Trading history sy hamain kia help mil sakti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading history sy hamain kia help mil sakti hai
    Koi bhi trade open kerny sy pehly trading history read kerain aur loss wali trades ki mistakes aur profit wali trades ki stretigies ko remind ker lain tou next open ki jany wali trade main loss ky chances kam aur profit ky increase ho jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear Forex trading members Assalamualaikum bhaijaan trading history se Hame market ko Samjhane Mein Asani hoti hai market ka technical analysis karne ke liye market ki history Gajanana zaroori hai aap ko Maloom hona chahiye K Market support and resistance py move karti hai Agar aapko market ki history Maloom Hogi to aap trading Mein Bitha Management kar Sakoge Iske Alawa aapko fundamental news ki history ka abhi Maloom hona chahiye ke woh market ko Kis Tarah effect Karte Hain
    • #3 Collapse

      agar hum forex trading kay bary main knowledge ko enhance kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay forex ki history ko read karna chahiye tab he humay forex market ko samjhnay maina asani hoti hay aur hum esmain bohat acha earn kar sakty hay
      • #4 Collapse

        Assalam.o.alaikum to all forum members. Yes bro... great suggestion hmain bilkul esa hi krna chahiye trading history sirf apni trade ka profit dekhny k liye nahi use krni chahiye bal k is se hmain lesson b lena chahiye k kahan kis ghalti ki wja se hmain loss hua hai or kahan hmain profut hua hai profit leny k liye ham ne konsi strategy use ki thi esa krny se hmara experience mazeed barh jaye ga or success mily gi
        • #5 Collapse

          Trading ki history ka to sahi se pata nahi hay magr hamain qpni history zarorr likhny hau k humnay pehlay apna Time kahan aur kaisay waist kia aur ab tumain kia karna chhye k trading karnay se hum apna future bright kareen
          • #6 Collapse

            koi b new trade lagany se pehly purani trades ki strategies ko zarur zehn men rakhen aur history ko b dekhain ta k apko pata ho k kis strategy se loss hua hai aur kis strategy se profit hua hai
            • #7 Collapse

              apne bohot hi acha opinion share kiya hey aur waqai hamen always apni loss and profit wali trades ke bhi analysis karne chahiye keh akhir kar hamen yeh loss q hua hey aur is ka yeh faida he keh hum is se jo bhi trade lagayengey woh hamari strong trade hogi jis mein profit ke chances ziada aur loss k kam hongey
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                ye forex me boht hi zyada eham sawal hai history ki hi madad se ham resistance support ki confirmation le sakte hai matlab market konsi jaga se wapis ja sakti hai konsi jaga se or b zyada continue kar pati hai history hi hame wo sab points bata ti hai k history me price kis tararh se movement li thi to in future me market k zyada tar chance hote hai k market history ki tarah behave kare gi.
                • #9 Collapse

                  yes dear agr hamaray pass previous market ki history ho gi to future me entry letay wakt hum wohi purani mistake karnay se buch jatay hain or phr humainy apni mistake se exprience b milta ha dear jub ap kay pass previous loss or profit ki history hoti ha ap ko chahiey os me se rules banaey exprience kay hisab se ta kay ap market ki wrong signal se buch sakay or achay signal ko fear kia waja miss na kar daay
                  • #10 Collapse

                    g bhai trading history may say previous trades read kernay say new trades lagaanain may bohat madad mill jaati hay jab bhi new trades open kerni hon to aap pehlay history may check kerain kay aap ko kitnay losses howay or kiun howay or ager profit howa hay to kesi entry per howa hai...
                    • #11 Collapse

                      History say humain pata chalta hai k last week ya month 1 day hun nay kia koya aur kia pay a hai loss and profit main campair ker k pata chalta hai Es liy apni history ko check kertay rakhain takay loss and profit yaad rahay trade ko jab ap ko yaqeen ho tab trade open krain k ab buy ye sell ho gi kyunk market ka kuch pata nai hota market zig zag hai.
                      • #12 Collapse

                        trdaing ki histroy se hmain trading k bary main he help mil skti hai q k boht se trador ayse hain jo k ab histry main aik nam bna chuky hain q k wo aik winners k tour par pehchany jaty hain jin ko raed kar k hum un ka trading style apni trading main add kar k follow kar skty hain jis main hmari tading bhi achi ho skti hai or hmari eraning bhi
                        • #13 Collapse

                          History trading sy hm sb ko boht izafa help milti ho wo is leay ky hm sb be post krny lagta ha to hm sb sy chaly history ko party ha or jb or Katy ha to hmraha km aasan ho jaye ha is leay sb ko chaheya ky hm sb log sb ko chaly history ki madam sy hm is ko apny lafzo my post kray
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading history sy hamain kia help mil sakti hai

                            forex ko join karny ky liye hamy is ke hisroty ko be dahkna chahey taky hum apny mind ko stasifid ky ly or hum jab is mai kam karty hain to hamy acha bonus mil jata hain yai aik online business hain is mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading history sy hamain kia help mil sakti hai

                              SIR trading history sy hamain bahot help mil sakteee hai QK history aik aisee cheez hai jiss sy hamain har kisam ki information mil sakteee hai chahee wo profit ki ho ya loss ki . ye hamareee knowledge main is tarha sy izafa kae saktee hai k hamain kis tarha kam karna chahyeee. hamain ghaltiyooo ka pata chal jata hai jin sy ham loss sy jan ko bachaa sakty hain. tp trading history sy hamain bahpt help milteee hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X