Forex trading mein analysis karna seekhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein analysis karna seekhain
    Forex trading mein kamyabi kay lye bahut si cheezoun ko seeknay ki zaroorat hoti hai jin mein sae aik trade kay analysis bhi hain aur analysis ko seekhna bahut zaroori hai iss kay beghair trade mein kamyabi namumkin hai aur kuch log expert ki trades ko copy kartay hain tou trades ko copy karnay sae aap expert nahin ban saktay iss lye aap analysis zaroor seekhain ta kay aap mein confidence paida ho sakay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jee ap ne sahi kaha hay forex business ye nai kay jab marzi aaye to sell laga dain aur jab marzi aaye to bye laga din is mian order place karnay se pehaly boht se analysis ki zaroorat hoti hay hay kay jab ham order place kary lagain to wo time order place kay liye sahi bhi hay ya nai..
    THKS
    • #3 Collapse

      Dear bro her buisness ki apny requirements hoty hn aur in requirements ko pora ker ke hi ap us buisness main kamyab ho sakty hn isi tara forex trading main kamyabi ke liy bh kush cheezin aisy hn jin ko hasil kerna bh bahut zarory hy in main se analysis kerna bahut zarory hy aur ye analysis bh her trader ko apna kerna chay
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ki baat theek hai forex trading mainly achay results kay lye analysis pae depend karti hai aur forexmmein analysis karna koi aasaan kaam nahin hai aur aisa karnay kay lye aap ko trading kay lye analysis ko seekna paray ga kyun kay aap ko iss baat ko samajh lena chahyea kay humain forex mein kuch hasil karna hai aur iss kay lye humain bahut zayada mehnat karni hai
        • #5 Collapse

          maximum logon ko analysis perfect tarikay se karnay he nahe atay hotay yehi wajah hoti hay unkay loss ki analysis bohat zaroori hain inko achay se perform karna seekhen jab market ki movement ki perfect judgement aap ko smajah ajay gi aap ki trading bohat best hojaygi analysis ko seekhnay pe best karnay pe zyada focus karna chaiye...
          • #6 Collapse

            analyse se hmari trading main boht se faidu milty hain qk jub hum analsye karty hain tu hmari trading main risk factor boht kam ho jata hai tu bahtr yahi hai k apni trading main analsye karen or achi trah se sub kuj point to point karen ta k apko apki trading main loss hony ki koi bhi wajah samny na ay or aha profot he mily
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein analysis karna seekhain

              forex trading main analysis seekhany chahiye kyun keh agar hum analysis karna seekh jaye gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es busienss main money management karty huway trading karni chahiye ta keh market main acha earn kar saky esmain sahi say focus kaen esi main he faida hota hay

              اب آن لائن

              Working...
              X