our app us ko profit maen he close karean gy
                      • #12 Collapse

                        agar hum forex trading main improvement karna chahty hay to eskay liey humay ziada say ziada mehnat karnay ki need hoti hay agar hum mehnat karen gay to he esmain kamyab ho sakty hay es business main dil lga kar focus karna chahiye tab he safe earning kar sakty hay aur kamyab ho sakty hay es business main
                        • #13 Collapse

                          Confidance ko improve karna trader ke hath men hota hai jab koi trader trade lagat hai wo trade loss men chali jati hai uske bad be wo baghair tenssion liye trading karta hai ye confidance hai khud aitmadi this is a confidance jo yaqeen rakhta ho ke loss recover karke profit hasil karsakta hai abi nahi to bad men, jo confidance trader hoga wo kabi be jald bazi nahi karega ye hai confidance.
                          • #14 Collapse

                            yes dear yeh confidence forex me bohat important ha successfull. trading kay liey ap ko confidence gain karnay kay liey market me strong analysis karna ho ga ta kay ap ki trades consistent se profit me jaey phr ap me confidence aey ga dear jub ap ko loss nehi hota ha phr b confidence ata ha or loss se buchnay kay liey greed or luck par depend karna choor day confidence gain karnay kay liey always market me analysis kay begair entry nehi leni chahiey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main apka confidence apki leraning se improve hota hai or jis trador ki leraning forex k bary main boht achi hai tu wo full confidence ks ath forex main trading karta hai or jin ko tokky ki base par trading karty hain wo kbhi apna confidence bahal nahi karty wo dart dart trading karty hain jis se wo apny dar ki wajh se loss kra bethty hain es liye confidence k liye leraning ko improve karen confidence bhag kar ay ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X