Longer time frame me market ko analysis karny ka benefits
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Longer time frame me market ko analysis karny ka benefits
    Market ko longer time frame chart me analysis karny ka benefit ye hota hay key zeyda good result longer time frame chart se analysis karny se hi hasil ho sakta hay. longer time frame chart me lower time frame key candles ka split (divide) hota hay esy me hamy market ko samjny me zeyda asani ho sakti hay aur result be acha mil sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Haan jii bahi ma apki baat se sehmat hun jab aap bary timeframes main analysis karty hain to uska faida hony lay chances bhee zaida hoty hain. Long timeframes main aapko trend ka behtar idea hota hai aur support aur resistance ka bhee sahi andaaza hota hai. Jis say aap avhi jagha sl aurr tp laga sakty hain.
    • #3 Collapse

      Agar ham h1 per trade kerna chahty hain tou hamain hergiz isi time frame sy market ko analysis nehi kerna chahiay market ko analysis kerny ky liay h4 ya d1 time frame sy pehly read kerna chahiay ky hamain pata chal jata hai ky market kis direction main move ker rehi hai tou aesy open ki jany wali trade main profit hasil ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Longer time frame main market ky analysis bahot easy hoty hain ky hamain asani sy pata chal jata hai ky market ki support aur resistance kahan tak hai aur market currently kis direction main move ker rehi hai tou aesy main trend ka bhi pata chal jata hai support resistance ka bhi tou trade open kerny main asani hoti hai
        • #5 Collapse

          famous market ki acchi prediction date hai market ko analyse karna ho to 4 h ya higher timeframes Pe market card technical analysis karo Agar aapko Kisi cheez ki samajh nahi aati hai tu demo account mein apni strategy test Karni chahiye demo account mein practical work karne se aapki loss ratio kam or profit ratio increase Ho Jati Hai trading members market ka analysis fundamental news economic calendar for the KB market ka andaza Lagaya Ja sakta hai
          • #6 Collapse

            long time frame main motly hmain ziada clearn nazar ata hai k market kis direction main move kre gi.agr to market main grip ho to H4 chart main hm kafi earning kr skty hain.Q k H1 main market ziada fast hoti hai or us main loss or profit b usi tra hota hai.mgr ziada learning tb he hoti hai jb hm daily market ko smjain or dekhain k kesy market move kr rhi h.
            • #7 Collapse

              agar forex trading main sahi time frame ko use karty hwuay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay agar hume xperince kay mutabiq time frame ko select karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay esmain mehnat karni chahiye tab he humari trading achi hoti hay
              • #8 Collapse

                forex trading main har trah k tools hmain profit gain karny main help de skty hain aghr hmain sub k ary main acha knowledge ho ga or es k bad hum har trend main achi trading kar skty hain aghr koi tador short term main bhi trading kary tu yah method bhi koi galat nahi hai hmain use sahi trah se karna chahye ta k hmain l;oss na ho
                • #9 Collapse

                  G sir ye to zahir si bat hai ke ap jitne zyada arse se kam kar rahe hon ge tou is main ap ko utna hi ap ka faida hoga lambe arse se ap ka experiance barh jata hai aur ap ko is ka result bhi acha milta hai is main ap ache trend watcher ban jate hain aur is ka faida ap ko achi earning ki sorat main mlta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Longer time frame me market ko analysis karny ka benefits

                    hamy forex mai long time frame mai analysis ko use karty hwoe kam karna chahey pehr he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai bohat sy mumalik mai unique or legal business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Longer time frame me market ko analysis karny ka benefits

                      assalam o alaikum dear brothet ,ap ka queston bht acha hai aur new users ko help mily ge jaisy k mujhy mili hai . thank you for sharing dear brother.
                      • #12 Collapse

                        Re: Longer time frame me market ko analysis karny ka benefits

                        forex mai hamy time frame ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy hamy market ko analyze kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain agar hum is mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Longer time frame me market ko analysis karny ka benefits

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Market ko longer time frame chart me analysis karny ka benefit ye hota hay key zeyda good result longer time frame chart se analysis karny se hi hasil ho sakta hay. longer time frame chart me lower time frame key candles ka split (divide) hota hay esy me hamy market ko samjny me zeyda asani ho sakti hay aur result be acha mil sakta hay.
                          Agar Hum market for long time birthday card trending Kare tu bahut acchi trading kar sakte hain UKG market long term Pe Ek Hi side pe muh karti hai aur usse bahut jyada profit banane ka chance Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Longer time frame me market ko analysis karny ka benefits

                            Long term kay analysis trader kay liye kafi benefited sabit hotay hain. que kay long term kay liye trader ko hamesha baray time frame per analysis kerna perta hain aur trading hamesha chotay time frame per ki jati hay. is say trader ko forex market ka trend dekhnay main asani peda hoti hay jo kay trader kay liye fida mand hoti hay. aur wo trade ko trend kay mukhalif nahi lagata.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Longer time frame me market ko analysis karny ka benefits

                              agar hum long time mai market ko analysis kary gy to hamy acha profit muly ga hum market ko achy sy samj saky gy forex aik online business hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X