Proper way of account management
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Proper way of account management
    Account manage karna buhot he important part hoti hai quality trading ki so jab koi be account open karta hai tu sub say pehla jo step hota hai wo account ki management hoti hai agar koi account ko proper way say manage karna chahta hai tu osko es baat ko zarore banana hoga ko pehlay ik complete plan aor strategy ko follow kare taake trading mai apko koi masla na ho
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    Account manage karna buhot he important part hoti hai quality trading ki so jab koi be account open karta hai tu sub say pehla jo step hota hai wo account ki management hoti hai agar koi account ko proper way say manage karna chahta hai tu osko es baat ko zarore banana hoga ko pehlay ik complete plan aor strategy ko follow kare taake trading mai apko koi masla na ho
    Yes bro you are right main aap se fully agreed hon hamen apni trades se achay results k liye zaruri hai k ham apne account ki management kren agar ham apne account ki management achi tarah se kr let hain to then hi ham trading men kamyab ho sakte hain aur agar ham achi management ni kr kr e hain to tab ham apme account pe acha work ni kr sakte hain so hamen koshish krni chahiye k ham management's se hi work kren
    • #3 Collapse

      Dear bro forex trading main aik term money managmnt ki use hoty hy isi ko hum proper account management keh sakty hn, proper account management main hum ko apny account balnce ke hisab se lot size choose kerna padta hy, ager hamara balance kum hy aur hum lot size bada laga daity hn to hamara account safe ni rahy ga aur wash bh ho sakta hy
      • #4 Collapse

        Forex may acct update karna lazmi ha agar update nahi karo gay to nuksan hosakta ha.nuksan say bachnay Kay liay thorn see koshah ,aap ko barah nuksan say bacha sakti ha.
        • #5 Collapse

          Acccount ko mange karnan bht hi zarori hai aur tough hai kis waqat kitni lot lagani hai sl kia rakhnan hai tp kahan pr hona hai eah sub account managemnt main aa jata hai aur backup hona bht zarori hai...
          • #6 Collapse

            Jnb trading main moneymangemet bht hi importance rakhti hai is liye aapko chaye k aap profit sath sath nikalwatay ago usko skrill main rakho agar aap ka account wash ho jaye to aap k pass backup account moujood hoga jisko aap use kar Sakta ho...
            • #7 Collapse

              hanji bhai app ki bat thek hai account mange karny say pehly app ko ye pata hona cheay k app acount karny k kabil hain ya nahi kun k boht say asy log milty hain ju apny account wash karwa kar jab un k pas belnce nahi hota tu wo logon k account bhi wash kar daity hain account manger jab tak apna account nahi run kar sakta tab tak wo kisi ka kia kar saky saky ga iseay try karin khud sekh kar sab khud he karin iss sy apka experince gain hoga.
              • #8 Collapse

                G han account management sb se important part ha forex trading ka .trader ka sb se phly kam ye ha k account capital daikhy kia ha us k bad market watch kray agr trades milti hain achi jaga to lagai or capital dakh kr lot size set kray phir jo profit ho us ko nikal lai.is tarah us ka capital bhi safe rahta ha trader ko sl or tp ka use krna chye
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Account manage karna buhot he important part hoti hai quality trading ki so jab koi be account open karta hai tu sub say pehla jo step hota hai wo account ki management hoti hai agar koi account ko proper way say manage karna chahta hai tu osko es baat ko zarore banana hoga ko pehlay ik complete plan aor strategy ko follow kare taake trading mai apko koi masla na ho
                  Salam alaikum bhai jaan Har Kisi department Mein account department bahut jyada critical hota hai Kyunki account management Kabhi Mushkil Hai Aur Forex trading main aapko Ek proper plan ke sath account ko manage karna chahiye Dhage aapko baad mein problem Na Ho
                  • #10 Collapse

                    Dosto account ko proper way say chaplain takay koi mushkil na ho agar managment say account ko improve kro gay to bohat oper jao gay
                    Strategy Behter ho
                    Plan ho with bacap plan ho k aj 20% risk per 5%profit lena hai aur 5%loss ka risk Es ko chang na krain
                    Risk zida na take krain
                    Over trading and confidenc na hun
                    Greed say avoid krain
                    Agar ap aisa kerty hain to ap money management ker sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Dear forex forum fellows kisi bhe business mein ua kaam mein management buhat he important role play karti hy aur forex mein tu es k bana ap kuch bhe hasil nai kar sakty y hain kiun k apko sub kuch manage karna hota hy margin and alll es k bina loss he loss hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        agar hum apny account ko proper tariqay say manage karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main kisi kisam ka short cut bhi use nahi karna chahiye kyun keh short cut say account main loss bhi ho sakta hay es business main money manage kar kay kam karna chahiye ye boaht zarori hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X