Mobile vs coumpter
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mobile vs coumpter
    main sabhi trader say ya pouhna cahta hoon .kay trading ko kerna kis per zayada asan ha mobile per ya phir computer per wasay main kud apni trading ko mobile per kerna zayada pasand kerta hoon..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yaar computer per. Kyun kay computer per hum kohi bhi trand easyly cheak kar kartay or kohi bhi mothed laga sak cheak kar. Saktay jan kay agher hum.mobile per karay tu wo bhat hare ho gha magher hum mobile.per trad closed kar saktay cheak kar saktay hai is liya humnay trade lagatay howay computer say hi lagana chaya
    • #3 Collapse

      Dear forex forum fellows
      Mobile py trading ziada easy hy kiun k es sy ye faida hota hy k her time mobile hamary pass hota hy aur kisi bhe time hum market trend dykh sakty hain aur kisi time bhe koi bhe trade laga ya close kr sakty hain
      • #4 Collapse

        Bhai apko jis pe easy lagy app uspy karoo mobile pr bhi wohi sab hy jo computer pr hy magr computer mai bht c cheezeen aisi hain jo mobile pr nhi available hoiti hain
        • #5 Collapse

          kam to hum kisi say bhi kar sakty hay agar hum mobile say kam karna chahty hay to kar sakty hay eska sab say bada faida ye hota hay keh hum kisi bhi time market main trade kar sakty hay kyun keh mobile hamesha pass hota hay aur hum har kisam kay chance ko gain kar sakty hay aur profit bna sakty hay market mian
          • #6 Collapse

            Bhai meray kheyal ma tu humay mobile se hi trading karni chayi kiun kay mobile her waqat hamaray pass huta hy aor hum kehien bhi kisi bhi waqat as say trading kar saktay hy aor ye hamaray liye asaan bhi hy laiken computer ka ye fiada hy kay os may trading mobile ki nisbat asaan hy kiun kay mobile aor computer ki app ma thora bhot farkh huta hy aor computer wali ma feather zeyada hutay hyn.
            • #7 Collapse

              Trade karny k lye mobile thek hai Q k mobile har waqt ap k pas hota hai to ap 24 ghanty market per nazar rakh sakty hain. Jab k computer per ap market ko zyada time nahin day sakty. Albata forum per post karny k lye computer best hai Q k us per typing speed zyada hoti hai
              • #8 Collapse

                mein khud bhi mobile se ziada computer par ya laptop par hi trading karne ko tarjih deta hun aur yeh bohot hi acha tarika hey because mobile par aap achi trha se analysis nahin kar saktey hein aur bar bar trading bhi lagatey rehtey hein jis se aap apne emotions ko achi trha se control nahin rakh patey hein aur loss hi kartey hein isliye laptop is the best place for trading.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  g sir wesy to forex main dono ka same kam karta hai lakin trading sirf pc per h karen aur posting dono pe kar sakte hain aur trading main mobile pe sahih trading ke trend ke bary mary main achi khabr nai hoti.
                  • #10 Collapse

                    bhai forex ko join karny k bad ap pc par bhi trading kar skty hain or mobile par bhi kar skty hain ya apki facility oar depend hota hai k jo apko easily avoulabe ho jay osko use karna chahye boht se trador pc par trading karty hain or boht sary trador moblie par maghr tarika koi bhi galat nahi hai sub he ap pki apni marzi par depend hota hai bus trading achi karen jis main bhi karen
                    • #11 Collapse

                      Asslam o alaikom meray khiyal se to mobile per hamay trading nahi karni chahiyr q ke mobile pe hum poray chart ko achay se cover nahi kar patay or ham har cheez pe focus bi nahi kar patay computer ya pc per humay har cheez clear nazar a rahi hoti hai hum achay se market ko analysis kar saktay hai q ke waha screen bari hoti hai lekin agr ap kiai aisi jaga per hai jaga ap ke pass pc nahi hai to ap mobile bi use kar saktay hai lekin i think pc best option hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mobile vs coumpter

                        forex mai hum live trading karty hain to is ky liye hum computer ya mobile use karty hain mary kayal mai computer ke trading best hain forex mai hamara koi boss nahi hota hum is mai pane marze sy time table bana ky kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain wo is mai part time kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mobile vs coumpter

                          wesy mobile py hum thek tara analysis nhe kar skte hain and na he thek tara chert ko dekh skte hain qk mobile ki screeen bhot small hoti hain jo k humhain thek tara chert dekne main smajh nhe aati hain k ye merket ka up trend chal rha hain ya down hum mobile py seda trade le skte hain and apni trade py nazar rakh skte hain and apni trades ko closs kar skte hain baqi computer py trading krna bhot he best hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X